Himat na harna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Himat na harna
    Trading me agar ap succeed hna chahtay hain to apko chaie k aptrading karain real account se ap shuru me galtian karain gay bad me ap un galtion se seekhain gay galtio se seekhain senior se seekhain ar trading karain himmat na harain loss se to ap kamyab
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Himat na harna

    New members join k bad jab trading krtay hain to loss honay se himmat har jaatay hain kuen k jab apko experience nae hoga to loss k chance b ziada hon gay is lye kbi b himmat na harein blke apni learning k lye hardwork and struggle ko jaari rakhein aik waqt aisa aye ga jab apko kamyaabi Millay gi is lye forex mai kbi himmat na harein agar koi mistake ho b jaye ap se to next time correction kar lain aor mistake ko repeat na karein jo loss ka sabab banay
    • #3 Collapse

      Re: Himat na harna

      G han forex trading men bahut se log loss honay ki waja se preshan ho jatay hen aur jaldi himat har jatay hen aesay logon ko chahiay k woh himat nah learning ko aur behtr karen aur demo pe dobara practice karen iss se acha experience hasil hota hey aur koshish karen k choti trade se start len iss tarah loss kam hota hey aur profit k ziyada chances hotay hen aur experience bhi increase hota rahta hey
      • #4 Collapse

        Re: Himat na harna

        HAn ji insan ko kabhi har nahi manani chaiye or aysa koi bhi kaam nahi hai ko ap na kar sakyn or forex main to ap har mannay wala chapter to bilkul he close kar dyn or agye barney ki koshash karyn ager ap koi bhi business karty hain to us main faida or nuqsan to hota hi rehta hai kabui na kabhi to kamiyabi zaror mily gi
        • #5 Collapse

          Re: Himat na harna

          There is no forex trading. Any work in life will be lost in it and victory keeps going on, so if you do any work and loss in it You should not be disturbed but should learn from your mistakes and prevent that mistake from repeating If you learn from mistakes, then you begin to move forward in your business and your experience begins to build, so try to be sure that whenever there is a mistake, learn from it.
          • #6 Collapse

            Re: Himat na harna

            Shurwaat mein new traders demo account pr 2-3 din trades krny k baad smjhty hain k bas agayi trading or foran real account bna k invest kr dety hain. ab hota yeh hai k choti trades sy un ko faida hota hai kuch had tk or woh over confident ho kr ziada investment sy bari trades krny lgty hain jis sy un ko bht nuksaan ho jata hai. or phir forex mein khud ko weak smjh k chor dety hain. is liye pehly sy hi ehtyaat honi chahiye k jb theek trha sy smjh ajaye tb real investment ki jaye
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Himat na harna

              g blkul insan ko kabi bi himmat ni harna chaiye koi b insan koi kam ka jab aghaz krta hai to us main profit loss donu k chance hty hain but agar wo insan apni efforts se wo kam behtar tareeqay se ya kush na kush seekh lea jase k forex mai kam start krne se pahle agar seekh lea to nuqsan ka undesha kam hta hai but agar loss ho b jae to himmat blkul na hare kiu k insan ko apni galtiu se seekhna chaiye jase k ak mushoor bat b hai jisay thokhar na lgay wo kabhi b thakar ni banta

              اب آن لائن

              Working...
              X