what is the best money mangemant technique?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1171 Collapse

    money mangemnet ka matlab ye ho ta hai kay ap kay account pe jitna bi balance hota hai apko is ko bohat hi safe kar kay rekhna chaiy ta kay apka accout wash na ho
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #1172 Collapse

      money management bohat achi technique hoti hay kyun keh es trha humara capital bohat safe rehta hay aur hum market main bohat acha profit earn kar sakty hay so humay dil lga kar esko learn karna chahiey
      • #1173 Collapse

        hr kixxi ki apni technique hoti hy money management ki tou mery khayal se koi bhi idher dawey se nhi khe sakhta k kon si ab se zaida axhi technique rahey gi. Money management bht zaroori hy is kaam mein lehaza ye cheez sab ko ani chayein
        • #1174 Collapse

          All traders yeh bilkul sahee hai kay jab tak aap money management nahe karoo gay kabhi beh earn nahe kar sakoo gay is ay behtar hai aap pehlay money management karian or seekhain ktinay balance par kiya lot size layna haai us kay bad aap us par kaam karro
          • #1175 Collapse

            money managment is all about your balance equity margin free margin profit/loss ku daikhna hota hai ye hai money managment k kaisy ap apna account deal krty hain mt4 man trade ki window man ap ic ku daikh sakty hain.
            • #1176 Collapse

              money management kay bgair success forex ma boht he mushkil ha aur boht sary traders ka fail honey ka resaon yhi hota ha kay wo bilkul b money management nhe krty jis ki wja se wo fail ho jaty hain aur agr ap new traders hain ap kay pas experience ha to phr ap ko aik trading plan create kr kay phr demo pe uski practice krni chahye es se ap ko money management ka pta chly ga.
              • #1177 Collapse

                sentimental analysis ye bhi analysis ki kisam hay jismain ye analysis kea jata hay keh market main konsi positons ziada open hay us hesab say market main trade kay liey open huwa jata hay
                • #1178 Collapse

                  money managemnt bohat he zaroori hota hay agar hum theak say money manage kar kay trading nahi karen gay to hum market main theak say earning nahi kar saky gay so humay theak say money mange karna chahiey
                  • #1179 Collapse

                    in my opiniin first bahot kam investment krni chYe jo profit ho usko divde kr k half ko re invest karian half ko profit m rakhain is tarah profit k sath sath trading b barti jaye gi
                    • #1180 Collapse

                      Raqm ki manegment bht ahm hai bhai leavrge equity aor margin yeh sub strategyz bht zarori hen trading ko sekhny ky leay aor in smjhny ky leay meta trader analysis ma help mil skti hai demo ma in sub ka practically use kren ta ky apko mdad mil sky inka janna bht zrori hai
                      • #1181 Collapse

                        money management k proper rule yeh ha k aap apny account par 1% per trade risk len matlab principal balance/equity ka jo bi us vaqt ziada ho . aur at a time tamam trades ko mila kar aap ka account 5% total risk pa hona chaheye is se ziada kabi nhe.
                        • #1182 Collapse

                          Money management is the at every situations of trading butbut,WO best is leya hy WO according to capital Jo ap hk pass hy is k hisab sa ap ko trading krni chya orders lagby chya,money management humhim mirjan it free mirajn or equities k Bry ma concept datidating in sb thing ki mind ma rakty howy trading krni chya hy the,this is the best money management
                          • #1183 Collapse

                            forex me money managment ka matlab ye ho ga k agar ap ne small capital invest kia he to us pe big lot size na lagaen or jis trade pe ap ku sure ho wo lagayen or apna daily ,weekly ya monthlky target set kar len k itni amount hum ne earn karni he or ziada lalch nai karna agar hamara target defined time se pehly poora ho jata he tu trading chor de or wait karen
                            • #1184 Collapse

                              his main kam karny k liyechamain managenent ki to zrorat hoti hai is main him planing kaemr k kam karein gay ta k humain is main klliss kam air profit zaida ho aur him successful hi jaye
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #1185 Collapse

                                money management properly karne se he profits hasil ho sakte hain agar aap trading me apne account balance ko or profits ke ratio ko manage kar ke sath sath rakhen to account phir increase bhi hota rehta hai or aap ko losses bhi ziada face nahi karne parte or aap continue earn karte reh sakte hain .

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X