Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?
    Forex trading k leye ap smartphones be use kar saktay hai aor basaani apnay smartphones par mt4 ka application install karwa kar trading mai participation kar saktay hai ab baat yahan par ye hai k aya agar smartphones trading k leye use ke jaee tu kitna valuable hai aor kitna nahe yane kitna effective hai aor kitna effective nahe apka es baray mai kiya point of view hai zaror yahan par discuss karay maire khyal mai smartphone ik behtar option hai trading k leye par wo tools jo apko ik personal computer k software mai miltay hai wo kabi be apko smartphones k application mai nahe melangay so depend karta hai k kiya ap es choti see tools par trading kar saktay hai ya nahee..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?

    Bhai ap k khayal me agar hm smart phone use karain trading k liay to ye behter hai to me ap ki baat se ittefaq krta hn kyo k easy to use hai easy to carry hai jb chahain kahin b kabhi b ap trading kr sktay hain trading ka koi b event miss ni kr sktay jb k laptop static hai ar us me trading tb hi ho skti hai jb aap kisi aik jaga par hon mtlb home ya office wagher to smart phone is the best option
    • #3 Collapse

      Re: Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?

      BiLkul sahi kahaa aap Ne dear...Smart phoNe is the Best Option foR traders...Q k MobiLe Main Bhi Jitnay Bhi Neccessary TooLs zaRoorat Hotay hain Forex Trading k Liye Woh tamaam tooLs Available hoTay Hain...oR MoBiLe Ko Aap KaHein Bhi Lay Kar Jaa saKtay Hain CoMputer Ya laptoP Ko aap itNa easiLy Har Jaga Nahi Use KaR Saktay....i Suggest yoU To use Your moBiLe foR trading...
      • #4 Collapse

        Re: Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?

        yes dear trading ik aisa kam hy jis ko ap kahi bi ker sakty hy basani ap is ko samjh sakty bi hy or bahut hi asani ky sath ap ko bina koi shop liya koi office open kiya ap is ko just ik laptop ya computer per ker sakty hy ab tu is mai mazeed asani ho gai hy ky ager ap trade kerna chahaty hy tu mt4 ki app ap download ker ly play strore sy or ap bahut hi asani ky sath us mai account open ker ky trading ker sakty hy jo kam ap computer per kerty thy wohi same tareky sy ap mobile mai bi ker sakty hy bas aik bat ky liya thora sa mushkil ho jata hy ky ap ko ager analysis kerna hy tu wo thora mushkil ho jata hy kiyo ky mobile ki screen choti hoti hy jis ki waja sy analysis thora mushkil hota hy laikn is ky bina ap her terha sy is mai trade ker sakty hy.
        • #5 Collapse

          Re: Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?

          Jo Log Yahan Par trading karne ke liye smartphone use karte hai wo regularly market ke sath touch Rehte Hain janva jevu market ko proper time de sakte hain Kisi bhi jagah par jakar market watch kar sakte hain aur Market ki position Decker usne investment bhi kar sakte hain yeh wala ad technical analysis pin nikal sakte hain WhatsApp desktop PC use karte hain kam karne ke liye but smartphone ke sath working karna Hamare liye Kisi Kaam Hai Aur Hum Nahi Jayenge nuksaan Mein isliye Hame chahiye ki hum market ko baat karte Rahe aur uske sath sath Aage Ki Taraf movement ki taraf Nazar rakhte Jai aur kaam course table method Ke Sath Sath Hai
          • #6 Collapse

            Re: Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?

            G friend ap bilkul thk kah rahy han k trading k lea smart phone use karna bohat acha keu k jidr marzi ho hum apny mobile pay trade kar sakhty han or dakh sakhty han keu k laptop or computer par trading karna thora mushkil hota ha keu k hum is ko ak jaga pay Beth k trade kar sakhty han
            • #7 Collapse

              Re: Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?

              اصل پيغام ارسال کردہ از: Zuhaib9988 پيغام ديکھيے
              Forex trading k leye ap smartphones be use kar saktay hai aor basaani apnay smartphones par mt4 ka application install karwa kar trading mai participation kar saktay hai ab baat yahan par ye hai k aya agar smartphones trading k leye use ke jaee tu kitna valuable hai aor kitna nahe yane kitna effective hai aor kitna effective nahe apka es baray mai kiya point of view hai zaror yahan par discuss karay maire khyal mai smartphone ik behtar option hai trading k leye par wo tools jo apko ik personal computer k software mai miltay hai wo kabi be apko smartphones k application mai nahe melangay so depend karta hai k kiya ap es choti see tools par trading kar saktay hai ya nahee..
              Yes brother,smartphone trading k lye boht hi achi choice hai or me b usy use krna pasnd krun gi q k is se boht ziada asani ho jati hai. Jesy k ap kisi b place pr hun ap aram se apna smartphone nikal k us pr trading kr sakty hen or apne market ko watch b kr sakty hen k is wqt market kis point pr move kr rahi hai. Lehaza mery khyal se to smartphone hmen trading me boht si asani daity hen. mgr Pc pr hm MT4 k sab tools asani se use kr sakty hen or analysis b.
              • #8 Collapse

                Re: Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?

                G bhai jan ap nay thek kaha hai ka pc ka nisbaat mobile phone per trading karna nehaiyat asan hai kyun ka ap ko kisi jaga bhi apna mobil use kar sakty hain or is ka ielawa ap apni roza mara life main mobile use karty rhty hai jis ki bina per ap ap ka apny mobil typing per haath betha wa hota jis ki waja say baa asni typing kar lett hai or ye best method hai
                • #9 Collapse

                  Re: Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?

                  trading kay liye hum mobile ka b us ekar sakty hain is main koi issue nai hay is say hum trade asani say kar sakty hain kun kay jab b hum market main enter hoty hain to is main foran say net connection chahiey hota hay or is kay sath forean app ka opena hona cahhiey hota hay is kay liey pc say ziada mobile ziada helfull hota hay or ziada jldi trade place ho sakti hay
                   
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?

                    Mobile use karna to AP ki apni choice hai agar AP ke pas aur koi Hal nahi hai to AP mobile ko zaror use karain lekin for long term AP ko laptop ya computer pe ana ho ga kyon mobile pe acha analysis nahi ho pata
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Trading k leye smartphones use karna kaisa hai.?

                      trading kay liye hum mobile ka b us ekar sakty hain is main koi issue nai hay is say hum trade asani say kar sakty hain kun kay jab b hum market main enter hoty hain to is main foran say net connection chahiey hota hay or is kay sath forean app ka opena hona cahhiey hota hay is kay liey pc say ziada mobile ziada helfull hota hay or ziada jldi trade place ho sakti hay
                       
                      "The mind is everything, What you think you become"

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X