Never frustrated, think positive

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    ji han bhai jan forex me frustrated banda kabhi bhi kamyab nahi ho pata hai kiun ke aap agar frustrated hon kar is me kam karo ge to nuqsan he nuqsan uthao ge or aap ke hath bhi kuch nhi aa paye ga yahi waja hai ke log baaz oqat is business me chhote mote losses se preshan ho kar galat decisions le kar bara loss uthate hain .
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Dont be negative .Always think positive because I have lost my all capital in Forex but due to positive approach I am thinking some good thing can happen to me. Good luck
      • #18 Collapse

        well my dear friend, aap nay bilkul theek kaha hai, forex trading ka business humein har bar humari ability, skills aur mind set ko check karta rehta hai, iss leay humein iss mein kabhi bhi frustrated nahi hona chaheay balkay iss mein positive energy kay saath aur relaxed mind kay saath working karni chaheay...
        • #19 Collapse

          dear forex trading 1 trusted online world largest business hai or mai smjta hoo k hmay is business ko kbi b bina learning k or knowledge k nhi krna chahiye.Q k knowledge ki base pr hi ap acha profit earn krnay mai kamyab ho sktay hai.isi liye trading say phlay trading ki study zroor krni chahiye.
          https://t.me/pump_upp
          • #20 Collapse

            YES you are right. loss har business ka hisa hai or loss say hi hum kuch na kuch seekhte hain. agar aap ko loss ho gya hai tu tenshion kp apnay uper heavy na honay du balke ye samajne ki koshish karo kay aap ko kis wajah se loss hua hai. or then apni us ghalti ko theek karo.
            • #21 Collapse

              assalamu aylakum dear friend unko real account per kafi problm hoti ha aur wo real account per phir apna paisay waste ker ke seekhte ha un ko chaheya ke pehle demo pa kam kar le .
              • #22 Collapse

                g bhai forex trading mien kabhi bhi frustrated nahi hon is mien ap positive rahen aur is mien ap kabhi bhi panic nahi hon is mein agar ap tareeqe se trading karenge to is mien ap kamiyab hoskate hian.
                • #23 Collapse

                  g han bilkul forex me trading karty time agar loss ho jaye to frustrated nahi hona chaye mind ko positive rakna hi app ko successful karwa sakta hay
                  • #24 Collapse

                    frustration bhi forex man traders ku feel hoti hai jub trader ku earning na hu ya wu market ku cover na ker pai tu trader ku frustration hoti hai. himat na harain keep trying one day you will get success.
                    • #25 Collapse

                      Gee mery bhai forex market bohat zada risky business hai. Es business mai kamyabi hail krnay ky lye ap ko es market mai proper strategy ki zaroirat hai tb ap ea market mai profit hasil kr sakty. Es ky begar nahi.
                      • #26 Collapse

                        Apni thinking ko hamesha positive rakhain aur yeh no sachain keh hum kabhi kamyab nahi hon gey. Yeh business usi ko faida deta hy jo mehnat sey kam karta hy aur positive trading karta hy. Is leye agar aap hard work krain gey to is ko jaldi seekh jayen gey aur yeh business aap ko zaroor faida dey ga.
                        • #27 Collapse

                          ji bilkul sahio kaha hy app ny humein kabhi bhi frustration mein kaam nhio karna chayein aur humaesha humein positive sochta chayein uis tarha hum bht axhy se kaam kar paye gy yahan par lehaza humein chayein ky hum kafi mehnat karey idher aur jo baatein mein ne uper mention ki hy us ko bhi plz follow karna
                          • #28 Collapse

                            humain is main frustrate ho kar kam karny say loss ho sakta hay humain agr success hasil karni hay to humain pracctice kar kay kam karna ho ga jis say humain achi eanring ho gi
                            "The mind is everything, What you think you become"
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #29 Collapse

                              apki baat sahi ahy forex trading main humay acha sochna chahiey kyun keh agar hum esmain acha sochy gay tabhi hum esmain kamyab ho sakty hay aur humay esmain lalach nahi karna chahiey

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X