Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai
    Mery khayal mein aksar members topic ko read kr k threads pe reply krty hein woh pory thread ko read nahi krty halan k us thread mein un k liye achi information ho sakti hai isi tarah hamein other members ki posting ko bhi read krna chahiye un se bhi knowledge mil sakta hai,aap kia kehty hein?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai

    G han bhai hamen threads ko zarur parhna chahy yani hamen sirf tital ko parh k reply start ni krn chhy balky full thread ko read krny k bad thread k mutabiq reply krn chhy
    • #3 Collapse

      Re: Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai

      G han forex trading men new traders ko thread aur posts ko read zaroor karna chahiay aur koshish karni chahiay k seniors ki posts ko ziyada read Kiya karen unn se acha knowledge aur experience hasil hota hey iss liay sub traders ko bagher read karnay k kisi ki posting pe thanks bhi nhi karna chahiay
      • #4 Collapse

        Re: Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai

        Dear jab hum koi bhi thread ya post dekhty hai to aus ko read kary gay to hum ko pata chaly ga k ais mai kai baat ki gai hai aor aus k hisab se hum bhi aus par reply kar sakty hai agar hum aus ko parhy baghair aus par reply kary gay to ho sakta hai k aus mai jis cheaz k bary mai baat ki gai ho hum aus topic par baat hi na kary aor ap ko pata hai k ais mai jo bhi thread mai topic hota hai aus k bary mai baat karni hoti hai to aus par ap ko bonus acha milta hai kun k ais forum par agar ap fazool posts kary gay to aus ka ap ko bonus ni mily ga aor ap ais mai loss kary gay.
        • #5 Collapse

          Re: Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai

          post aur thread ko lazmi read kerna chheay iss say ap ko knowlege milta hai ager ap bgair parhy he post ka reply karin gay tu ap ko itni samjh bhe nahi ayy ge aur na he ap uska reply thek tra say day sakin gay jiss say ap ko bonus bhi kam mily ga iss leay achi tra say read ker k post ko phir he uska reply diana chheay phir he ap ki post ki qualty achi rahy ge.
          • #6 Collapse

            Re: Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai

            Bro ap ne sahi kaha mein ap ki bat se agree krta houn.
            Forex Forum mein senior Jitni bhi post or thread post krte hain, Junior ko chahye Ke post or thread ko achi trh read kya kren,, Is se un ko boht achi information mile gi.
            • #7 Collapse

              Re: Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai

              Jb koi thread ham dykhty hy to us my ham kki nai ki achi bat zaorr prhty hy ya ham koi na koi esi bat dykhty hy jo hamry ilam my izafa krti hy ya to ham udr sy lern kr lyty hy ya kisi our ko ham lern krwa dyty hy to ya 2no hi best hy dosro ko lern bhi krwana chiya our khod bhi krna chiya is k liya post our thred ka parhna bhot zeada zarori hy
              https://www.facebook.com/profile.php...7089435:1f341:
              • #8 Collapse

                Re: Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai

                G bhai ap thek kah rahay hain, hamain threads aur posts ko achi tarah read karna chaheay aur us k bad waha par apna reply karna chaheay, q kah pak forum ka asal learning hay aur jab tak ap threads ya posts ko read nai karain gay ap ki learning nai hogi, aur wesay bi threads ko read keay bena ap threads say related posts nai kar sakain gay es say ap ko acha bonus nai milay ga.
                • #9 Collapse

                  Re: Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai

                  Pak forex forum mein buht se member is traha hi kartay han wo title ko read kartay han aur reply kartay han is traha nhi karna cahaiye hum js thread par reply karna Hy tu us thread ko read karna cahaiye tab hi acha reply kar saktay han aur dosray member ki Post ko bhi read karna cahaiye is traha knewledge aur information hasil kar saktay han
                  • #10 Collapse

                    Re: Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai

                    Pak forex forum se hum learning knewledge aur information tab hi hasil kar saktay han jab hum kise k thread aur post ko read karain gay aur agr hum thread k title ko read kar k reply kartay han tu aik tu hum reply acha nhi kar saktay aur dosra hum us thread se knewledge aur information hasil nhi kar saktay hum ko kise k thread aur post ko lazmi read karna cahaiye is traha hi hum forex trading business ki learning kar saktay han
                    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                    • #11 Collapse

                      Re: Posting aur threads ko read krna kitna zarori hai

                      forex mai hum thread karty hain or hum is mai posts karty hain hamy lihkny ky bad post ko or thread ko zaror read karna chahey forex aik online or kabe be band na hony wala business hain hum is ma aik din mai 4 thread kar sakty hain or hum 50 posts reply kar sakty hain yai students or house wife's ky liye bohat ache job hain forex aik real business hain

                      اب آن لائن

                      Working...
                      X