Fresh Threads ko Reply Faeda mand hy ya nahin?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Fresh Threads ko Reply Faeda mand hy ya nahin?
    Dosto mere khayal mn frsh threads ko he reply karna chahye , bohot purany threads ko reply karny ka khaas feda nhi hota , na tou uc mn koi like milta hy na he uc ki traf koi mutwaja hota hy, what do you say?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Fresh Threads ko Reply Faeda mand hy ya nahin?

    Apni baat theek hai k jitna likes new threads mai milta hain itnay puranay threads p nae milta jis ka hamein faida hota hai but agar ap nay knowledge and apni forex learning ko improve karna hai to puranay threads ko read karein and reply b karein kuen k jitna knowledge and quality puraanay threads mai hoti hai itna ajkal k new thread mai nazar nae aati thoray say log hain jo aj kal achay and quality threads post krtay hain baqi sab ham log new ideas le k apnay ki bjae daily k 4 threads pora karnay k chakar mai hotay hain
    • #3 Collapse

      Re: Fresh Threads ko Reply Faeda mand hy ya nahin?

      G Haan dear...FreSh Posts ko RePLy Karna bhOt zyaada Daaida Mand Hai iS se Na siRf Aik Nayi guiDeLiNe miLti Hai BaLke iS Se Thanks MiLnay K Chances Bhi Zyaada HoRay Hain....is se Aik NaYi infoRmation Bhi MiLti hai hai or agar poSt ko Thanks KaRen To ThaNks BaCk Bhi MiLta Hai Q K jo Bhi naYi PoSt KaRta Hai kuCh DeR baad WoH CheCk ZaroiR kaRta hai K KiS Ne rePLy KiYa or kiS Ne liKe oR LiKe BaCk Bhi kaRta Hai...
      • #4 Collapse

        Re: Fresh Threads ko Reply Faeda mand hy ya nahin?

        g han ap ne bilkul sahi kaha ha k new thread ko like ya thanks milna ziada acha ha us se ziada bonus milta ha or achy or informative threads ko reply krna best ha ,purani threads ko bar bar dakh kr members ziada acha feel nahi krty reply krny se guraiz krty hain ,best yehi ha k new threads ko follow kiya jaye
        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
        • #5 Collapse

          Re: Fresh Threads ko Reply Faeda mand hy ya nahin?

          G han fresh thread ko reply kafi ziyada faodamand hai kyun ka un ko un kay questions ka answer mil jata hai or dosra knowledge main azafa hota hai thread ka reply ka sath sath thanks bhi dena chaiye ager ap reply ka sath thanks bhi deyn gye to us say bonus main bhi ferq pary ga

          اب آن لائن

          Working...
          X