what are the fundamental analysis

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #466 Collapse

    mere bhai muje to es ke baare me kuch pata nahi hai leken agar hum ne analysis ke baare me seek liya to hame forex me acha munafa melega . analysis aksar senior members seekte hai aur mrket me acha munasfa karte hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #467 Collapse

      dear fundamental analysis ka ma na name suna hay laken ma forex ma new ho laken is ka bara ma kuch kha nah ja saktaa ma is lia baki sab sa jwab dia hay mere bi information ma afza ho gaya
      • #468 Collapse

        Fundamental analysis ka matlab hy k news hain our jab hhe news release hoti hy to market boht zieda fluctuate krte hy our jo in ka knowledge sahe manoun main rakhty hain wo fundamental analysis py trading kr k boht profit kum time main bna leta hain.
        • #469 Collapse

          mere dost fundamentals analysis k liye ap google se koi b website search kar skty ho aur news any par ap trade kar sakty ho aur yeh fourm b ham ko mail main weekly news ka schedule deti hai ap waha se fundamental analysis ko follwo kar sakty ho
          • #470 Collapse

            jo mujhy pata ha fundamntal k baray main k yeh fundemantel reorts pa depend karta ha hum un reports ki base pa is ka analysis karty hain or market ki movement bull ya bear ka andaza lagaty hain
            • #471 Collapse

              fundamental analyse say murad is main market k up or down hai means k is main aap ko diakhna hota hai k marekt kis tarag ja rahi hai or aap is ko daikh kar is main trade laga daitay ho is say aap ko profit gain hota hai
              • #472 Collapse

                forex ma kam karny k liye technical analysis aur fundamenta analysis lazmi ha dono ko dekh kar trding karni chaiye is tara loss nai hota google ma search kar k dekh lay bohat sari sites is baray ma info deti ha
                • #473 Collapse

                  well my dear friend, Forex trading ki market ko understand karnay aur uss ko analysis karnay kay leay bohat say tarikay hotay hain jinn mein fundamental analysis bhi aik tarika hai aur jesa word ki meaning say he pata chalta hai kay bunyadi aur basic analysis kay hain jo kay bohat matte karta hai...
                  • #474 Collapse

                    Forex trading min market ko theek toor pe understand karin to hum kafi bari earning bhi le sakte hin hum agar market ko understand karna chahin ot humare pas kuch zarye hin jeise ye fundamental aur technical indicators hin to hum en indicators ko use kar k marekt ki next move ka andaza kar leite hin aur profit bhi earn kar leite hin.
                    • #475 Collapse

                      fundamental analysis is very easy and comfortable business.so fundamental analysis is main social work,economic level is important very support.i think forex very useful in the world.so fundamental analysis is our best opportunity.
                      • #476 Collapse

                        bhai news ke lye ham ko bohat sari sites ko visit karna parta hai is lye forex me ham ko news ki timing me agar sahi pata ho to trading karni chahiye kiun ke news aik best cheez hain forex me is lye news ke oper he ham ko focus rkhty hue zyada trading krni chahiye .
                        • #477 Collapse

                          yer mare dost pakistani Forex forum ky fundamental analysis hai ky kisi ky post copy nahi karny eik thread ka jawab safe eik bar hi dany hai bara bara nahi dany hai forum ky rurel ko falow karan hai
                          • #478 Collapse

                            mujhy pata ha fundamntal k baray main k yeh fundemantel reorts pa depend karta ha hum un reports ki base pa is ka analysis karty hain or market ki movement bull ya bear ka andaza lagaty h
                            • #479 Collapse

                              fundamental analysis me ham ne dekhna hota he ke market me konse aese evnents hote hen jin se market ki movement par farak parta he jese fomc he is se market kuch hi time me boht hi ziyada fast move karne lag jaati he aese analysis ko ham fundamental analysis kahte hen
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #480 Collapse

                                mere dost mein apko yeh kahana chata hun ke forex trading ke andar fundamental anayls bhut zyada importatn ha yah analysis news ke uper bante hain is lea ap fundamental analysis ko importance dain ignore an a kran.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X