Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?
    Forex trading aik risky business hey iss men risk ki waja se loss bhi ho jata hey iss liay tamam members ko chahiay k woh trading k daoran her waqt loss ko mind men rakhen kiun k agar market ka trend change ho jay tu loss honay ki waja se ziyada tension nah ho aur loss ko accept Kiya jay aur koshish karni chahiay k loss aur profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

    ji brother aapne bilkul theek kaha hai Forex mein trading karte huye lost ko mind main Rakhna chahiye Forex trading karte hai aapko loss or profit ki equal chances hote hain Jahan Pe profit hota hai wahan pe loss ka bilkul chance hota hai specially Forex Mein trading karte ho jb ap market ka analysis nahi karty hain wo ap ko aksar loss hota ha
    • #3 Collapse

      Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

      Yes dear hm koi bhi kam kren to us ma loss or gain dono ko mined ma rkhna chahiye hai or firex trading to bht hi complicated hai es ma agr loss ho jata hai to usy success ka first step bnaien apni mistake check kren k kid wajha se loss hua hai or un se learn kren or unhy Improve kren ta k dubara repeat na hon or us k bad bhi agr loss ho jaye to zayada struggle kren learning k liye
      • #4 Collapse

        Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

        You are RiGht dear...Trading k Doraan hameN haMeSha loSs Ko Zehan Main RaKhnA chaaHiYe...is liYe humeN Chaaheay K jo bhi trade LagaaEn Us main Loss K LiYe hameSha TyaR reHna Chaahiye...is Liye agar Loss Ho bhi Jaaey to saBar se kaam LeNa chaahiYe or koshiSh KaRni chaahiye K agaR Loss ho bhi jaaEy tO JaLdi Main koi ghaLat trade NaHi LaGaani chaaheay baLke SoCh samajh KaR Koi Bhi SteP Lena chaahiYe...
        • #5 Collapse

          Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

          je ap ne boht ashi baat ki k hamain loss ko ziadah sar pe sawar ni karna chaye lakin hamain in losses ki wajah ko lazmi zehn ma rakhna chahye k kahan pe ham se trading ma ghalti hoti ha jis ki wajah se hamain loss hota, to is lye un mistakes ko revise ni karna chahye to hamain un mistakes ko hamesha yaad rakhna chahye na loss ko is se hamaara trading plane mutaisir hota ha, koshis karani chaye k kam se kam ghalti karin order lagany ma, jaldi ni karni chaye q k is se hamain loss ho ga. loss har business ka hissah hota ha lakin asha trader woh hota ha jo loss se seekhta ha aud dobaradh woh ghalti ni karta.
          • #6 Collapse

            Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

            G han bhai ap nay bahut achi advice ki hay, loss kisi bi business ka hesa hay esleay loss anay par hamain mayos nai hona chaheay aur na hi trading k doran hamain har wakt loss ka soch kar disturb rehna chaheay q kah agar ham yah soch soch kar upset rahen gay to ham say market sahi tarah analyse nai hogi aur hamain aur zayda loss hoga.
            • #7 Collapse

              Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

              Ap k sari bat sahi hai lekin jo overall message ban raha hai wo theek nai, lose ko ya har ko zahan main rakh k jo b log chaltay hain wo zyada lose or haar he jatay hain. Apne hoslay blund rkhain or jeet or forex k profit ko zahan main rakhain to zyada bahtar hai. Game shoro hone say pahlay he har ki soch achi nai end main lose ho b jae ti khair hai ye to part of game hai. Kabhi khushi kabhi gham lekin gham ko kabhi b dawat nai deni.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

                LOss ik aysa point hai jis ko ap apny minde say kabhi bhi nai nikal sakty kyun ka ap is ka dar say he to achy trader banty hain or kyun ka is say to ap ko ager profit bhi hogya to ap ka minde main ye bhi sawal hoga ka loss bhi ho sakta hai so ap trading bhi limited ka under reh kar lagaty hain ..or loss hony sy he ap ko forex ka pata or eymeat malom hoti hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

                  Trading ma dosron ka loss apny mind ma bilkul nai rhakana chaye Q k iss say dosroon ki koi na koi galti hoti hai
                  un k loss ki waja say apni trade ko miss nai karna chaye woo ap ko profit b day sakti hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

                    forex mai hamy loss ko apny mind mai rahk kar kam karna chahey pher he hum kamyab hon gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain hum isy apne life time career be bana sakty hain yai kabe be band nahi ho sakta is mai hamara koi boss nahi hota
                    ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

                      Dear ap thek keh rahe ho loss aur profit dono he tradnig ka hisaa hain esliye ap ko chaiye ap learning karo tak ap ko sirf aur sirf profit ki tarf he jana pare loss tu hota hai lekin loss ko ap kam kar skt eho apni trading ki madad se es liye ap ko loss nhn karna bal k pa ko seekhna hai smjhna hai tak pa ko faid ahiasl ho jaye aur ap kabi b loss na karo aur acha earn kar lo aur mehnat b behtar se behtar kar k apni traidng ko mazeed acha banao aur enjoy kar k aage bharo aur behtar faida haisl karo...
                      • #12 Collapse

                        Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

                        forex mai hamy loss ko apny mind mai rahk ky kam karna chahey forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain forex trading aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain is mai hamara koi boss nahi hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

                          Forex trading business mein hum kaamyaab tab hi ho saktay han jab hum profit aur loss ko mind mein rakh kar trading karain gay kiok profit aur loss business ka hisaa han aur profit ho sakta hy tu loss bhi ho sakta hy is liye loss ko bhi apne mind mein rakhna cahaiye
                          • #14 Collapse

                            Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

                            forex trading ak asa busniss ha jis main ap ko lose or profit 2no milty han is lea ap ko chaiya ka jab bhe trade lagaen loss ko lazmi mind main rakhenqk market ka trend kisi bhe waqt change ho skat or ap ko lose ho jata ha
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Trading k daoran loss ko her waqt apnay mind men rakhna chahiay?

                              forex mai hum kam karty hain to hamy bonus milta hain hamy loss ko apny dimag mai rahk ky kam karna chahey forex aik international business hain jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain ya hum market ky rules ko follow kar ky kam karna chahey forex aik world wide business hain is mai hum agar andazy laga kar kam kar gy to hamy loss ho jy ga

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X