Mistakes sy na seekhna

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Mistakes sy na seekhna
    Agar ham apni mistakes sy nahi seekhy gy to ham ko mazeed loss hoga or hmari trading khrab hoti jaye gi is liye apni mistakes sy seekha kary or dobara mistakes na dohraya kary agar ap chahty hai k ap ki trading theek ho.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Mistakes sy na seekhna

    Mistakes se na seekhna bewaqoofi ha agr aik bnda aik ghalti ko bar nar dohrata ha tu ap usy kiya kahaen ge mery khayal se tu usy bewaqoofi hi ho ge es lye mistakes ko na dohraya krean apni mistakes ko kem.krean ge tb hi ap aik achy trader banaen ge
    • #3 Collapse

      Re: Mistakes sy na seekhna

      Apni mistakes sy naa seekhna aur dbara dbara woe mistakes krny sy hum br br loss e krty hain aur is sy hmy mazeed nuwsn hta ha jbky jb aik brr hmari trade ghlt gai ha aur dbaara woe situation bntii ha tw hmy pehly wli nateejy sy jo hua tha wo yd krnaa chaie k tb hmny kia kiya tha aur hmy q loss hua tha aurr hmy dbara wo sb repeat ni krna chaiye
      • #4 Collapse

        Re: Mistakes sy na seekhna

        Theek kaha bhai ap ne hamesha smajhdar wohi hota hai jo apni ghaltiyon say sabak hasil karay, or is say b bahtar hai forex trading kar ne walay logon say bata cheet ki jae unhain apni ghaltiyon say aagah kiya jae or un say un ki mistakes k baray main b pocha jay. Is say hama knowlidge barhta hai or ham kisi dosray ki forex trading ki ghalti say b seekh saktay hain bajae k khud nuksan utha kar.
        • #5 Collapse

          Re: Mistakes sy na seekhna

          kafi logo se hum sunte han ke mistake se sekhana chahye but phr bhe hum wo ghaltya krte han jo bar bar nahi krne chahye as leye hum ko agr koyi acha teacher nahi mel rha hye to hum ko apne mistake ke learn krna ho ga tab ja kr hum koch acha kr saktan ge as ley hum ko chahye ke ek mistake jo hum se ho jaye phr se wo kabi bhe na karna to hum achi trader ban sakte han free me
          • #6 Collapse

            Re: Mistakes sy na seekhna

            G hn bhai ap ki bat bilkul sahe hai k hamen apni mistake sy acha exprince aor knowldge hasil krna chhy aor hamen aik dafa jis ghlti ki vjha sy loss hoa ho dobra kbi nhe hemen us vjha sy loss ni hona chahy
            • #7 Collapse

              Re: Mistakes sy na seekhna

              Dear members ap ke bat n bilkul theak hain agr ham choti choti galtio ko ignor kar daytay hain or bar bar phir wohi mistake karty hain to phir hame loss he ho ga or kabi b profit nahi ho ga es liye rik acha trader bannay k liye hame choti se choti galti ko dayky or next time es galti ko theak kary to phir he ham acha profit earn kar sakty hain or Jo members Jo mistake hoti hain in ay kuch b nahi seektay to phir in sy loss he hota hain
              • #8 Collapse

                Re: Mistakes sy na seekhna

                jee dear ap bilkul thek kah rahy hain kay hamen hamesha apni mistakes par gor karna chaea kabhi bhe apni mistake ko ignor kar kay trade nahi karni cahea asa karny asy hamen mzeed loss ho saktahai hamen apni mistakes ko notice main laina chaea balky hamen notepad pay likh len kay hamen kis kis wja say loss hoskatahai next time ager ham usy rapeat nahi karen gay to ham profiit gain kar sakty hain
                • #9 Collapse

                  Re: Mistakes sy na seekhna

                  g haan bhai jaan ham ko as main mistake se se hi sekhna chahiy hai tu hi ham as main kamyab ho sakte hain aor as main ham ko chahiy hai kee mihnat se kam karna chahiy hai aor as main ham agar mihnat nahi karen gee tu ham as main kamyb ho saken gee as main agar koi mistake hi kare gaa tu as main us ko nuksan bhi ho sakta hai as main chahiy hai kee as main ham ko dil laga kar kam karna chahiy hai tu hi ap as main kamyaby se earning kar sake gee
                  • #10 Collapse

                    Re: Mistakes sy na seekhna

                    agar hum mistakes saylerna kerty hien to yeh bhut he achi baat h agar hum mistakes say seekh na sakty hien aur bar bar aik hi mistakes ko repeat kerty hien tu hamain as mien bhut takleef ho sakti hai as lye hamain her bar forex ko seekhna hota hai agar hum as mien seekh lety hien to hamain kuch bee problem na ho as lye agar hamain forex mien kamyab hona hai tu pher hamain forex mien her dafa bhut zayada mehnat kerna ho ga or mistakes ko repeat na kerna ho ga pher ja ker hum earning b ker sakty hien aur aik achy trader b ban sakte hien.
                    • #11 Collapse

                      Re: Mistakes sy na seekhna

                      g han ap nay bilkul thek kaha a gr hum apny mistake say nhi seekhne gay to hum profit nhi ker sakhy gay agr hum koi galti krty hai to humen chayi hum apni galti say seekhny tbb he hum is business mn earn ker sakty hai zindgi mn kamyabi k liye zruri hai k apny galti sy seekhny or apny traders ko zaida acha ker sakhy
                      • #12 Collapse

                        Re: Mistakes sy na seekhna

                        forex trading business mein us waqt tak achy aur kaamyaab trader nhi ban saktay jab tak hum apni mistake ko cover nhi kartay kiok forex trading business loss us waqt hi hota hy jab hum koi mistake nhi hum koi bhi mistake kartay han us se loss hi ho ga aur jab hum mistake kartay han tu is se lesson hasil karna cahaiye aur hum apni mistake ko cover karain gay aur us mistake ko bar bar nhi kartay tab hi hum forex trading business mein kaamyaab ho saktay han aur profit earn kar saktay han
                        • #13 Collapse

                          Re: Mistakes sy na seekhna

                          G humy apnii mistakes see sabq hasil karna chaiyee humrii choti choti ghltian humy bht bare lesson dy jatii hein jinko follow krr ky hum ainda hony waly bare nuqsnat see bchh sakty hrinn aor jo log esa nhii krty apnii mistakes jaanty hue bhi ignor krty heinn wo apny apko nuqsan kii trf dhakeel rahy heinn...
                          Mehnat Me Azmat hai
                          • #14 Collapse

                            Re: Mistakes sy na seekhna

                            forex mai jab hum kam karty howe koi mistake kar dety hain to hamy loss ho jata hain hamy apne mistakes ko accpect karna chahey or in sy learning hasial kar ky kam karna chahey pher he hum ache earning hasial kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Mistakes sy na seekhna

                              forex mai aik mistake ke waja sy loss ho jata hain hamy loss ky bad thence nahi hona chahey hamy saber karna chahey or next time apne mistakes ko avoid kar ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha profit gain kar saky gy forex aik bohat bara business hain hum is business ko apna life time career be bana sakty hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X