Achi quality k leay mehnat karna parti hay

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Achi quality k leay mehnat karna parti hay

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfannomani پيغام ديکھيے
    Dear friends, har member chahta hay kah woh achi quality ki threads aur posts karay q kah es say acha bonus milta hay but es k leay mehnat koi na karta jis ki waja say woh apni quality improve nai kar patay, un ko pata hona chaheay kah jo traders acha bonus earn kar rahay hain woh quality improve karnay k leay bahut zayada mehnat kar knowledge hasel kartay hain phr pak forum par share kartay hain.
    Assalamualaikum ji bhai jaan mai aap ki baat se Mukammal Taur par agree karta hoon ke Agar Hame accha bonus chahiye aur acche tarike se Forex trading karne ka Tarika chahiye to Hame chahiye Ke Hum Apni post quality aur apne analyses par acchi mehanat kare
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Achi quality k leay mehnat karna parti hay

      Mehnat to hamain her kaam mien kerna hota h agar ham as mien zayada achy sy mehnat kerte hien aur forex ko seekhy k lyee koshesh kerte hien tu hamain as mien kamyabi zaror mily gi aur ham b as mien kamee ker sakain gy aur agar ham as mien mehnat na kerte hien aur as mien ye sochte hien k ham kamee ker akte hien tu ye hamari bhool h aur hamain apni soch badlani ho gi.
      • #18 Collapse

        Re: Achi quality k leay mehnat karna parti hay

        Achi quality klie zruri yh ha k hum pehly threads aur posts prhien seniors ki aur unpy ghor krien k wo usmy kia likhty hain isky ilwa hmy forex k bry mn study b ziada krna chaiye q k jb hum study ziada krengy tw hmry mind mn bhtr suggestion ayngi hmara zehn khukyga hmri information mn izafa hoga istrh jb hum koi question dkhiengy tw hmry mind mn bht kch ayga usy answer krny klie aur istrh hmy thanks b ziada milngy.
        • #19 Collapse

          Re: Achi quality k leay mehnat karna parti hay

          js bhe kam pr mehant ho jaye wo kam khud he kamyabi ke tarf jana start ho jata hye hum ko surf ye dekhana chahye ke hum kse ke kia and ks tak help kr sakte han jo jo hum ko pata hota hye agr hum apna knowladge sub ko samja dete han on ko agr acha fayda melta hye to ye hum ko bhe as ka acha fayda mele ga zaror
          • #20 Collapse

            Re: Achi quality k leay mehnat karna parti hay

            Well said bro jb b koe ache quality ki thread ya post hoty he to sbko is se faida hota he q k us thread se hme ache information milte he is post p mehnat krne parti he jitni hm mehnat kregy utna faida or bonus milega
            • #21 Collapse

              Re: Achi quality k leay mehnat karna parti hay

              Dear brother ager hum forex forum pe achi quality wali threads aur posting krengy tu iska hamein boht faida hota hai acha bonus mil jata hai lekin quality mein improvement waqt k sath sath aa jati hai jitna ziada waqt hum is forum pe serve krengy hamein experience ziada hoga aur aik din hamari quality bhi achi hogi bss thora time chahiye.
              • #22 Collapse

                Re: Achi quality k leay mehnat karna parti hay

                Gee bilkul achi quality k leya mehnat bilkul karni chaye Q k mwhanat k bagir khuch be possible na hai aur mesahnat say he kamyabi hasil ki jati hai aur profit be hota aur trade ar posting sa bonus be mill jata hai
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #23 Collapse

                  Re: Achi quality k leay mehnat karna parti hay

                  G Haan dosto achi quality ki posting kar k bonus hasil karna tou hr Koi chahta hai lekin achi quality ki posting tb e mumkin hai jb aap k pass knowledge acha ho ga.. Jitni ziyada aap k pas knowledge hai UtNi e aap ki posts ki quality achi ho gee aur aap ki posts effective aur informative hon gee.. Kaamyaabi k liye practice karein ta k idea ho sky k kis trha ki posting ki ja sakti hai ta k aap k knowledge me izaafa ho...

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X