Forex trading main knowledge hona or amal karnay main farak hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main knowledge hona or amal karnay main farak hota hai
    Forex trading main knowledge hona or trading kartay waqat knowledge per amal karnay main farak hota hai aap ko pata hona chahiye kay market main jab aap trading kartay hain to tab tak aap aik successful traders nahi ban sktay .
    Jab aap apnay knowledge yani kay aap apnay emotions ko control nahi kar saktay to aap successful nahi hai trading ki dunia main...
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main knowledge hona or amal karnay main farak hota hai

    apki bat bilkul theak ha forex trading mn learning aur knowledge bahot zroori ha lekin agr ap k pass forex k bara mn achha knowledge ha aur real trading mn ap knowledge ko use naen krtay to us knowledge ka bhi koe fayeda naen agr ap k pass knowledge ha to apko chayay k amli taur pr bhi usay use kren aur fayeda hasil kren
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main knowledge hona or amal karnay main farak hota hai

      Nilkol ham ko trading my knolig our us pr amal kr ny ka bhot zeada frk hota hy ham ko trading my bhot zeada mala krna chiya jo hamri lerning hoti hy us pr ham ko bhot zeada lerning jo bhi ham mhnat kr k ham knolig bnaty hy us or ham ko phr amal bhi krna chiya agr ham amal nai kry gy to ham kamyab bhi nainhogy is liya ham ko apni trading my amal krna chiya apny knolig pr
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main knowledge hona or amal karnay main farak hota hai

        g bhai jan ap nay blkul sahi kaha forex mei sirf knoledge e nahii blkay uc parr mashq bhi honi chahye takeh hmn kuch smjh ayee ge kay mekret ks ks trah harkat krti hy aur hmn kin chezoo kou ziada delhne ki zrort hy ziada loss kis wajah sy hotaa hy zoada munafa kis wajah sy hta hy yeh tmam woh btei hei jou hmei mustqbil mei eik kamyab treder banatay hei hmei chahye kay forex mei ziada sy ziada mehnat ki jayee aur dil laga kr kam kiyaa jayee takeh hmri mustqbil mei kamyabi yaqeeni hou
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main knowledge hona or amal karnay main farak hota hai

          Baz oqat ye baat dakhny mien aya h k kuch traders k pass acha khasa knowledge aur experience hota h aur pher b wo apna loss ker lety hien as ki asal waja ye h k wo as per amal na kerty hien jis ko unho nay learn kya hota h agar ham as mien learning kerty hien tu hamain us per amal zaror kerna hota h agar ham amal na kerty hien tu hamain kabi b as mien kamyabi na mil saky gi aur ham her bar loss karian gy.
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main knowledge hona or amal karnay main farak hota hai

            Jee han forex trading mein jin k pas knowledge hota hai baaz okat woh bhi amal nahi krty,aur loss ho jata hai jab aik trade profit mein ja rahi hoti hai tu woh ziada profit k chakar mein trade close nahi krty aur phir profit wali trade loss mein chali jati hai us waqt unko ehsas hota hai kaash trade close kr dety lekin us waqt dair ho chuki hoti hai,trading mein apny emotions pe control krna chahiye tab hi aap kamyab trading kr sakty hein.

            اب آن لائن

            Working...
            X