Forex market kay analysis ka tareeqa

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex market kay analysis ka tareeqa
    Mere khayal mein humain forex market kay analysis kay lye chart mein hamesha candle stick pattern ko hi use kerna chahyea kyun kay hum candle stick pattern sae achi tarah market kay open close aur high low ko analysis ker saktay hain aur iss kay ilawah humain aik oscillator indicator ko use kerna chahyea ta kay hum market ka over sold aur over bought ko dekh sakain jaise RSI, strochestics waidhera waighers
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex market kay analysis ka tareeqa

    Dear forex market mein analysis 2 tarha k hoty hain technical analysis aur fundamental analysis,technical analysis mein chart ko parh k analysis karny hoty hain jis mein candle stick pattren ana bht zaroori habagar ap candle stick pattren janty hon gy tu ap analysis kr payn gy aur maximum traders market ki movement k bary janny k liye technical analysis karty hain aur fundamental analysis mein new parhi jati ha jo log news any p trading karty hain wo fundamental analysis bhi karty hain.
    • #3 Collapse

      Re: Forex market kay analysis ka tareeqa

      Dear brother forex trading may analysis ko samajna buhut zarori cheez hay kionka is par aap ke trading ka inhisaar hotha hay our trading chart par Jo candles hothay hay agar os ka kisi member ko experience ho jaae tho per wo trading may buhut kaar aamad sabith ho sakhti hay
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex market kay analysis ka tareeqa

        Forex market.kay analysis kerna bahut bahut zaroori hain kyun kay iss sae hi humari trade kamyab ho sakti hai aur iss kay lye humain market kay trend ko follow kerna chahyea news ko lazmi dekhna chahyea aur agar koi indicators available hoon tou unn ko bhi lazmi use kerain

        اب آن لائن

        Working...
        X