Sirf aik trah ka anaysis kafi nai Hota .
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Sirf aik trah ka anaysis kafi nai Hota .
    Traders aksar ya tu fundamental analysis ke base per trading karty hain ya phir technical analysis ko use kar k trade karty hain
    Lakin Maire khayal say sirf aik trah ka analysis achi trading k liye kafi nai Hota ha . For example technical analysis ke base per trading karny walon ko aksar news k time per loss ho jata hai .

    Iss liye traders ko chaiye ke woh kamyab trading k liye technical analysis aur fundamental analysis Dono use Karin . App ka iss baray Mai kiya khayal ha ?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Sirf aik trah ka anaysis kafi nai Hota .

    G Han thk kaha ap ne achi trading k liye 2no trha k analysis karny chahiye hain technical bhi or fundamental bhi because agr hm koi bhi trade technical analysis kr k lgaty hain news ko ignore krty huay to jb news ati hai to market bht taizi se move krti hai agr trend favour m gya to profit but opposite m gaya to account bhi wash ho jata hai esi liye dono analysis bht important hain
    • #3 Collapse

      Re: Sirf aik trah ka anaysis kafi nai Hota .

      g han analysis to dirrent karny chahyen aur treding pe apply bhi karny chahye jis se apko zyada aur contnue profit mily usy use karna chahye.aur demo pe new experiment bhi karny chahye lekin real pe risjt wala kam nhe karna chahye.esa na ho k ake galat trade ki waja se pory month ki mehnat zaya ho jae
      • #4 Collapse

        Re: Sirf aik trah ka anaysis kafi nai Hota .

        Brother ye baat bilkul theek hai k hum ko dono terha k analysis use kerny chahiye kion k forex market main bohat ziada fluctuation hoti hai iss liye hum ko poori tayyari k sath hi market main in hona chahiye ta k hum loss se bach sakain aur ziada earnings hasil ker sakain.
        • #5 Collapse

          Re: Sirf aik trah ka anaysis kafi nai Hota .

          Bilkul sahi bat hai ke ap forex karty waqt sirf tah shuda triqa yah ak hi tarah ka analysis kafi nahi hota trading ki dunya main roz nai techniques or triqay samny atay hain or humn yeah smjhna chahye ke technical or fundmental analysis k triqo k sath kch apni study ka imtizaj kr ke hm zyada kamyabi hasil kar skty hain
          • #6 Collapse

            Re: Sirf aik trah ka anaysis kafi nai Hota .

            G biLkul saHi kaha aap Ne bhai jaan...
            SiRf aik taRhaaa ka hii Analysis Kaafi Nahi HoTa....HuMeN chaaheay K maRket anaLysiS K Sath Tamaam paiRs Par naZar raKhen or Jo maRkdt Main achi poSition Py ho Us Par trade karnay ki KoShiSh KaRni ChaahiYe...or doLLaR iNdex Par bhi naZar Rakhni chaahiye iS se Bhi huMen kaafi HaD Tak proFit k ChanCes Ko Zyaada KiYa Jaa saKta Hai.
            • #7 Collapse

              Re: Sirf aik trah ka anaysis kafi nai Hota .

              Assalam-u-alaikum bhai!
              Ji bilkul apne theek farmay Kay ek tarha ka analysis kafi nahi hota teen tarha k analysis bohat important hote Hain number ek PR Technical Analysis is me trader apne price chart ko pehle hi dekh leta hai is k bd doosre num PR Fundamental Analysis hote hn is me trader market ko dekhte hoy trade lgata hai or phr last number three PR sentimental analysis hote Hain jisme trader apne mind k mutabiq trade lgata hai k trade market k against lgani hai ya nahi
              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
              • #8 Collapse

                Re: Sirf aik trah ka anaysis kafi nai Hota .

                jee dear main apki baat say bilkul agree krta hon forex main apko na to ek indicator use krna chahye and na hi apko ek analyse pay depend krna chahye forex main agar apko ek kamyaab trader bnna hai and agar ap yeh chahty hain kay ap profit earn krain to apko dono technical and fundamental dono analysis krna chahye and es main apko expert hona chahye ap ksi ek pay depend na krain.

                اب آن لائن

                Working...
                X