Is loss is necessary to get profit in the forex??

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #676 Collapse

    enough knowledge to make income just about all date so thus First of all he lose dollars Firstly next start profits on the market. Today's loser can be future winner inside forex. ku ky is actually firm ka kuch ni pta hy boht sy Log trader through born bhi hoty hn ya wo bht hi jald will be business ko samjh jaty hn
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #677 Collapse

      "

      profit kayliy loss zaroori nahi hay aap sirf profit he gain kar saktay hay magar baz nagazeer wjoohat main loss bhe ho sakta hay.magar agar aap news per nazar rakhtay hain and international halat per nazar rakhtay hayn to mamooli sa loss lay kar ziada profit bhee lay saktay hain

      "
       
      • #678 Collapse

        "

        wa aliakum aslam ap sunao kesay ho mn bilkul thn g mj ko is ky bary ,mn ziada ni pta is liam n ni chahta ky ap ko mn koi ghalt infrm kr dn is lia jb mj ko pta ho ga to mn ap ko bta dun ga is lia ap sy reaquest hai ky ap ko pta ho to mj ko bta

        "
           
        • #679 Collapse

          "

          profit kayliy loss zaroori nahi hay aap sirf profit he gain kar saktay hay magar baz nagazeer wjoohat main loss bhe ho sakta hay.magar agar aap news per nazar rakhtay hain and international halat per nazar rakhtay hayn to mamooli sa loss lay kar ziada profit bhee lay saktay hain

          "
             
          • #680 Collapse

            "

            wa aliakum aslam ap sunao kesay ho mn bilkul thn g mj ko is ky bary ,mn ziada ni pta is liam n ni chahta ky ap ko mn koi ghalt infrm kr dn is lia jb mj ko pta ho ga to mn ap ko bta dun ga is lia ap sy reaquest hai ky ap ko pta ho to mj ko bta

            "
             
            • #681 Collapse

              bhai forex trading main loss aur profit doono kay chaances hotay hain iss liya try kaarain kay traading ko mukamaal learning kar kay start karain aur loss honay pe uss ki reason ko daikain aur apni galtiyun ki isla karnay ki try karain aur apni planning ko change karain aur try karain
              • #682 Collapse

                brother kaha jata hai ke uthna seekhny ke liye phly girna prta hai orr jitni dffa koi girta hai utna hee jaldi uthna bhee seekh jata hai iss liye forex mn los shota hai zuroori ho ya na ho lkin ho zuroor jata hai
                • #683 Collapse

                  every trader trade on his own plane of traoding and he set his individual time framae in thea Forex chart but if you are good trader and have good level of knowledge about the market then you should use the H1 time frame in your chart of Forex trading and you can predict the market trend easily.
                  • #684 Collapse

                    agr kohi forex mae experience b rkta hai wo agr 10 trade lgata hai tu wo 100% guarantee k sath nahi keh skta k wo 10 ki 10 trade par profit kamye ga. lazmi os ko 1 kd mae lose ho ga.
                    • #685 Collapse

                      jee mare khyal main to forex trading se profit earn kerne k lie loss necessary hai aur koi trader asa ni hai jis ne forex se loss na lia ho mager ache knowledge aur experience se hum ye loss recover ker sektay hain aur money earn ker sektay hain i think k is business main loss se complete avoid kerna impossible hai.
                      • #686 Collapse

                        اصل پيغام ارسال کردہ از: daniya143 پيغام ديکھيے
                        friends what do u think about this statement " Is loss is necessary to get profit in the forex?"
                        i think ap theek keh rahay hein kay humein loss ka hona bhi aik gift hota he i think reason ye he kay hum log loss se lesson letay hein or mistakes ko right off karnay ki kohsish karty hein jis se trading mein achai aati he.
                        • #687 Collapse

                          gee brother main aap ki is baat se agree nahi karta hoon keh forex trading main work ya trading kartay huay aap ko loss zaroor karna chahye app musalsal profit bhi earn kar saktay hain.
                          • #688 Collapse

                            Aslam o alikum janab mere khaya me ye zarori nahi ke ham loss se hi start karin ager ham forex trading ko properly karin aur experience se karin tu loss se bach be sakte hain
                            • #689 Collapse

                              "

                              dear lazmi nai hota k apko loss ho tb bhi apko porofit hoga dear ager ap treading achi karo gy apki peractse ach hogi laearning bhi achi hoge to ap first time main hi apko porofit ho sakta but forex aik risky busines hae es laey apko loss bhi hota hai

                              "
                               
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #690 Collapse

                                "

                                no loss is not necessary to get profit in forex asa khuch bhi nhi he forex pe kaam krne k liy ap ko bht bht bht mehnt ki zrot hoti he ap k pass forex ka knowledge hona bht zrori he is k liy ap ko forex ko study krna he tak ap is k bre mein jn sken or khud ko improve kr sken ap jitna kaam krn gy ap ki amount mein itna hi ezafa ho ga

                                "
                                   

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X