Maira sawal ajj es bunyad par hai k trading konsi cheezo mai asaan hai aor konsi cheezo mai mushkil jaise k currencies hai kiya es mai trading asaan hai ya nushkil apki experience apko kiya batati hai k agar dosray cheezo k banesbat currencies mai trading ke jaee tu kiya ye asaan hoti hai ya dosre cheezo mai jahan taak maire opinion hai maire khyal mai forex market mai ziyada tar jo log trading kartay hai wo currencies mai he kartay hai yani worldwide log ziyada preference currencies mai trading ko he daitay hai so lehwza eska matlab yahe hojata hai k dosray cheezo k banesbaf es mai tradin asaan hai..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим