what news affects the forex?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1696 Collapse

    News kisi bhe trading activity k liay fertilizer ka kaam kri hain aur khasoosan jab online trading specifically Forex trading ki baat ho to wahan pe news bahut hi importace rakhti hain news se hamein lamha be lamha badalti hui market ki surat e haal ka pta chalta rehta he aur ap best trading kr sakty ho.
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1697 Collapse

      dear forex mai news affect boht he ziada hain forex mai khas kar jab koi big news ani hoti hai tab app apny sary order close kr dia karin tu behtr hai kun k tab slip page bht ziada increae ho jata jai jiski wja say app ka sl lgny k chanse hoty hain.
      • #1698 Collapse

        g han news ka boht zada aser parta hai or effect ka idea news ki importance se pata lagata hai k wo kis qisam ki news hai ager kisi country ki interest rate report hai tu wo sab se zada khaternaak hoti hai or is ka aser sab se zada hota hai
        • #1699 Collapse

          new se trading per acha aser aur bura asar perta hai jub kisi countery ki economic ka elaan huta hai tu uss ko new kehtay hain,jb news aati hain tu humey trading nhi krni chahiye kiyon k iss se se acont wash nhi huta ager sl laga hu but markit tezi se news k mutabic movement krti hai.
          • #1700 Collapse

            bro hamaa naye ky ky saath hi tradings krni chahye ku ky Forex tradings market pr hai aur market apkee dunya aur mulk ky halaet pr inhesaar kartee ha, to meraa khyaal sy hamaa khabar ko bi zaroori tradings kaa part rkhna chahye aur market sy tuch rhnaa chaye tub hi hum kamai achi ker sakatay hen aor kamyabi achieve kr skty hein.
            • #1701 Collapse

              haan gee khabarein Forex amen bohut he impaortnat chiz ha, aap ko ess amen newss per tradings krne hog to aap ko is maein kaafi earnings hoskti hia so aap ko cahhey ehaee khabrain mei woh even go hoty hein unn ko dkhaean so Forex traesing mei bohut he essential factors ha
              • #1702 Collapse

                jee bhae Forex tradings kaa karobar only tajruba maloomat khabarein py hi inhesar kertaa hai, agar yeh sb humein pataa hai, to hi ham es mein koch kamai kr skty hai, baghair karobar only experince information kei koch bhi karna humein lose main hi laye kar jaey gaa market ko daekh kar hi trading karna parhtaa hei.
                • #1703 Collapse

                  forex trading mai news ki importance bohat zayada hai kyu k news ki waja sy market ki up ya down movement hoti hai. ham ko chahiye k news py time py careful ho k trading kare taky hamko loss na ho aur maximum profit earning ho.
                  • #1704 Collapse

                    Ap ne acha questions kiya ha... ma yaha new ho or mjy hud janana ha k new kiya effect karti ha trading... p... agar sub U hi achy sa jawab dain ga to jo new ha un k ilam ma b izafa ho ga. Thanku for asking this question
                    #XSERIES
                    • #1705 Collapse

                      news ka forex pr boht zyada effect hota ha aur boht sary senior trader yhi suggest krty hain kay es time trade na he kry to best ha kyu kay es time kuch pta nai hota kay market kdr jay ge baz daffa boht zyada movement ho jati ha aur agr hum ne koi trade enter ki ho to wo loss ma b ja skti ha es lye sath stop loss b zror use krna chahy kyu kay ye b kafi helpful hota ha.
                      • #1706 Collapse

                        Mukhtalif news Forex trading ko kisi na kisi haad tak mutasir karte hain . jo new forex trading mai currency market ko mutasir karne chaiye in mai country specific economic news , international economic news aur important geo - political news shamil hain jin ke waja say forex market mai up ya down aa sakty hain
                           
                        • #1707 Collapse

                          dear news ka forex per boaht zyda asar hota hai. per aik bat ka ap dhyan karain g k news high volitile ho . yani jiss k sath 3 bull ka nashan bany ho ya jo red color ki ho us ka forex market per boaht asar hota hai baky jaisy jiasy ap trading karain gy or news ko daikhan gy ap ko samjh a jain ga k koi se news kiss trha forex ko asar andaz karty hai .
                          • #1708 Collapse

                            brother news forex ma ek bht ehan factor hai jo market ma ek bht tez or bht bri move b la skti hai ye news ka impact decide krta hai k market ma move kitni ho gi agr ap news ko analyze krny ma achy hain to ap news se bht achi earning kr skty hain lykin is ma risk b involve hota hai q k kai baar market bounce back a jati hai kuch ziyada smjh nai ata q k move bht jaldi hoti hai is se agr ap news analyze krny ma achy hain to trading krain warna news any se phly us pair per trade na lagain
                            • #1709 Collapse

                              news ka effect ka link bohat hi gera hai is buisness me aik currency ka weak ya strong hona yehi hota hai kay economy indicators kay kar rahay hai wo kis ki taraf barh rehay hai agar tu indication achay ho rehay hai tu is ka matlab hai kay currency strong hai
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1710 Collapse

                                Forex mein news ka bhtttttt ahm kirdar hai agar aap kisi news ko sahe trah se judge kar sakty ho to aap forex mein bht achi earning kar sakty ho lakin agar aap markeet mein news ko judge karny mein nakam rahy to aap nuqsan mein raho gay. Forex karny waly bhi yhe sabaq parhaty hain ke markeet mein news ko achi trah judge karo ta ke markeet value kay lehaz se insan ko profit ho pay aur is pe focus hona chahiay.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X