forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata hay
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata hay
    dear kuch traders forex join karnay k baad lose say khauzada ho jatay hain laikin ham janatay hain k start main lose bhaut jaldi jaldi pakar karta hay jo trader is main isay bardasht karna seekh jata hay asal main wahi trader kehlata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata

    G Han thk kaha ap ne starting ma loss bht zayada hota hai q k tb hmy itna experience or knowledge nahe hoti jis waja se hmari trading galt ho jati jai or loss ka bai's bn jati hai akser log forex ko chor bhi dety hain but us time jo hopeless na ho or learning krta rhy wo acha trader bnta hai future ma
    • #3 Collapse

      Re: forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata

      Forex trading aik complicated business ha is mn profit hasil krna itna asan bhi naen ha new join krnay walon k pass itna experience naen hota to shro mn aksr loss he hota ha lekin jo log loss ko lesson k taur pr letay hn aur ziada mehnat krtay hn woh zroor achhay trader bn jatay hn
      • #4 Collapse

        Re: forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata

        dear forex main profit our loss to dosraey business ki tarha hota rheta hia hum jab tak us main practice ache nahe kreain gay to pher us main app acha earn nahe ker pain gay app forex main ager shuro main us k risk ko understand ker jaty hain to pher he us main app ache earning ker pain gay ager app risk ko samjh sagain gay to pher he app he app us main earning ache ho gee
        • #5 Collapse

          Re: forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata

          jab hum forex ko join krte hein tu hume sab se phaly lose ka hi samna krna parta ha is liye hume is main soch samj kr kam krna chaiye agr eik bar lose hota ha tu hume dil nai harna hota ha balkey hume lose ka dat k samna krna chaiye apni mistake ko thek krna chaiye
          • #6 Collapse

            Re: forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata

            forex aik international busienss hain hamy is mai mahnet sy kam krna chahey pher he hum kam kar ky paisa kama saky gy forex mai loss hamy apne mistake ke waja sy ho ga forex all world mai bohat taze sy famous hony wala buisness hain hamy forex aik aam business ke nisbat acha business hain is mai hamara koi be boss nahi hain
            • #7 Collapse

              Re: forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata

              forex mai loss hamy apne he mistakes ke waja sy hota hain hamy apne mistakes ko avoid kar ky mahnet sy kam karna chaehy pher he hum pasia kama saky gy forex kabe be band na hony wala business hain hum is mai mahnet kary gy to he hum pasia kama saky gy forex all world mai bohat taze sy famous hony wala business hain
              • #8 Collapse

                Re: forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata

                Forex trading main shoro main trader ko loss boht zayda hota hay que kay trader ko koe idea nhi hota kay trading kaisay kerni hay aur analysis kaisay kernay hain. lakin jesay jesay trader ko forex main reh ker idea hota hay wo sab kuch seekh ker khud ko trading kay kabil bana leta hay aur jo khud ko learning kernay per nahi lagata wo kabi trading nahi ker pata.
                • #9 Collapse

                  Re: forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata

                  Boss aap ki baat belkul durast hai aur umeed aik aisee cheez h k jis ka ham chor nahi sakte hien agar ham umeed ko chor dete hien tu ham apni kamaee chor dete hien as lyee ham ko her bar pur umeed rahna hota h
                  aur ham ko as mien her bar umeed ka daman hath sy nahi jane dena hota h
                  agar ham as mien kaam karte hien tu ham as mien kamaee kar sakte hien as lyee as mien kaam karna zarori hota h aur umeed sy bandhe rehna hota h aur ham ko sanbhal ker kaam karna hota h.
                  • #10 Collapse

                    Re: forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: pervez پيغام ديکھيے
                    dear kuch traders forex join karnay k baad lose say khauzada ho jatay hain laikin ham janatay hain k start main lose bhaut jaldi jaldi pakar karta hay jo trader is main isay bardasht karna seekh jata hay asal main wahi trader kehlata hay.
                    Assalamu alaikum bhai jaan aap bilkul sahi Kaha Hai Jab Hum Apni tradeco open Karte Hain To Walo Se Hi start hoti hai isliye Hamein pareshan nahi hona chahiye bol ke bahut carefully is Mein kaam karte rehna chahiye acche analyse ke sath aap apne loss ko profit may change kar sakte hain
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: forex k start main lose hawa ki tarha ata hay jo sambhal jaye wahi trader kehlata

                      forex main her waqat profit bhi nhn milta loss bhi ho jata hai or loss say seekh k us ko dobara repeat nhn krta trader is liy wohi kamyab rehta hai loss hony k baad dil berdashta nhn hona chahy

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X