loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain
    dear friends forex aik asa business hai jiss main har koi shuru shuru main loss he krta hai aor ziada tar log is ko chor daity hain chorny ki wajah say wo apna nuksan bhe kar laity hain aur recover bhe nahi kerty mger asa nahi karna chaheay ap ko din rat forex markeet main time spend ker k hard work kerna chheay ap ko ye sochna chheay ju log is main earning kar rahy hain wo kis tra say kar rahy hain ye soch ap k mind ko mazeed aik motivation day gee jis say forex chorny ka name nahi lain gay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain

    Hamen loss hone pr forex ko chorna nhi chahiye balje hamen apne loss se acha experience lenr ki koshish krni chahiye
    Hamen loss tabhi hota hai jab ham koi mistake krte hain wothwit mistake k hamen kabhi loss nhi hota hai hamen koshish krni chahiye k ham apni mistakes se selhen agar ham sekhne k bajay trading ko chor den ge to ye waqae aik aur barri mistake hogi
    • #3 Collapse

      Re: loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain

      Kuch bry trader kehty hy k jab ham ko loss ho jata hy to who hamari fee ada ho jati hy trading my any ki our jb fee ada ho jati hy to log is ko chor dyty hy hala k us k bad hi profit hota hy to is liya loss ho to us ko forex ki fee smjha kry us k bad ap kam kiya kry us my ap loss ko dil my betha k chora na kry trading ko
      https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
      • #4 Collapse

        Re: loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain

        Dear jab banda aik dafa ais market mai loss karta hai to aus k baad bandy ko ais market ki samjh aa jati hai k ais market mai kaisy kaam karna hai aor banda jab ais market mai loss karta hai to aus ko thori si samjh aa jati hai k ais market mai kaisy kaam karta to account wash na ho agar wo banda aus time market mai kaam choar deta hai to wo jitna loss kar chuka hota hai wo sab chala jata hai aus ko chaye k ais market mai kaam kary aor ais mai jitna bhi loss kia hota hai wo pora kary kyn k ais mai jab ap k pass loss ho jata hai to aus par ap ko experince aa jata hai aor aus k baad ais cheaz se faida authana chaye aor acha profit banany ki try karni chaye.
        • #5 Collapse

          Re: loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain

          g bhai bilkul ap ny sai kaha hai aksriat asy he logon say bhari pari hai forex ko join kerty hain aur 6 month say lay kar aik sal karty hain loss kerwa k khali ho kar khety hain forex thek business nahi ha aor forex ko blame daity hain forex ko samjhny k lea ap ko 3 sal must zrori haen phir forex main expereince milta hai otherwise ap es main failure he bnty hain forex ko join karny say pehly ap ko ye bat apny mind main rakhna chea k jak tuk es main success na mily tab tk es main mehnat jari rakhne ha.
          • #6 Collapse

            Re: loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain

            GooD QuestiOn...And i ThiNk k Loss K BaaD Forex ko ChOrnay Ya diSheart HoNay Se Bachna chaHeay...or Jitni Ho sakay foRum par MehNat KaRni ChaHeay...experience ShaRe KaRna chaaheay Apna...or informative Posts Karni ChaHeayn...Or JiTna Ho saKay Apni ghaLtion se seeKhna Chaaheay Or Aik Hii GhaLti Ko baar BaaR Repeat Bhi Nahi KaRna ChaAheay...
            • #7 Collapse

              Re: loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain

              Jee bhai forex business k shuru mein her kisi ko loss hota hai kionkeh yeh aik risky business hai jis mein kabhi bhi loss ho sakta hai is liye ghabrana nahi chahiye aur forex ko chorna nahi chahiye balkeh phir mehnat kr k bonus se trading start krein insha ALLAH zaror profit hoga.
              • #8 Collapse

                Re: loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain

                اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                dear friends forex aik asa business hai jiss main har koi shuru shuru main loss he krta hai aor ziada tar log is ko chor daity hain chorny ki wajah say wo apna nuksan bhe kar laity hain aur recover bhe nahi kerty mger asa nahi karna chaheay ap ko din rat forex markeet main time spend ker k hard work kerna chheay ap ko ye sochna chheay ju log is main earning kar rahy hain wo kis tra say kar rahy hain ye soch ap k mind ko mazeed aik motivation day gee jis say forex chorny ka name nahi lain gay.
                Yes brother har business ki trhan forex me b loss and profit hota hai hmen chahye k hm loss ko cover krn or profits ko barhaen. Hmen ye b daikhna chahye k kis waja se hmen loss hoa or hmen kia chezen sikhne ki zrort hai? etc. agr hm is tarhn loss p ye business chor dain gy to ye koi Solution nai haii. Bl k hmen chahye k is me mazeed mehnat krn or expert traders se help len js se hmari trading me b behtri aa sakti hai or hm b unki trhan acha earn krne k qabil ho sakty hen. nakamiyan hi Kamyabi ki sirhi hoti hen to hmen loss pr dis heart nai hona chahye. aik din hm b boht acha earn krne k qabil ho jaen gy agr hm apne mistakes ko avoid krty rahn
                • #9 Collapse

                  Re: loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain

                  agr forex markt me loss ke waja se nahi chorna chahye and try and try agin karna chahye as me hum ko mistake karte han on se bachana chahye hum ko start me hum ko lot size kam and apne account ko cent banana chahey and all time markt pr hum ke nazar rehane chahye ye markt kabi kabi atna easy profit dete hye ke hum soch bhe nahi sakte jab hum ko ye lagte ke as point se markt up and down bhe ja sakte haye os point pr hum ko trad nahi lagne chaye
                  • #10 Collapse

                    Re: loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: Ragho bhai پيغام ديکھيے
                    dear friends forex aik asa business hai jiss main har koi shuru shuru main loss he krta hai aor ziada tar log is ko chor daity hain chorny ki wajah say wo apna nuksan bhe kar laity hain aur recover bhe nahi kerty mger asa nahi karna chaheay ap ko din rat forex markeet main time spend ker k hard work kerna chheay ap ko ye sochna chheay ju log is main earning kar rahy hain wo kis tra say kar rahy hain ye soch ap k mind ko mazeed aik motivation day gee jis say forex chorny ka name nahi lain gay.
                    lost Forex trading ka ek bahut important part again trailer Scott redding cursive loss Ho Jaye Toh unko decide Hoga trading ko chodna Nahi Chahiye bol ke apne mistakes se Lagu karna chahiye jisse wochit reading kar Sakenge
                    FRD 07 TRADING JOURNAL
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: loss k bad forex ko chorny ki mistake na karain

                      forex mai jab hum kam karty howe koi galti kar dety hain to hamy loss ho jata hain lakin is mai market ka ya brokers ka koi qasur nahi hota loss ky bad hamy market ko corna nahi chahey balky hamy next time apne galtiyo py gur kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy or acha bonus earn kar saky gy
                      ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X