Sentimental analysis kia hoti hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #556 Collapse

    orex trading main fundemantal analysis hota hai technical analysis or ye sentimental analysis..main nay sentelmental analysis jaisa kuch nahin sunaa albataa main samajhta hon k sentimentall analysis aap k jazbaat ka analysis us ka tajziyaa nikaltaa hai..kion k forex trading main ao ko Emotions ko qaboo main rakhnaa parta hai/.,,,,
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #557 Collapse

      is forex main trade karny say pahly demo main practice karni ho gi trend ko use kar k hi hum achi trade karny k kabil ho sakty hain aur greed ko avoid kar k hi trade karni ho gi ta k earning ho skay aur loss kam ho ga
      • #558 Collapse

        hamain trend ko use karny k liye market main analyse karna ho ga ta k achi trade kar skay gay aur is k up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar skay gay aur profit hasil kar k hum earn karein
        • #559 Collapse

          hamain trade karny k liye market k trend ko use karna ho ga ta k earn kar skay aur knowldge hasil kar k hi trade karni ho gi ta k achi trade kar saky gay aur greed ko avoid kar k hi hum achi trade karein gay
          • #560 Collapse

            forex trading ka kaam ko krna ik trader k liay itna zada easy nahi hota hai laikin is sentimental analysis say trader ko moka milta hai k ye ik good trade ko kr saqty hain or khud k account ko safe krna mumkin kr saqty hain bus yehi ik trader k liay zarori hota hai
            • #561 Collapse

              forex trading mai different kisam kay analysis hoty hayy aur humay chahiey keh har kisam kay analysis karen kyun keh tab humari trading achi ho sakti hay aur hum esmain kamyab ho sakty hay
              • #562 Collapse

                Mjhe itna to nhe pta about sentimental analysis but I think ye apne emotions ko control m rkhne ko kehty hain because jb hme ziada profit hora hai to hm emotions m aa kr sentimental ho jaty hain or greed kr k loss kr dety hain but I think the basics of Forex trading business is fundamental and technical analysis
                • #563 Collapse

                  Main abhi fores trading main new hn filhal itna experience nhe hua k bta sakoon sentimental analysis kia hoty hain lakin kuch waqt baad inshallah zaroor bataonga
                  • #564 Collapse

                    sentimental analysis bi fundamental analysis ki hi taraha kay hotay hai ye dono hi trade kay bohat i majors rules hai kay jin ko lazmi hi aik trader ko seekhna chaiy ho ga agar kamibi ki taraf juld barhna hai tu aisa karan important hai
                    • #565 Collapse

                      sentiment are again important to find the right pair to trade if the sentiment about a specific pair is bullish dont sell that just cox technical says that or fundamental interpenetrate saying that no read sentiment what people are thinking about that pair
                      • #566 Collapse

                        sentimental analysis bhi bohat value rakhty hay so humay chahiey keh trade lganay say pehlay market kay bary main har kisam kay analysis karen tab hum esmain bohat acha profit earn karna seekh sakty hay
                        • #567 Collapse

                          Assalam o Alik kum bhai jan sentiment k urdu mani han k "khayalat" forex main sentiment analisys se murad hy k ki khass pair k bary main logon k khayalaat kia hain, logon ka rujhan isko buy krmy main hy ya sell krny main, ye analisys social site ko brows kr k ap kr saktay hain,, jahan log apny idiea publish krty hain
                          • #568 Collapse

                            is main up aur down ko dekh k hi trade karni ho gi ta k loss kam ho saky aur trend ko mind main rakh k hi trade karni ho gi ta k achi trade karny main asani ho saky aur profit hasil kar k earning kar saky gay
                            • #569 Collapse

                              fundamental ki tarah sentimental b bahot best hota h,sentimental tecnical analysis hota h issko expert tradar hi use krte hain iska expet hona zarori h tb hi banda sentimental analysis hi use kr sakta h, isse tecnical analysis kaha jata h
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #570 Collapse

                                dear ap jo bat kar rahy hai sentimental anyalsis k to ais k bary mai to na hi mainy suna hai aor na hi ais ka mujhy pata hai kun k mainy to sirf technical aor funamental anyalsis k bary mai suna hoa hai aun ka hi mujhy pata hai k aun mai kai kuch hota hai aor aun k kai faidy hain.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X