Bear loss with patience
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Bear loss with patience
    Dear friends, forex business main loss ana ek normal bat hay aur har trader ko loss ata rehta hay aur koi bi trader aisa nai hay jisay loss na hwa ho, so loss ko patience say bardasht karna kamyabi ki bunyad hota hay aur traders loss ko sabar lk sath bardsasht kar letay hain aur struggle jari rakhtay hain ek den woh bahut baray trader ban jatay hain.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Bear loss with patience

    G han forex trading men bahut se new traders aesay bhi hen jo starting men profit pe bahut ziyada khush hotay hen aur bahd men jab loss hota hey tu preshan ho jatay hen aur upset ho jatay hen unn ko chahiay k woh loss aur profit dono time feelings aik jesi rakhen forex trading aik business hey aur her business men loss aur profit hota rahta hey
    • #3 Collapse

      Re: Bear loss with patience

      yes of course laws on earthquake normal bahut yummy Apne log ko recover karne ke liye patients ka Mushaira karna chahiye aur Market Mein Jab Hum trading Kare to home normal tarike se trading kar rahi
      forex market Mein Janta aapko market Mein trading karna hota hai to aap ko market Mein long term trading Karni chahiye
      forex market trading Ek accha trading business where is market Mein Aaj Itna achha tarike se trade Karenge aapko Itna achha profit or sugar market Mein trading karte waqt
      forex market Mein trading karne ke liye aapko Apne motions ke upar control Rakhna chahiye on market Mein Hamesha aapko long term trading Karni chahiye.
      forex market Mein Hame Hamesha stop loss of take profit limit Lagana chahiye aur Market Mein trading karte waqt Chahiye Hota Hai Ke Humpatients Kamariya Kare aur Hame Apne losses ko small hole in McLeod Zahid ke sath recover karte rehna chahiye scalping Karke Apne insta Forex bonus account ke upar
      • #4 Collapse

        Re: Bear loss with patience

        G forex trading business mein profit aur loss hi hota hy profit hum learning knewledge aur experience se hasil kar saktay han aur loss hum apni mistake se kise galti ki waja se hota hy aur forex trading business mein jab kabhi loss ho tu us loss ko himat aur sabar se bardasht karna cahaiye aur forex trading business mein mehnat aur hardwork karna cahaiye aur apni mistake ko cover karna cahaiye phr aik din profit bhi ho sakta hy
        • #5 Collapse

          Re: Bear loss with patience

          Yes dear me apki bat sy itfaq karta hon apny bhot achi bat shear ki hai dear isan koi bhi kam sekhna chahta hai to ahista ahista he sekh sakta hai na k ek din me he sekh jay or sekhny k duran or sekhny k bad bhi koi na koi kami zaror rah jati hai
          • #6 Collapse

            Re: Bear loss with patience

            Loss honay k bad ham log isko bardast nae krtay aor aksar log loss ko recover krnay k lye jald baazi mai aa kar apni aor investment forex mai LGA kar bghair kuch achi planning and loss say bachnay ki trading strategy and money management k phr say trading start kar daitay hain Jo jald bazzi karnay ki waja say phr loss ka sabab banti hai is lye jab apko trading mai loss ho jaye to isko bardast karein aor patience rakhein apko chaye k loss honay ki wajohaat ko talash karo aor apni mistakes p kabo paanay k bad dobara se trading start karein
            • #7 Collapse

              Re: Bear loss with patience

              G bikul dear ap bilkul thek kah rhy ho mery kheyal me jab koi bhi new banda forex trading business ko start karta hai to usy ye bat zahan me dal leni chahye k business me loss or profit dono sath sath hoti hai agr us me loss ko bardasht karny ka jigra ho to forex ko join kary warna forex sy dur he rhy to behter
              • #8 Collapse

                Re: Bear loss with patience

                dear frind profit loss kisi bi buianess k 2 bunyadi rukan hain ab agar forex ko dakha jae to is main bi profit loss both majood hain insan ko humesha profit loss both se kush na kush learn krna chaiye and agar forex main loss ho b jae to pareshan na hoon balkay us se kush seekhy kaha jata hai k thokhar lag kr hi insan thakhar bnta hai isi tarah insan agar loss se seekhy to wo successfull rae ga
                • #9 Collapse

