Usd/Chf currency pair ki movement slow kion hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Usd/Chf currency pair ki movement slow kion hai
    Mera aap logon se yeh sawal hai trading krny k liye waisy tu boht se currency pairs hein aur unki market mein movement bhi achi hoti hai lekin Usd/Chf aik aisa currency pair hai jiski market mein movement boht slow hai,iska reason bata dein?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Usd/Chf currency pair ki movement slow kion hai

    currency pair ki movement slow ja rahi hai Kyunki market me invest in nahi hai agar investment hoti to iski movement be amazed Jyada hoti Hui Nazar Aate Hain Log Yahan Par bhashan karke bahut yaad aaye nahi kar sakte hain Itna Jyada Hum Log Yahan Par investment Karte Hain Uske Samne wala long time ke liye accha planning mil sakta hai working to increase business management Hum Apne account course table and strong kar sakte hain Is Pal long time ke liye working kar sakte hain kuch samajh Na Maar liye bahut jyada important hota hai aur Hamare liye kaam we both Ahsaan ho jata hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Usd/Chf currency pair ki movement slow kion hai

      Brother jis currency pair news zayada effect karti ho us ki movement fast hoti hay aur news ki strength k mutabik us ki market fast hoti chali jati hay, but usdchf par news bahut kam effect karti hay aur es k baray main koi news release hoti bi hay to woh low impact news hoti hay yahi waja hay kah yah pair bahut slow hota hay.

      اب آن لائن

      Working...
      X