Traders kab emotional ho sakty hey?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Traders kab emotional ho sakty hey?
    Traders ko jab tak profit hota rehta hay wo emotion to nahi hota magar greed zaror karta hay magar jab un ko trades me loss hony lagta hay to ye wo time hota hay jab traders bahot zeyda emotional ho jaty hey traders esi emotional effect ki waja se unlimited loss kar lety hey, jes traders ka emotions par control hasil ho wo acha trader hi hota hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

    Traders uss waqt emotional hote hain jav unhen loss ho rha hota hai ya phir uska emotional hote hai jab wo laalach karti hai main Kabhi b is business me create se Kam Nahi lena ha jab hum great se kaam Lete Hain tab hum dur ho jate Hain isliye Hame bad emotions p control karna hai taki hum apni trades ko better run kr saken
    • #3 Collapse

      Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

      Dear trader loss or profit dono situations ma emotional hota hai specially at the time of loss because jb loss hota hai to us k port month ki mehnat ka bonus waste ho jata hai tb trader thora emotional ho jata hai but hmy emotions ki jaga check krna chahiye hai k hmari mistake kea hai usy learn kren or repeat kren
      • #4 Collapse

        Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

        G han forex trading men her koi acha profit hasil karnay k liay mehnat karta hey lekin kabi kabi ziyada mehnat pe bhi acha profit nhi milta uss waqt banda thora emotional ho jata hey iss liay woh upset bhi ho jata hey lekin agar acha experience hasil Kiya jay tu ziyada mehnat nhi karni parhti sirf experience se hi acha profit hasil Kiya ja saka hey
        • #5 Collapse

          Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

          forex me loss ek part hye as se hum sekhte han as leye agr loss ho jye to os time hum ko trading nahi krne chahye and os time hum ko ye dekhana chahye ke ks waja se hum ko loss hova hye as lye os time apne ap ko trading se dor nekala jaye phr new day me phr se try ke jaye hum ko as loss se nahi darna chahye
          • #6 Collapse

            Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

            trading mein ake trader us time emotional ho jata he jab usko bhot bara loss ho jata he phir trading nae sery se shoro karna parti hy jo k bhot hi difficult kam hy.ya phir profit tawaqa se zyada mily to emotion out of control ho jati hy jn k loss ki waja ban sakta he.
            • #7 Collapse

              Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

              Mien nay aaj tak trading na ki h as lyee k mien abi new hon aur mera ye bonus account ka pahla month h mager mien ye zaror kaho ga k traders aksar us waqt he emotional hoty hon gay jab un ko loss zayada hota ho ga aur us waqt wo yeh soch ker trade ko close ker dety hon gy k un ko aur b zayada loss ho jaye ga mage mien jab b trade karo ga tu aisa belkul b na karo ga aur khob dakhny k bad trade karo ga.
              • #8 Collapse

                Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

                traders per trading kay doran kisi b time per emotions havi ho sakty hain. lakin emotions ziada tar traders per iss time per he asarandaz hoty hain. jab traders ko trading mai ziada loss ho jiye ya phir trading mai ziada profit ho jata hai tu traders per emotions ka asar kafi bar jata hai jis ke waja say woh trading analysis ke base per nai balky emotions ke base per karty hain.
                • #9 Collapse

                  Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

                  Mery khyal m ak forexer ko do chezen had darjah jazbati kr skti hn or wo do chezen hain ak tu boht zda profit or dosra bohot zyda loss, in main c jis chez ka b uc zyda samana krna pdta h tou wo jazbati ho kay trades lgata hai jis c khatrnak nataij hasil ho skty hn q k jabatiat hmsha nuqsan ki trf hi ly k jati hai
                  • #10 Collapse

                    Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

                    Je ha bilkul sahi kaha apny ager hamy kamyaab trader banna hai to hamy apny emotional ko aik side pe karna ho ga tabhi ham kamyaab bhi ho sakty hai lekn ager aap apny emotion ko control nahi ker pao ge to apko lose pe lose hota rahye ga aur phir apka account bhi wash hi sakta hai aise sorethaal se bachny ke liye hamesha se he apny emotion ko control karna sekhna ho ga tabhi aap kamyaab trader bhi ban pao ge aur profit bhi earn karty raho ge
                    • #11 Collapse

                      Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

                      Traders sirf Us waqt hii eMoTiOnal ho saktay Hain Jab LoSs Ho Yaa phiR BiNaa KiSi Bhi ghaLti K AccoUnt ko bann KaR DiTa JaEY is k iLaawa BhoT zyaada MeHnat KaR K Posts ki Hui HooN oR PoSts deLete kaR dii JaAen to PhiR trader EmoTional Ho Jaata Hai K Main iTni Zyaada MeHnat kaRta hooN foreX ko iTna TiMe deTa HooN leKin iS K BaAwoJooD ouTpuT ZeRo Hai...
                      • #12 Collapse

                        Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

                        forex mai emotions hamre feeling hote hain jin ke waja sy hum next time kam sahe sy nahi kar sakty or hamy loss ho jata hain yai hamara dusmna hain hamy isy avoid karna bohat zarore hain pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex aik asa business hain jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

                          Trader ka emotional hona 2 time per ho sakta hay. jab wo boht zayada profit main ja raha hota hay aur dosra jab wo boht zyada un aspected loss main ja raha hota hay to trader us say emotional ho jata hay. que kay har trader kay liye loss ko face kerna boht hi mushkil ho jata hay. is liye wo emotional ho kay ya to trade close kerta hay aur ya trade ko kuch time kay liye chor deta hay.
                          • #14 Collapse

                            Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

                            forex mai emotions hamara sub sy baar dusman hain hamy isy avoid kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy or apne zarorto ko pura kar saky gy forex trading aik aam job ke nisbat bohat ache job hain hum is mai raat mai ya din mai kese be wakt kam kar sakty hain yai aik real business hain
                            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Traders kab emotional ho sakty hey?

                              sub traders emotions mai aa jaty hain hamy is ko qabo mai rahk ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy forex bohat bara business hain is mai dunya ky bary bary mumalik involve hain agar hum bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga forex aik international or kabe be band na hony wala business hain

                              اب آن لائن

                              avatar Qasi
                              avatar Usmaan
                              avatar Hooram
                              Working...
                              X