Over trading se kea murad hai?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Over trading se kea murad hai?
    Over trading se murad hai k ek waqt mai ek se zayada trades open krna some time ye achi bhi hoti hai q k traders ek sth kafi trades LGA k apna loss recover kr lety hain
    Sometime over trading zayada loss ka bai's bhi banti hai so over trading is bad but when you are trading in different pairs at a time with good analysis then over trading is goid
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Over trading se kea murad hai?

    g han over trading to ake bara risk hy.jab ham ake se zyada trade opan karty hen.aur wo loss mein chali jati gjen to account jaldi wash ho jata hey.esa to bhot kam hota hey k sab trade profit mein hi jaen'to koshash karen k ake time mein ake hi trade lagaen.
    • #3 Collapse

      Re: Over trading se kea murad hai?

      Over trading cse Murad hai apne balance aur apne experience se zyada ki trade lena ja. Ham apne account balance c overtrading karti hai tab hum loose ho jate Hain bahut si trader sirf ISI wajah se loser hote Hain kyuki wo Apne account ki management nahi karte hain jab tak hum acche management nahi karenge tab tak hum lose hi raheng Hame kamyabi ke liye achi management acchi experience kaho na bahut zaroori hai
      • #4 Collapse

        Re: Over trading se kea murad hai?

        forex trading business mein hum ko over trading nhi karni cahaiye over trading ka mutalib hy aik se ziada trade open karna aur hum ko utni trade hi open karni cahaiye js ko hum cover kar sakhain kiok agr ziada trade open karain gay tu un manage karna mushkil ho jata hy js se loss ho sakta hy is liye trade utni open karni cahaiye js ko manage kar sakhain
        • #5 Collapse

          Re: Over trading se kea murad hai?

          over trading wo hoti hay jab traders big lot size key sath bahot se trades same time me open kar lety hey without any market analyzing big lot size use kar key trading karny ko over trading ka hi name dia jata hay, traders agar es tarha ghir zarori risk len gey to risk management me esy traders kabi kamyab nahi ho sakty, agar planing key sath limited risk leya jaye aur daily kam lot key sath trading ki jaye to es k achi trading ka name dia ja sakta hay.
          • #6 Collapse

            Re: Over trading se kea murad hai?

            Brother zayada tar over trading say loss hi hota hay aur aksar traders k account bi wash ho jatay hain q kah jab woh ek say zayada trades open kartay hain aur sari kuch dair k leay agar loss main chali jati hain to phr un ka account wash ho jata hay, sirf senior traders aur jen ka capital bahut bara ho sirf un ko hi over trading say faida hota hay.
            • #7 Collapse

              Re: Over trading se kea murad hai?

              Over trading sy ham jo sahi loss hota rehta hy ham over trading jab krty hy to ham ko us taime bhot zeada loss hota hy over trading lalach hota hy lalach kbhi bhi kai krna chiya lalach kbhi kamyab nai krwata hy lalach to phr kro gy to phr us ko bharo gy bhi agr loss nai krna hy to phr ham ko sahi trha sy trading krni chiya sahi kam krna chiya hamy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Re: Over trading se kea murad hai?

                Over trading ka matlab hota hy k aap ny trade itni zayada laga lin k ab aap k account mn bohot kam free margin bach jata hy, ic sy bachna chahye , hamesha apna free margin 30 % tk rakhna chahye ta k crises sy bachaa ja sakay or loss ki ssoorat mn doosri trade lagai ja sakay.
                • #9 Collapse

                  Re: Over trading se kea murad hai?

                  humain agr kam karna hay to full focus say kam karna ho ga kun kay bohyt say log market main aik time main kitni trades ko place karty hain jis say ye hota hay kay over trading karny say humain kafi nuksan ho sakta hay jis main ye hota hay kay aik mint main agr profit ho raha hota hay to dosre trade main loss ki waja say hum us profit ko gain nai kar party hain
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Over trading se kea murad hai?

                    over trading se murad wo trading hai jis se hum apni trading main loss ko dehan main nahi rakhty howe karty hain es main market hmary favour main bhi nahi hoti hai or hum apni trading jari rakhty hain es liye apni trading main lalach k factor ko kam se kam rakhen ta k ap ko over trading se loss na hota rahy
                    • #11 Collapse

                      Re: Over trading se kea murad hai?

                      ji haan sir aapne bilkul theek kaha hai agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain aur trading karna chahte hain to Hamein overtrading bilkul bhi nahin Karni chahi Agar Hum overtrading Karenge to Hamein bahut bada Insan ho sakta hai to mai aapse yar Kehna Chahunga ke Hamen Pakistan Forex Mein Jab Bhi trading karni ho to Hame Soch Samajh Kar trade open karna chahie thanks
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Over trading se kea murad hai?

                        dosto kiya haal hain ap k,har business k kaam ko karny kaey ley aik proper planning ki zarurat hoti hai kiun kaeu sub se phla step hai kisi bhi cheaz ko start karny ka so forex mai kaam kaey laey bhi apko aik strong planing karni chay jis se aap acah profit kam askaen,apnay account k hisab say he trade lagani chahyein,ese main faida hai
                        https://t.me/pump_upp

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X