Harmful trading kon si ho sakti hay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Harmful trading kon si ho sakti hay?
    over trading aur high risky trading hi harmful ho sakti hay, jo trader loss ki fikar nahi karta mery khayal me wo kabi be profitable trading nahi kar sakta ya jes trader ka knowledge na ho us ki trading be hamesha harmful ho gi.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Harmful trading kon si ho sakti hay?

    Dear jab ap ais market mai investment kar lety ho aor aus k sath sath ap ais mai kaam karny k liay plan bana lety ho k ais market mai aisy kaam karna hai aor jab ais market mai kaam start karty ho to aus k hisab se ni karty aor ais mai ap aik to lot bari lagaty ho aor aus k sath sath ap ais mai stop loss ni lagaty jis se loss ye hota hai k ap ko jab kisi trade par loss hota hai to kafi zayda hota hai jis se ap k account ko bahot zayda nuqsan ho sakta hai ais liay agar ap ne ais market mai kaam karna hai to ap ko ais market mai kaam aisy karna chaye k ais market mai ap ka capital safe rahy aor aus k sath sath ap ais market mai kaam kary.
    • #3 Collapse

      Re: Harmful trading kon si ho sakti hay?

      Ghan Bhai Jan ap ki bat bilkul thek hy q k agr hum is my kamyab hona chahety hn to humy is proper time dyna ho ga.is my hr WO cheez ko wacth kRNA ho ga his sy humy is my loss ho Santa ho.or AGR humari is my treading ki practice nahr by to humy is ki practice k liay demo account ko use krna chahy.
      • #4 Collapse

        Re: Harmful trading kon si ho sakti hay?

        G hn bhai ap ki bat bilkul sahe hai k over trade krny aor market ko anaylsis key bagair luck py trde krnabahut he harm full trding hai as liay hamen hamsha over trdae ni krni chahy market analysis k bagair trade n kren luck py trde kr k ap forex market mn kmyab ni ho sukty
        • #5 Collapse

          Re: Harmful trading kon si ho sakti hay?

          yes of course Forex trading be harmful trading bhi Hoti Hai Jab aap forex market Mein trending Kare aur aap stop loss ki Fikar Na Kare Jab aap market Mehlon Ki Fikar nahi karenge Kabhi successful nahi ho sakte.
          Hame chahiye ki market trading Karte Karte Hum Hamesha loss ki Fikar Kare aur Hame Hamesha score Close Up 1 crore card limit lagakar trading Karni chahiye.
          • #6 Collapse

            Re: Harmful trading kon si ho sakti hay?

            Bhai Jaan HaRmfuL TradiNg woh Hii HoSakti Hai jiS Main Bhot Zyaada investmeNt Ki Jaaey Trade Main Or YeH ExpEct kiYa jaaEy k maRket Har haal Main ProFiT Main JaaEy Gi to Yeh Kisi Bhi TradervKi Bhot BaRi GhaLti HoSaKti Hai q k koi Bhi yeh nahi Jaanta K market ki NeXt MoVeMent kya HoGi iSLiYe KoShiSh kaRni chaahiYe k Jitna Zyaada Ho sakay seCuRe Trading KaRni ChaahiyE or Kam Se kam RiSk LeTay huay Acha ProFit HaasiL KaRna chaaheay....
            • #7 Collapse

              Re: Harmful trading kon si ho sakti hay?

              Whenever you are tempted or hasty in Forex trading, it is harmful to you. You can also say that Grid can be a Suicide for you.Therefore, if you want to trade an ace, then after the proffer analysis, consider the comfort of the trade. Otherwise you are at a loss
              • #8 Collapse

                Re: Harmful trading kon si ho sakti hay?

                Hr wo trading jo ap ko loss ki trf le k jaye wo harmfull ha aur es ki bht c wajuhat ho skti hain jasy k greading,fear,over confidence ect en cheezon se bachna hoga agr ye cheezain ni chorean ge tu hm dangerous results ka shikar hony k lye tyr ho jaen phr
                • #9 Collapse

                  Re: Harmful trading kon si ho sakti hay?

                  Risk ko manage kernay kay baghair jo bhi trading ho gi wo harmful ho gi. acha trader wo hota hay jo apna risk trading say pehlay manage ker leta hay. is liye tamam trader ko chahye kay pehlay trading account ka risk clear karen kay unhon nay ktina risk poray account per lena hay aur phir har trade kay hisab say risk mutayyan ker len.
                  • #10 Collapse

                    Re: Harmful trading kon si ho sakti hay?

                    forex ma koi trade harmful nahe hoti han agr ap ko kisi trade k information nahe ha or ap us ma trading karna cha rahe han to wo trade harmful ho sakti ha is leya ap ko chaheya k market ko dakh kar trade karna chaheya agr ap ko trade k market k ilam nahe ha to ap ko is par trade nahe karne chaheya,
                    • #11 Collapse

                      Re: Harmful trading kon si ho sakti hay?

                      اصل پيغام ارسال کردہ از: irfankhan786 پيغام ديکھيے
                      over trading aur high risky trading hi harmful ho sakti hay, jo trader loss ki fikar nahi karta mery khayal me wo kabi be profitable trading nahi kar sakta ya jes trader ka knowledge na ho us ki trading be hamesha harmful ho gi.
                      Harmful trading wo ho sakti hai jis mein traders Thodi mehnat Karke Jyada profit banane ki trick repair small amount wale account ke saath Yadav profit gain karne ki koshish kare
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Harmful trading kon si ho sakti hay?

                        hamy acha knowledge or experience hasial kar ky ache planing kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus hasial kar saky gy hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain yai east wast mai bohat taze sy phal raha hain

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X