forex is making us lazy or buzy

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #136 Collapse

    Forex business make busy not lazy kiun jab ham trading kartehe tab hamara dimag market pe hota he.joki hame forex me busy banata he.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #137 Collapse

      dear g nahi forex humen lazy ya busy nai bana raha hai balkay ye humen hud chahiye aur yeh hamare upre he depend karta hai k ham kis tara se kam karte hen aur apne account ko aur apne time aur work ko manage ker k kam karte hen
      • #138 Collapse

        dear forex ak asa business ha jis ma time ki koi limit nai ha jis ko ap kisi b time kar sakta ho ya kafi acha business ha is sa ap parttime kar sakta ho is ma earning ki koi limit nai ha kafi zadya log forex trading ki inhi bato ki waja sa is ko like karta ha.
        • #139 Collapse

          ji bhai ji mian to is main ye kaho ga k waqai ap ki baat thek bhi hai k forex jo hai wo hamy lazy bhi kr raha hai aur buzy bhi kr dia hai laikin is se hamy ye chye k ham aik time k mutabiq is main kam kry q k ham ye kam kry to aik time bhi rakh dain jis main ye hoga k ham is main aik khas time pe hi kam krty hain
           
          • #140 Collapse

            Kia khoob bat ki hae k forex humen lazy kar rahi ya buzy kar rahi to bhi mera khial to ye hae k ye dono meinse kisi mein bhi kasar nahi chor rahi.dono kam ba khoobi kar rahi hae.
            • #141 Collapse

              forex mein trader buzy hu jata he aur is mein trader k liey bhoht chezin hote hein jo is ko face krna hote hein aur trading mein jb tk trader in ko sahih na kre ga us wkt tk trader ko mhnt krna pre ge
              • #142 Collapse

                assalamualekum dear....:) agr ap real life business k baray me kahayn to hm 24 hours computer use krk lazy hi bnayn gay lekin hm apnay ap ko ik profitable kaam me busy rkh rhay hn to hm lazy busy log bn jatay hn :D
                • #143 Collapse

                  mere khalay se forex hmain busy bnata he na k lazy.jab ham zeada se zeada learning krain gy or mehnat karain gy to hm busy rahain gy.forex se hmari life busy ho jati he na k lazy.
                  • #144 Collapse

                    jee bhai hum forex business ko hum lzy to nahi keh sakte bzy hain es main mind ko boht use kiya jata hain or hume apni trading ki fikar gagi rhti hain,
                       
                    • #145 Collapse

                      jee bhai jan forex aik international business hain es main hume har waqt active rehna parta hain hum ye nahi keh sakte k forex ne hume lazy bana diya hain
                         
                      • #146 Collapse

                        i think k forex hume lazy nahi bzy banata hain,hum es main learning karte hain or ziyada se ziyada mehnat karte hain forex ne humari life ko bzy kar diya hain,
                         
                        • #147 Collapse

                          my dear my view about this is ...it is making us busy ...and giving us money at home ...if you are getting it easily then then why to go out ...this is the blessings of technology ...you are using your mind to get money ...every thing is not earned with power
                          • #148 Collapse

                            yar forex hum ko aik acha mehnat kash insan banata hy is se hum ko fiada hota hy keep working hard this is one of the best business for all of us keep working hard this si one of the best business for all of us keep smiling
                            • #149 Collapse

                              Forex trading humin Lazy nahi banati bahaei balke ye to humin dimaghi toor pr buhat hi ziayda active bana deiti he ye market har waqat movement min rehti he aur ye movement hi humin es karobar min kafi kuch seikhne ka moqa deiti he hum es karobar min touch min reh kar hum apni malomat min bhi ezafa karte hin world of business ki ziayda se ziayda malomat hasil kar k.
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #150 Collapse

                                lazy and not only check the mistakes but getting lesson from the mistake is also important, because if someone lose his money and he say that "its ok, I will not do it next time" then it is not a right thing, he should dig out the reason behind the loses. Important thing is identifying the mistake and then the reason behind it.
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X