                  Re: Bear loss with patience

                  Losss hoa to ayk normal si bat hu koi bhi esa trader ham ko nai mily ga jis ko losss na hota hoga loss har insan ko hota hy our hota rehta hy is or tention lyny ki zarorat nai hoti hy loss busness ka hesa hota hy bisness my ham ko nhot zeada bhii ho jata hy our kbhi kbhi ham ko kam lsss bhi hita by ya depend nai krta hy k ap kitny achy trader hy ya kbhi kbhi bru bry trader ko bhi hota hy
                  https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
                  • #10 Collapse

                    Re: Bear loss with patience

                    Koi bhi buisness ho us mein loss aur profit 2no cheezyn hoti hain aur isi tarha forex trading bhi aik online buisness ha jis mein profit bhi ha aur loss bhi ha tu forex trading mein loss ho jaye tu ghabrana ni ha patience se loss bardasht karna ha aur apni mistakes se sabaq seekhna ha aur cover karna ha loss ko.forex trading mein har trader ko loss hota ha koi aisa trader ni hoga jis ko sb trades mein profit ho.lekin jo achy traders hoty hain unko loss kam hota ha aur is waja mehnat hoti ha is liye ap bhi mehnat karyn aur practice karyn aur time dyn forex ko tu apko bhi loss kam ayd profit zayada hoga.
                    • #11 Collapse

                      Re: Bear loss with patience

                      Sir agar hamain forex mien loss ho jata hai to hamain us ko bee patience say bardasht kerna hota hai agar hum as ko bardasht na kerty hien to hamain as mien bhut zayada mushkil ho sakti hai as lye hamain her bar her loss k bad es k reasons ko dakhna hota hai k hamain kis waja say loss hwa hai or hamain us ko doabara repeat na kerna hota hai.
                      • #12 Collapse

                        Re: Bear loss with patience

                        Dear friend ap ki bat sahi hai k loss ko bardasht krna ana chaheye q k loss bardasht kerna her kisi ko nahi ata hai or insaan ko jab los hota hai tu use bhut zziada pareshani hot hai, pareshani pareshani mai use neend tak nahi ati thora sa bhi loss hota hai raton ki neend urr jati hai, hame chaheye k forex ko ek business ki tarah le or business ka asool hai k jaha apko profit milta hai wahi apko thora bhut loss bhi hota hai, to bajai is k k apko loss hu or ap tention mai ai, behtar ye hai k ap deep analyze Karen loss ki k kis waja say loss hu raha hai or uspe command hasil kare ta k future mai apko in sub cheezo ka idea hu or ap trade deikh kr or soch samjh kar lagai, Thanks!
                        • #13 Collapse

                          Re: Bear loss with patience

                          G dear ap ne thk kaha petience bhylt zruri cheez ha forex mein q k ye aik aisa business ha jo apni condition bht jaldi change krta ha.es mein loss aur profite ana aik normel bt ha js wja se hamaen losses ko bardash krna perhta ha bht petience se
                          • #14 Collapse

                            Re: Bear loss with patience

                            Trading as you know sometimes risky bhi hoti hai profitable bhi, to jab hamein profit ho raha hota hai to sub acha lagta hai per khuda na khasta agar hamein loss ho to hamein bohat preshani pesh ati hai K ab kiya karein bohat br hota hai K hum ziyadah ki lalach mei thora bhi gawah detay hain or ek Ajeeb say mind set mei daghil ho jatay hain k trading bohat he koi mushqil hai ya hamary bas Ka kam nhi, asay nhi hai thanday Mizaj K sath apni ghaltiyaa ko realize kar k Jo ap nay trading K Waqat ki thi woh Jo bhi hon chahay jaisay K market news ko follow back Karna waghera, to un ghaltiyoo ko dekhtay huway sabar or tahamul K sath kam Lena chahaye or loss ko bear karein K kiya hogaya Aj loss huwa hai to kal profit bhi ho apni ghaltiyoo ko overcome kar k In Shaa Allah.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Bear loss with patience

                              Dear loss or profit to busines ka hisa hota hain agr hame es ma loss ho jata hain to phir hame paraysha nahi hona chahiye balky es loss ko patience sy esay pardasht karna chahiye to phir he ham es main kamyab ho sakty hain or loss to har trader ko hota hain jitnay b achay trader bany jmha un ko b loss hota ha es liye jab loss ho jay to patience sy es ko bardasht kary

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X