Trading account wash honey ki main vjha?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Trading account wash honey ki main vjha?
    Dear members aksar new trder jb real trading start krty hain tu aksar start py he un k account wash ho jaty hain aor kafi dafa account wash hoty rahty hain as ki main vjha hai market ko sahe trah sy anaylsis na krna trade trend k opposit place kr daaina lot size ko control na krna number of trding order ziada place krna aor bagair planing discipline k trde krna aor trading tools yani stop loss ka uusena krna as vjha sy aksar account wash hoty hain
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Trading account wash honey ki main vjha?

    Good dear aapki baat darust hai jab ham analysis k bagair hi blindy trading start kr dete hain tab ham loose ho jate hain q k hamen market k analysis krna bahot hi zaruri hote hain
    Hamare jab tak analysis better nhi honge tab tak ham market men kamyab nhi ho paen ge hamen achay analysis ka hona bahot hi zaruri hota hai hamen kamyabi tab hi milti hai jab tak hamare analysis better nhi honge tab tak hamari trading better nhi ho sakti hai
    • #3 Collapse

      Re: Trading account wash honey ki main vjha?

      Dear jab ap ais market mai kaam karty ho to ap ko pata hota hai k ap k pass kitna capital hai aor ais mai ap ko kitna risk lena chaye magar jab hum ais market mai kaam karty hai to hum ais mai lots bari lagaty hai aor aus k sath hum stop loss ni lagaty jis ki waja se humri trade loss mai jati hai aor hum aun ko close ni karty jis ki waja se hum ko kafi loss hona start ho jata hai, ais k sath sath hum ne ye dekha hai k jab trades loss mai jati hai to aus time banda ais mai aor trades laga deta hai jis ki waja se over trading ho jati hai aor aus k baad ap ko ais market mai kafi zayda loss hota hai aor ap ka account wash ho jata hai.
      • #4 Collapse

        Re: Trading account wash honey ki main vjha?

        Dear ap ki bat bilkul sahe hai k forex trading market mn ager ap lot size ko control ni krty ya ap ki trading mn planing aor discipline ni hota ya ap ki trading skill achi ni hain tu ap kbi bhe forex market mn kamyab ni hoty aor ap ka account bahut jald wash ho jay ga
        • #5 Collapse

          Re: Trading account wash honey ki main vjha?

          Traders kay account kay wash honay ke bohot sari reasons ho sakti hain . yeh traders ke trading habits per bohot ziada depend karta hai ke woh kis trah ke trading kar rahy hoty hain. Lakin ager generally baat Karin tu phir account wash honay ke main reason profper money management ka na hona hai aur had say ziada greed hain jin ke waja say ziada tar account wash hoty hain.
          • #6 Collapse

            Re: Trading account wash honey ki main vjha?

            Trading account ki wash honay ki main waja ye hoti hay kay trader kabi bhi apna risk manage nahi kerta. wo open trade laga kay forex ko dawat day raha hota hay kay wo apnay account ko forex market kya rehm per chor raha hay jis ki waaja say us ka sara account wash ho jata hay. jab market move kerti hay to chotay account us kay agay nahi tik saktay.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #7 Collapse

              Re: Trading account wash honey ki main vjha?

              Forex trading business mein new trader k account is liye wash hota hy k new trader ko forex trading business ki learning knewledge aur experience kam hota hy is liye New trader jab bhi trade open kartay han wo market ko samjh nhi saktay aur experience kam hone se ki waja se analysis k baghair trading kartay han aur New trader greed se trading kartay han aur jald bazi mein trading kartay han tu account wash ho jata hy

              اب آن لائن

              Working...
              X