Forex trading main stop loss jitna important hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main stop loss jitna important hai
    Agar ham stop loss ky baghair forex market main trade open ker lety hain tou ho sakta hai market ki big movement hamari open trade ky against ho jaey jo kabhi bhi ho sakti hai tou hamara account hi wash ho jaey lekin agar calculated points per stop loss laga ho tou aesa loss easily recover kia ja sakta hai
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

    Stop loss apky balance ki security ky liay bahot zaruri hota hai ky ap agar apny balance per chahty hain ky long time ky liay trading chalti rehy tou ap her open ki jany wali trade main stop loss zarur lagaen warns aesa bhi ho sakta hai ky aik trade open kerny per hi apko into loss ho jaey ky apka account hi wash ho jaey lekin stop loss hit horny per bhi loss small amount main hota hai aur recover Kia ja sakta hai
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

      G han forex trading men wesay tu log stop loss ko bahut kam use kartay hen lekin trading men iss ki importance bahut ziyada hoti hey iss ki waja yeh hoti k woh k kabi kabi market ka trend achanak change bhi ho sakta hey jiss ki waja se traders ko bara loss ho sakta hey agar stop loss ko manage kar liya jay tu agar trade men profit nah ho tu bara loss bhi nhi hota
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

        g haan bhai jaan as forex trading main stop loss zarory tu hai likn atna bhi zarory nahi kee jitna take profit hi ham ko as main zyada tar stop loss ko lagn nahi chahiy hai ham ko chahiy hai kee ham as main take profit ko hi as main use karna chahiy hai tu hi ap as main se koi profit hail kar sake gee agar profit hail karna hai tu as main ap ko aesa hi karna ho ga as main ap mihnat se kam karen gee tu ap ko as min mihnat ka phal zaror mile gaa as main ap tu hi earning kar sake gee
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

          Jee han forex trading mein stop loss ki apni ahmiyat hai jisko hum ignre nahi kr sakty ager hamari trade pe stop loss laga hoga tu hum big loss se bach sakty hein kionkeh market ki movement kisi waqt bhi hamary khilaf ho sakti hai aur hamara account wash ho sakta hai,mera bhi account wash hua hai ager stop loss laga deta tu account wash na hota.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

            BiLkuL Sahii Kaha Aap Ne Bhai Jan...Forex TRADING Main Stop LoSs BhOt Zyada ZarooRi hoTa Hai Or iSka Istemaal Bhi ZaRoor KaRna chaHeay...Q k is Se Hamen Agar loSs Ho Bhi JaaEy to To hmaRa AccoUnt Wash hoNay Se Bach Jaata Hai Or Hamen Kam se Kam Loss HoTa hai...isLiYe StoP Loss KO haR Haal Main Use KaRna Chaaheay So That seCuRe Trading Ki Jaa SaKay...
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

              Forex trading business mein stop loss ki buht ziada ehmyeet hy kiok stop loss ko laga kar trading karne se hum apne account balance ko save rakh saktay han kiok agr trade mein stop loss nhi Hy aur trade loss mein jati hy tu is se account wash ho sakta hy aur agr stop loss ho ga tu trade close ho Jaye gi aur ap market mein majood reh kar apne loss ko recover kar saktay han aur profit earn kar saktay han
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

                Forex trading main stop loss boh hi zayda important hay. ager ko trader apna stop loss lagana bhol jata hay to wo apnay account ko risk per chor deta hay. wo apnay account ko bachana bhol jata hay aur forex main aik bar ap ka account bach jaye to ye ap ki luch hay. hala kay boht mushkil hota hay kay account chota ho aur trade stop loss ka bina lagi ho aur account bach jaye.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

                  forex main hum jab stop loss ka use karty hain to is main kafi faida hota hay kun kay hum jab is main high risk main kam karty hain to is say ye hota hay market main agr ziada profit ho skata hay to market humary order kay against b ho sakti hay so humain is main stop loss ko use kar lyna chahiye ta kay ziada loss nai ho sakay or aik limit tak hi loss ho sakay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

                    forex aik online business hain is main stop loss ki bohat hi zada ehmiyat hain hamy market ko achy sy samaj kar is main expert ho kar is main stop loss ko laga kar is main trade lagani chahey pher hi ham is man kamyab ho sakty hain or acha profit hasial kar ky apni zaroto ko pora kar sakty hain yai aik international business hain
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

                      hamy stop loss ko use kar ky kam karna chahey stop loss aik acha tool hain hum jab is ko use kar ky kam karty hain to hum ache earning hasal kar lety hain forex aik online business hain hum is mai agar bager learning ky kam kary gy to hamy loss ho jy ga is mai market ka balm nahi hota forex aik internatinal or legal business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

                        forex mai stop loss ko use kar ky mahnet sy kam karna chahey pher he hum kam kar ky ache learning hasial kar saky gy or apnhe zarorto ko pura kar saky gy forex aik unique business hain hum is mai bager pasiao ky account bana kar be kam kar sakty hain is mai hum apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain forex aik unique business hain
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading main stop loss jitna important hai

                          Assalamu Alaikum dear Forex member aapne bilkul theek kaha hai lekin main aapko apna masala Dena Chahta Hoon Ki Forex mein softros bahut hi importance rakhti hai ki agar Hamein Stop loss Lagate Hain Tu Ek limit Tak Hamein loss Hoga aur FIR train khojakhoji laws may close ho jayega isliye Amaze Stop loss aur take profit ka use Forex Mein karna chahie
                          Visit My Profile

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X