is forex can change our life style,

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1426 Collapse

    Yes, it is. forex trading business is a very profitable business and by working in forex trading business we can be able to change our life style. forex trading business is a great opportunity to change our life.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1427 Collapse

      Jee han mere dost forex trading admi k life style ko change kar sakti hae magar unhi logon k life style ko jo is mein success hasil kar lete hein un k nahee jo log forex trading mein loss kar jate hein.
      • #1428 Collapse

        je,, janb agar is ko such samj kar kam kary to yah forex ap ,, ki zindge badal saktaa hay,, ap is ko pahly seekhy us ky bad ap reyal account banay
        • #1429 Collapse

          It can be said that the self-learning forex option is a good. For most currency pairs The point (Pip) is the fourth number after the decimal mark. However, in Japanese yen pairs, the point (Pip) is the second number after the decimal mark
          • #1430 Collapse

            It does not require genius to understand that any widening and narrowing of the circuit based on the decisions of individuals, will be greatly affected the minds of these individuals. Few people are mindful of the different levels of the games intelligence affecting the market -If focusing your eyes on the way in which it affects psychology on others - including the mass psychology of these individuals who use forex trading on a daily basis but do not forget to be Ali familiar with things that move you also, you could end it has caused damage to the Centers for your trades. Best Forex coaches will tell you that before becoming a successful trader,
             
            • #1431 Collapse

              اصل پيغام ارسال کردہ از: farooqbangash پيغام ديکھيے
              hello every body ,
              i am newbie in forex , and i want to know your ideas about forex that there are so many trader who says that forex can change our life style, is it true?
              Forex ka kaam apnanay k baad life main aik khaas change aati hai hamari life main decipline aa jaata hai kyun forex hamain decipline hi sikhaata hai or forex main sab se bari strategy bhi decipline hi hota hai jo hamain aagay barhnay main madad deta hai or hamain acha trader banata hai
               
              • #1432 Collapse

                Bohat se aisay traders hain jo forex main aanay se pehlay koi time table nahin rakhtay thay or un ki zindagi main nazm o zabt nahin tha lekin forex ki field main aanay k baad un main nazmo zabt paida ho gaya
                   
                • #1433 Collapse

                  Forex hamain sabar karna bhi sikhata hai jab ham apnay saamnay apna balance ka loss hotay hue dekhtay hain or phir sabar kartay hain to aahista aahista ye hamari aadat ka hissa ban jaata hai
                     
                  • #1434 Collapse

                    Gee bhai aisa hi hi he agar ham forex me proper learning or paractice kar k are tu forex waqai hamari life change kar daiti he or agar learning or paractice k bagair forex me enter ho he tu tab the forex hamari life change kar daiti he lakin ulte wali
                     
                    • #1435 Collapse

                      Is k ilawa forex behtareen masroofiyat hai wo log jo pehlay boring life guzaar rahay thay wo forex jesay dilchasp kaam main aa kar enjoy karnay lagay or un ki zindagi main positive changes aayen
                         
                      • #1436 Collapse

                        Forex ki field main aanay k baad insaan main ye change bhi aati hai k wo business minded ho jaata hai us ko paisay ki qadar aa jaati hai jab wo mehnat se paisa kamata hai to thoray paison ki bhi qadar karta hai
                           
                        • #1437 Collapse

                          Forex main kaam karnay waala shaksh apnay aap per qaabu paana seekh jaata hai wo saabit qadam rehta hai or her trade main honay waalay loss ko hoslay se bardasht karta hai or profit kamata hai
                             
                          • #1438 Collapse

                            Is kaam k doraan insan main jo khaas adaat paida hoti hain un ka direct asal us ki zindagi per bhi hota hai or achay trader ki ye khasusiyat hoti hai k wo ghussa kam karta hai or kamyaab rehta hai
                               
                            • #1439 Collapse

                              Jo aadmi sabar se kaam nahin leta wo forex main kaamayab nahin ho sakta is liye is kaam main tik kar rehnay k liye sabar or ka maada apnay andar paida karna hi parta hai be shak wo majbooran hi kyun na karna paray
                                 
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1440 Collapse

                                Forex main her aadmi ko current news se ba khabar rehna parta hai is liye jo bhi forex main naya aata hai wo news se ba khabar rehta hain or is tarha wo apni life main bhi alert rehna seekh leta hai
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X