thread aur briefing

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    thread aur briefing
    Dear forex membran mn na aksr dekha ha k thread kisi aur topic pa hoti ha aur briefing kisi aur topic pa hoti ha kia aisi thread create krnay pa bhi bonus milta ha meray khial mn to thread mn jo bat ki gae ho reply briefing mn bhi wohi bat discus honi chayay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: thread aur briefing

    Asal main thread ki heading per hi reply nehi kerna chahiay ky heading short wording ky sath hoti hai real question tou brief main hi hota hai ky thread creat kerny wala pochna ya discuss Kia kerna chahta hai tou hamesha thread main sirf heading ko hi nehi balky brief ko bhi read ker ky reply kerna chahiay
    • #3 Collapse

      Re: thread aur briefing

      Forex trading bahut se log aesay bhi hen jo jo thread men question kartay hen aur briefing men bhi wohi questions repeat kar detey hen aur briefing bilkul nhi kartay aesay traders ko chahiay k woh aik tu thread men question forex k related karen aur briefing men question repeat karnay ki bajay achi briefing karen iss read karnay walay ko sahee samaj aa hi jata hey iss tarah thread ki quality bhi behtr ho jati hey aur aesi thread pe ziyada thanks bhi miltay hen aur bonus bhi acha milta hey
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: thread aur briefing

        Forum main agar ham briefing ko hi read kerty rehain tou usky liay hamary pas time bahot kam hota hai ky ham read nehi ker sakty lekin agar thread main heading aur brief aik jesy hi hon tou replies bhi hamari requirement ky hisab sy hi milty hain ky ham jis topic ko discuss kerna chahty hon us per hamain acha knowledge hasil ho jata hai lekin thread topic aur brief main farq hony sy replies aesy hi aty hain jo her koi topic ko smajh ker jawab deta hai

        اب آن لائن

        Working...
        X