tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.
    dear forex main tukkay laganay say sirf lose he hath main ata hay profit aik agh baar milta hay aur us k baad hamaisha tukkay laganay ki adat par jati hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

    Good aap ne thak kaha hai jab ham tukke pe trade kren ge tab ham successful nhi ho paen ge qk tukke pe ki gi trading kabhi kamyab nhi ho pati hai
    Hamen kamyabi k liye analysis kr a bahot hi zaruri hote hain jab tak ham better analysis se kaam nhi lete hain tab tak hamen kamyabi ka milna mushkil ho jata hai
    Tukke ya luck pe kabhi bhi hamen achay results nhi mill sakte hain
    • #3 Collapse

      Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

      Yes dear ye to ap ne bahot hi achi baat ki hai agar hum ne ais market mai kamyab hona hai to aus k liay hum ko tuky ni lagany chaye aor ais market mai aisy kaam karna chaye k ais market mai hum agar koi pattern dekh rahy hai to aus ka wait kary jab pattern compelte ho jaye to aus k baad hi hum ais market mai kaam kary agar hum ais market mai aisy hi kaam kary gay to ho sakta hai k hum ko ais market mai loss ho jaye ais liay ais market mai kaam karny k liay hum ko ais mai trade ka wait karna chaye aor jab market trade dy tab hi trade karni chaye analysis k baghair kaam ni karna chaye warna ais mai loss bhi ho sakta hai.
      • #4 Collapse

        Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

        BiLkuL SaHi Kahaa aap Ne dear....foRex main Experience Se Hii Apnay targets Or Goals ko Achieve kiYa jaa saKta Hai or AgaR TuKkay Lagaaey JaaEn To Faaiday Ki baJaaEy Loss K chaNces zyaada HoTay Hain is Liye KoshuSh KaRNi Chaaheay k tuKka Lagaanay Ki BaJaaEy pooray FoCus Se Market Ko analize KaR k trade lagaai JaaEy taa K LoSs K chances kam Or ProFit k chances Zyada Hoon...
        • #5 Collapse

          Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

          Bilkul ap ka kehna bilkul drust hai sirf forex main hi nahi har chez m tukkay nuqsan puhnchaty hain q ke kisi bhi chez main apka sahi or haqeqi ilm na hona hi apko ko tukkon ki tarf raghib karta hai tu kc b chez ka sahi ilm na hona hi tu nakami ki trf ly k jata hai h, or bilkhasos forex m tukay kbi nahi chal sktay aghar ap waqie e forex k lye sanjeeda hain tu tukkon c bachen or firex sekhny par dhen den ta k ap apna waqt zaya na kren blky ak sahi jgha par ap ka time invest ho sky
          • #6 Collapse

            Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

            Tukka mean luck azmana, ye agar kabhi kabaar azmai jaway tou samajh mn aata hy lekin agar aap qadam qadam pe tukkay lagaen gay tou siwye loss or ruswai k aap k hath mn kuch nhi aya ga, ic lye trade karen lekin calculation k sath.
            • #7 Collapse

              Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

              G janab bilkul aisa he hai, lekin tukkay ka b ak apna he maza hai agar lag jae to waray niyaray ho jatay hain. Meray khayal main kabhi kabhi tukkay lagane chahye hai, forex trading main tukkay k binna b maza nai hai.

              Lekin bilkul andhay tukkay nai lagane chahye, kabhi kabhi ak adha tukka chalta hai.

              Forex trading lagti asan hai par hai nai, ak ghalat decision ap ko washout b kar sakta hai, is lie tukka apni pasli daikh kar he lagana chahye.
              • #8 Collapse

                Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

                Bilkul tukkkay loss ko he janam detay hyn ar tukkkay bilkul nai laganay chaye ar market ki situation ko samjana chahye ar sai indicator ko daik kr trade karin
                • #9 Collapse

                  Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

                  G bhai jan forex koi gili dandy ka khel nahi hai ye ik world class platform hain hai or jahan per lakhon logon nay invest kiya waa hain ager yahan bhi tukky lagny lag peryn to kahin bhi lag sakty hain yahan sirf or sirf experience ko he mana jata hai ager ap ka ik ya do dafa tukka lag bhi jata hai to koi bari baat nahi hai kyun ka har baar aysa mahi hota or ap yukkon ka chaker main apna kafi loss kar layngy
                  • #10 Collapse

                    Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

                    rg han forex trading main jb bhi trading start krain to sahi tarah se analyse kr k hi trade lagni chaye .tukkay main koi trade na lagain is se sirf or sirf loss ho ga ap ka ,ap ki lagai gye rade se market opposit ja skti ha or ap k account ko loss ho skta ha bhtr ha markt ko ahi tarha ananlyse kr lain ,market ke trend lazmi chack krain trend ko lazmi follow krain
                    • #11 Collapse

                      Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

                      G friend ap bilkul thk kah rahy han k humy chaya k hum tukky na lagay keu k tukky loss ka hi janam daty han is lea humy kabi b tukky ni lagany.chaya or soch samjh kar market k achy say trend to dakh k or market k tamam analysis ko dakh k Phr trade karni chaya phr hum Acha profit earn kar sakhty han tuuky lagany say hum kabi b kamyab ni ho gay
                      • #12 Collapse

                        Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

                        Lazmi bat hay tukay wali trading say koe bhi trader aj tak kamyabi hasil nahi ker saka jab usay market ki move ka pata hi nahi ho ga to wo trade kisay keray ga. tukay wala trader ko trade loss kerta hay aur koe trade win kerta hay aur over all loss main hi rehta hay. aur us ki winning ki ration laga tar nahi hoti jab kay skilled trader ki wining ration lagatar rehti hay.
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: tukkay sirf lose ko he janam daitay hain.

                          اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                          dear forex main tukkay laganay say sirf lose he hath main ata hay profit aik agh baar milta hay aur us k baad hamaisha tukkay laganay ki adat par jati hay.
                          credit score chahiye ke woh trading Hamesha Soch Samajh Kar aur Market Ko Dekhkar Kare Agar traders gas lagakar trading Karenge toh Ek Ya Do Bar trading Karke profit Bana Sakenge maximum time trading School loos hi hoga
                          FRD 07 TRADING JOURNAL

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X