Kiya ap es baat say agree kartay hai k ziyada lot size jald kamyabi ki zamanat hai kiya ziyada lot size he wo cheez hai jes say jaldi kamyabi hasil kee jati hai kiya lot size bina kesi nuqsaan k mujay kamyab bana sakta hai apka es baray mai kiya point of view hai zaror share karay maira personal opinion yahe hai k lot size apko kamyabi nahe dai sakte kamyabi apko quality skills and experience he dai sakte hai lot size ziyada risky hota hai so agar ap ziyada risk laingay bina kesi risk management k tu ho sakta hai kamyabi ki chakar mai ap apna saara capital he loss kar jaoo so experiments k bajaee experience say kaam laina hoga..
تبصرہ
Расширенный режим Обычный режим