Sentimental analysis kia hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #616 Collapse

    Sentimental analysis ye khud pe depend hota hai k trade an kia taraf jae ga frofit ki taraf ya loss ki taraf agar ap acha sentiment kr lete hain to apko profit hoga nahin to loss
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #617 Collapse

      Sentimental analysis ka mtlb hota hae k ap kissi mulk k androoni halaat ko dekh k us mulk ki currency ka andaza lagana k ye up jaey gi ya down aur iss qism k analysis ko parhany k liay thori mehnat ki zaroorat hoti hae.
       
      • #618 Collapse

        Sentimental analysis ka mtlb hota hae hae k kissi mulk k mulki halaat ko dekh k andaza lagana k ab uss mulk ki currency up jaey gi ya down to iss qism k analysis ko sentimental analysis kaha jata hae aur inko seekhna chaey.
         
        • #619 Collapse

          forex trading main jo sentam,ental analyse hoty hain un ko hum apni tarding main use karty hain jin ka hmain yah faida hota hai k hum markrt ko achi traha guide karty hain or es main hum trading k liye jo pair ko select karty hain tu sub se pahly yah dekhty hain k hmain kiya buy karnma chahye or kiya sell karna chahye es bat ko anlyse karny k bad hum apni tradoing karty hain
           
          • #620 Collapse

            is main jitna bi kam karna hai is k bary main learn kar k hi trade karni ho gi aur market main analyse kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay aur market main trend ko mind main rakh k hi trade karni ho ga aur knowldge acha ho ga tab hi hum real main trade karny k kabil hon gay aur market main rules ko follow kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade karein gay it is best
            • #621 Collapse

              Forex forum men ye mere liye pehla question hai jiska mere paas koi acha jawab ni hai
              Main jab se hi forex se touch hua hn tecnical anlysis aur fundamental analysis hi sunne hain aur unhi per hi trading ki hai sentimental analysis k bare main mere pass knowledge ni hai
              :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

              CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
              • #622 Collapse

                sentimental analysis main hum market mian daikhty hay keh kitnay percent trader buy main aur kitnay sell main aur eska hum theak say tajzia kar kay market main tab he achi trade lay sakty hay so humay chahiey keh esmain sahi say focus karen ta keh esmain achi earning kara seekh saky
                • #623 Collapse

                  bhai mana na sentimantal analysis ka bara mein sun ahai laqen mujha is ka bara mein pata ni hai ya market ke 3 types mein sa aik hai kabhe is pa resch bhe ni ke laqen ap ka sawl pochna sa ab is mein reserch karn ge .
                   
                  • #624 Collapse

                    AOA Forex trading main hum fundamental or technical analysis ki help say kaam karty hain.fundamental analysis news ki help se ki jaati hai or technical analysis hum market ko dekh kar chut ki help say kartay hain.dono he useful hain trading main.
                    • #625 Collapse

                      bhai mara khyal sa ya market ka 3 major movement types mein sa aik ha is ka ration fundamntal ka sth hota hai jasa is mein movement hoti hai wasa he is ke movement ka relation bhe isi ka sth hota hai.
                      • #626 Collapse

                        ye bhi aik analysis ki kisam hay esmain humay ye daikhna hota hya keh market main overall kitanay traders buy main hay kitnay sell main so humay es buniyad par trade lgani hoti hay eskay sath sath humay other analysis ko bhi karna chahiey ta keh market main achi earning gain kar saky
                        ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                        • #627 Collapse

                          forex market main sentimental analysis bhi aik kisam kay analysis hay agar hum enko bhi seekh kar trading main use karen gay to hum market main apny future ko brigh kar sakty hay aur humay chahiey keh ahr kisam kay analysis karna seekhy ye bohat zaroori cheez hay
                          • #628 Collapse

                            forex trading main agar hum ye analysis karen keh market main buyer kitnay hay aur seller kitnay hay to es kisam kay analysis ko hum sentimental analysis kehty hay so humay chahiey keh esmain theak say analysis karna seekhy kyun keh har analysis ki apni he value hoti hay
                            • #629 Collapse

                              forex market kay analysis ko agar hum sahi say learn karna seekh lain gay to humari trading profit main hoti hay aur humay chahiey keh demo account par trading practice ko ziadsa karen es trha trading skill enhance hoti hay aur hum esmain kamyab ho sakty hay
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #630 Collapse

                                hum jab trade karty hain to humain is main analysis kar kay am karna ho ga jis say market main kam karty hain to trade karna kafi sai ho sakta hay magr humain low risk main trade ko use karna ho ga jis say market ko leraning karna humary liye kafi sai ho sakta hay is main analysis ki help say humain trad emain achi earning hasil ho sakti hay

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X