Trading mein loss kerna bhi zaroori hota hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Trading mein loss kerna bhi zaroori hota hai

    forex mai loss hamara sub sy bara ustad hain jab hum forex mai kam karty howe koi mistake kar dy gy to hamy loss ho jy ga or is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota jab hum apne mistakes py gur kar ky kam karty hain to hum loss ko avoid kar dety hain or acha bonus earn kar lety hain forex aik world wide or kabe be band na hony wala business hain
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Trading mein loss kerna bhi zaroori hota hai

      forex mai loss ky bad he hum expert trader banty hain jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamara sara paisa zaya ho jata hain loss ky bad hamy thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes py gur kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy
      • #18 Collapse

        Re: Trading mein loss kerna bhi zaroori hota hai

        forex mai loss hamara sub sy bara teacher hain hamy loss sy learning hasial karne chahey forex aik online business hain hum is maik part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain forex ko hum apna life time career be bana sakty hain
        • #19 Collapse

          Re: Trading mein loss kerna bhi zaroori hota hai

          forex aik international business hain hum is mai kam kar ky ache earning hasial kar sakty hain hum is ma bager pasio ky account bana kar be kam kar sakty hain forex aik online business hain hum is mai raat mai din mai kese be wakt kam kar sakty hain hum is mai agar tukkly laga kar kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik real business hain
          • #20 Collapse

            Re: Trading mein loss kerna bhi zaroori hota hai

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Sobi2978 پيغام ديکھيے
            Forex trading mein hamesha profit kay peechay na lagay rahain agar aik trade loss mein chali jaye tou perashan na hua kerain kyun kay aap maximum 5 trades continuous profit mein lae saktay hain uss kay baad aap ko aik trade loss mein close kerni hi hoti hai tou aap aik trade agar khud hi loss ker jaye tou acha hai agar aisa nahin kerain gay tou aap ka account bann ho jaye ga
            Sometimes in Hame Apne tradeco loss Mein close karna bahut jyada important ho jata hai Kyunki is time market ki movement Hamare against jati hai aur Agar Hum Apni trade close Nahin karte ho kahan ho jata hai
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #21 Collapse

              Re: Trading mein loss kerna bhi zaroori hota hai

              Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul thik hi kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hame Roj profit hota hai to Hame chahiye ki aaj loss Hua tu tension Na Le Kyunki business Ka hissa Hota Hai loss or profit Aaj Hamen loss Hua to koi baat nahin kal Hume profit hi hoga
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #22 Collapse

                Re: Trading mein loss kerna bhi zaroori hota hai

                Han ya bat bhe thk hai ka trading main lose bhe zrori hota hai kiun ka jb tak ham ko lose nea hota hai ham kuch seekhta bhe nea han kuch seekhna ka lya ham ko lose ka hona bhe zrori hota hai jab ham ko profit hoti hai tu ham bahut khush ho jata han aur trading ka bara main itna search nea krta han lakkin jab hm ko lose ho jaye tu phr ham apni mistake ko search krta han aur us ko recover krta han us trah ham ko kafi fiada hota hai

                اب آن لائن

                Working...
                X