Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain
    Forex.mein iss waqt trading ki situation unpredicted ho gaye hai aur kisi currency ka kuch pata nahin chal raha kay market ki kya movement ho gi iss lye kam balance kay sath abhi trade na kerain iss sae aap ka account jaldi wash ho sakta hai bonus anay ka intezar kerain phir zayada balance kay sath trade kerain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

    Forex mein trading k lye account ballance hona bhot zarori hy, agat ap yaha pe trading karna chahty hen to pahly post karna sekhek phir pora month post karen taky apky paas kafi sara ballance ho trading k lye agar ballance kam ho to next month phir koshash karn taky zyada ballance ho jae to hi bari trading kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

      G han forex trading men kam balance pe trading bilkul start nah karen kiun k aj kal market ka trend achanak change bhi ho sakta hey aur account wash ho sakta hey iss liay new traders ko chahiay k woh pahlay 4 se 5 months sirf posting karen ta k ziyada se ziyada bonus create Kiya ja sakay aur phir trading start karen tu account wash honay k chances bhi kam hotay hen
      • #4 Collapse

        Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

        Kam balance k sath hamy trade us taime hi krni chiya jb ham ko experiece ho ya ham ny bhot zeada lerning ji hoi ho us taime ham ko trading my sahi trha sy kam krna chiya trading my ham tab hi kam kr sgty hy trading my ham ko bhot zeada lerning krni hoti hy to phr jitna bhi kam balance ho hamara us pr ham kam kr sgty hy
        https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
        • #5 Collapse

          Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

          G bhai jan ap nay baja bola hai ka kaam balnc ka sath trading na kraye kyun ka ager ap ko loss hogya to ap ka sara bonus khatm ho jata hai jis ki waja ap ka account khatry main per jany ka andesha hota hai ...ap ko chiye ka ap ka account main balnc ziyada he ho to trading karyn
          • #6 Collapse

            Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

            Gee haan market ki situation iss waqt bahut zayada critical ho gae hai aur jis taraf market move ker rahi hai tou woh ussi taraf over sold ho rahi hai ya over bought jis ki wajah sae bahut logoun ko loss ho raha hai jaisay NG mein kal sae bahut saray members kay account wash ho gae hai iss lye soch ker trade kerain aur kam balance kay sath tou bilkul bhi na kerain
            • #7 Collapse

              Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

              You are absolutely right Junior people and new traders on small Starting trading on deposits, they get block in the morning, so you should not even trade less deposits or even lower balance. But try that when the good balance after three to four months, then start trading.
              • #8 Collapse

                Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

                g haan bhai jaan ap ne thek hi kaha hai kee ham ko as main km balnce kee sath ham ko as main trading nahi karna chahiy hai q k agar as main balnce km ghai tu ham ko as main trading nahi karna chahiy hai jab as ka market zyada moment kar raha ho as ham ko us wakt hi trading nahi karny chahiy hai
                • #9 Collapse

                  Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

                  G bhai ap nay achi bat ki hay, hamain kam balance k sath trading nai karni chaheay q kah hamari koi bi trade loss main ja sakti hay aur us say hamara account wash ho sakta hay, esleay ap ko kam balance k sath kabi bi trading nai karni chaheay aur agar ap karian bi sahi to ap ko lot size minimum rakhna chaheay.
                  • #10 Collapse

                    Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

                    Thk kaha g ap ne wasy bhi kem balance se trading ni krni chaye q k wash k chances ziada ho jaty haen.aur aj kel tu market ka kuch pte ni chal raha tu behter ho ga k kem balance waly trader trading stop kr daen kuch dino k lye
                    • #11 Collapse

                      Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

                      Je haa bilkul sahi kaha kaha apni AJ ke dino me Pakistan forex ke market me bohat movement dekhny ko mill rahi hai aur market ko analysis karna mushkil ho raha hai ager aapky pass balance kam hai to apko ahtyaat se trading karni chahye ku ke ager aap market ko analysis kiye bgair he trade open karo ge to aise he samjho ke apka account wash ho jaye ga
                      • #12 Collapse

                        Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

                        forex mai hamy apny experience ky mutabik balance invest karna chahey or pher he hum trade laga kar acha bonus earn kar saky gy forex aik real business hain hamy kabe be is mai tukka baze sy kam nahi karna chahey hum is mai live trading be kar sakty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

                          Dear brothers jiss waqat trade main ziada up down ho rahiy ho tou OOS waqat ki market ko dakhty hoay kam balance Waly account holder ko chahaye ky WO trading na kerain kun ky iss waqat aap ka account wash ho sakta hay oor woo bhi jaldi.
                          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                          • #14 Collapse

                            Re: Kam balance kay sath iss waqt trade na kerain

                            forex mai hamy km balance sy kam nahi karna chahey hamya acha knowledge or experience hasial kar ky market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey hama lalch oe emotions ko qabo mai rahk ky kam karna cahhey pher he hum loss sy bach saly gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik world wide business hain

                            اب آن لائن

                            Working...
                            X