Hamesha aik valid reason sey trade karnay k benefits

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Hamesha aik valid reason sey trade karnay k benefits
    bohat sey traders khas kar beginners esliye bhi trading mei loss mei bound hojatay hain wo trading karay hain bagair confirmation kay har time trade karna chahtay hain koi analysis nahi kartay achi tarah yahi wajah hoti ha big loss ki aur kuch traders just trend dekhen gay bilkul perfect tarah sey analysis keye bagair trade kartay hain loss kartay hain jab tak ap ko aik valid reason sahe acha tarah confirmation reason na milay tab tak trade nahi karni chaiye perfect trading essi ka naam hay achay analysis kernay chahiye aur aik valid reason pe trde lo gay ap ka account acha profit gain karay ga essi mei ap ko benefit hay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Hamesha aik valid reason sey trade karnay k benefits

    yeh bat theek hai lekin reasons tou trade k confirm pata hona ya market k ups and downs ka theek trha sy pata hona yeh bht mushkil baat hai. misaal k tor pr reason wali trade tou bas experts hi kr payain gay is lehaaz sy tou new traders loss mein hi jaty hain hmesha. or kuch log tukka system krty hain. lg gya tou lg gya wrna gaye.
    • #3 Collapse

      Re: Hamesha aik valid reason sey trade karnay k benefits

      hamay hamesha achay analysis ki zaroorat hoti hay bagair perfect analysis kay aap achi trading nahi kar saktay jab beginners jahan dil karta hay wahan he trade kartay hain ups downs situations wagaira ko dekhna chahiye warna ap ko loss he hota rahay ga jab bhi trading karain analysis base pe karain confirmations reasons lazman dekhen.
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Hamesha aik valid reason sey trade karnay k benefits

        G bhai ap nay thek kaha hay, new traders esleay bi loss kartay hain q kah un ko market ki direction ka kuch pata nai hota aur na hi un ko trend confirm hota hay bas woh andaza laga kar trades open kar detay hain aur loss kar jatay hain, woh aisa esleay kartay hain q kah un k pas knowledge nai hota, esleay har trader ko chaheay q kah woh trend ko confirm karay aur us k bad hi entry lay.

        اب آن لائن

        Working...
        X