Eak full time Trader Aprox kitny Hours Tak trading krty hain ...!!!

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    yaha per part time business karta hn mai nay aj tk yaha per part time business kiya hai mai kahe or be job karta hn or pharta be hn is waja say mai yaha per full time nahe dai sakta hn zada tar per meray andazay k mutabik wo 5 hour daita hoga
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      yeh aik boht acha forum hy aur jo log forex mein new hoty hein un k liy boht acha hy aur ap ka thread bi boht acha hy muj ko ess mein seekhny k liy boht kuch mila hy aur mein ess ko boht zyadh like krta hoon. lekin jahan tk ap k thread k jwab ka talaq hy to mein abi new hoon mujh ko sai trh sy pta nai hy ess liy ai mein sirf study kr rha hoon!!!
      • #18 Collapse

        aik full time trader aporx kitny time ya hours trading karta hain i think maximum 10 hours a day kam karta han wasy to ya person to person depends karata ha k wo ktna time dta ha ya us k pass ktna time ha forex p trading k lya
        • #19 Collapse

          aik acha trader and professional trader jo hai wo pakistani time kay mutabiq shaam 7 bajy tk trading kerty hain tb tk in ka target achieve ho jata hai but yeh log market watch kerty hain
          • #20 Collapse

            main jab full time trading karta hoon to main 24 hours mein kam se kam 10 hours spend karta hoon forex trading mein aur acha profit banata hoon forex se
            • #21 Collapse

              Bhai jaan jaha tak emra khayaal hai full time trader forex ko daily market ke hisaab se hi time deta hai jaise market ki move ment hoti hai usi hisaab se time dena hota hai......
              • #22 Collapse

                ik full taim jo trader ha wo 4 ya 5 ghnty he kam krta ha q k os k pas bhot he acount hoty han to sub ko bary bary handal krta h a or kamybai hasil krta ha
                • #23 Collapse

                  full time wo hoota hai jo kay fully trading pay he dependent ho.zaroori nahin hai kay wo sara din baith kar kaam kary.agar wo ik din main khush ghanty bhi kaam karta hai or uss kay pass achi investment hai to phir wo earning lay sakta hai.
                  • #24 Collapse

                    no dear ye to common si baat hay k her wakt conputer pe beth ker trading kerna healrth k liye thek nai hay per jo full time dety hen jin logo na trading start ker di hay wo i think jab tk market time hota hay subha sy shaam tak or lunch time or rest time bhy hota hay so is liye market k sath sath he wo 7 to 8 hours forex ko dety hen
                    • #25 Collapse

                      ge nhe her waqt tarding karn humera heathly ke liyen thek nhe he humein daily 5 yhen 6 gent tarde ko dine cheny full time tarde ko dine se humein rest karn ke time kam milt gess se humera healthy karb ho senkte he.
                      • #26 Collapse

                        g bahi jan aap ki bat bil kol thik hay agr koi bi fol tim trad karta hay to wo mry kheayl sy 7 8 hors hi trad kart ho ga leki ye to apni marzi hay aap jtni der marzi trad kry lekin kbi aesa bi hota hay k trad ko loos hony sy bchany k liay zeyada tim bi lag jata hay agr profi achi ho to apni mazi hoti hay
                        • #27 Collapse

                          Unemployment problem increasing day by day. Forex is a good place to make money. Many unemployment people joining in forex market day by day. Forex is best opportunity for unemployed people. If an educated people learn forex trading properly then it can be a good money making place for them.
                          • #28 Collapse

                            buaht he kashish hai aur iss main pesaforex ek bohat hi acha business hai es main bohat benefit hai main hud es ko use kar raha hu or acha chal raha hai mera forex trading ka account, or ye world wide business hai es par trust be kiya ja sakta hai . bhi buaht hai iss liye forex ko og baar baar join karty hain aur aaj kal ye business new generation main buaht he famous ho chuka hai jo k bohat se logo k join ka reason he
                            • #29 Collapse

                              Main 24 mein se 17 ghante trading ko deta hoon, kabhi kabhi to 19 ghante tak bhi trading karta hoon. Jahan tak health ki baat hai to itna time trading karne ko aap over-trading keh sakte hain, Is se health ka problem ban sakta hai.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #30 Collapse

                                trading k liye maximum 8 to 10 hours bht hote hai kis b person k liye or health b maintain rehti hai lekn continuously 2 to 3 hours kr skte hai or break zarori hai otherwise fresh and active mind na hone ki waja se loses b ho skte hai.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X