Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?
    Forex trading men kuch new traders ko jab pahli kamyabi milti hey tu woh over confidence ho jatay hen aur proud feel karna shuru kar detey hen jo k bilkul ghalt bat hey yeh aik business hey aur iss men agar aj profit mila hey tu kal loss bhi ho sakta hey iss liay aik kamyab trade honay pe ziyada khush nhi hona chahiay balkay loss ho ya profit dono time hamari feelings aik jesi honi chahiay
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

    Yes dear thk kaha ap ne q k agr hm apne pehly profit ko apni kamyabi smjh Len or khud ko expert smjh k learning pa fulstop lga dety hain
    Esi liye pehli kamyabi ko kbhi bhi manzil na bnaien usy step bnaien or struggle kren zayada learning kren ta k achy trader bn k bht achi earning kar saken
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

      G apne bulkul sahi kha agr start me hi ap ko kmyabi mil rahi he tw bulkul b over confidence mat hue ye baat hmesha yad rkni chye k jha hme profit Hua he Kal nuqsan b ho skta he ap profit or loss dono ko mind me rakh kr business karen qk agr in case apko loss b hota he toh ap samaj ske
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

        forex main bhot he kaaam log kamyab hote hain qk forex main 90% log loss karte hain jo k sab ko pata hain k log forex main ziyda tar loss he karte hain yaha kamyabi bhot he kaaam hain agar hum 2 3 bar kamyab ho jate hain tu humhain bilkul b happy nhe hona chahiye qk agar 2 3 baar take profit hit ho jata hain tu next baaar Sl b hit ho skta hain is liye humhain bhot he dehan k sath kaam karna chahiye forex main
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

          G han bhai ap nay achi bat ki hay, forex trading main ek risky business hay aur es main agar kisi trade say profit earn ho jata hay to es par zayada khush nai hona chaheay q kah ek adh bar profit to tukkay say bi aa jata hay esleay over confident honay ki bajaay hamain aur zayada learning karni chaheay ta kah future main bi profit earn keya ja sakay.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

            Forex trading mei pahli kamyabi agar jali mil jaeto sabar karna chahye aur apny emotional ko controlrakhna chahye esa na ho k khushi gam mein badal jaeaur jo profit mil hy wo bhi loss ho jae
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

              Forex trading Mein kaam karte huye Hum Yahan Par Kabhi B long time ke liye ka program nahi banana chahiye Jitna Jyada Hum Log Yahan Par business to develop karna chahte hain usko Soch kar Samajh Kar market correction ke hisab se hum kaam karte huye accha lagega Agar Hum logo ko accha kaam karna hai to Hame long time ke liye Ja Prabhakar Kiska Hota Hai Jitna Jyada miss program Mein Soch Samajh Kar kaam karte hain Hamare liye itna achha Ho Jayega Aur Hum Log business Kabhi acche se development kit Arab Lekar Ja sakte hain position company Kochi kar sakte hain
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

                Jee bhai aap sahi kehty hein aksar traders pehla profit milny per ziada proud feel krty hein aur woh over confidence ho jaty hein isi hal mein woh trading order laga dety hein jiska result loss hota hai is liye pehly profit hasil krny k baad khud pe control krein aur ziada mehnat krein.
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

                  market main jab first time kam karty hain to is main kafi achi eraning hasil b ho saktih ay magr is main risk b hota hay agr to first time main market main kam karny say humain acha profit milta hay to humain profud feel nai karna ho ga is main mehnat kar kay kam karna ho ga kun kay jitni hum learning karty hain utna hi humain market maian stay karna asan ho sakta hay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

                    Proud to ham mo fell krna chiya kio qk ham khosh jutny zeada hoty hy phr ham mynat hi zeaxa krty hy our kanm krny mybbhi asani hoti hybjb ham khsoh hoty hy to market ko dykhna parhna is my taime dyna asan ho jata hy pr jab khaoh nai hoty hy to bhot msla hota hy dil nai krta hy our us taime ham loss krty hy
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

                      forex aik real business hain hum is mai kamyab hoty hain to hamy proud hona chahey pher he hum kamyabe hasial kar saky gy forex aik asa business hain jo hamy learning ky sat earning be deta hain hum gar mai bath kar is mai kam kar sakty hain is mai usa or china or new yok jasy bary bary mumalik sahmil hain forex aik legal business hain
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

                        Assalamualaikum dear friends aapki baat bilkul theek hai Forex trading ke Business mein Jab Hamen first time kamyabi milti hai aur profit hassil Hota Hai
                        To Hamein Apne Aap Par proud feel nahi karna chahi Kyunki Agar Hame Aaj profit Hua hai Hi Tu Kal ko loss bhi ho sakta hai isliye Apne mind Mein loss or profit Dono ko Rakhna chahiye Hame Apne Aap Par proud nahi karna chahi balke Shukar Ada karna chahie aur Mazid minute Karni chahie ta ka next time aapko aur zyada kamyabi Hasil Ho
                        • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                        • #13 Collapse

                          Re: Forex trading men pahli kamyabi pe ziyada proud feel nhi karna chahiay?

                          Assalamu Alaikum ji haan bhai jaan aap ne bilkul theek he kaha hai main sirf Itna Kehna Chahunga ke Agar Hum isme mehnat Nahin Karenge aur accha kaam nahi karenge To Kabhi Kamyab Nahin Honge Main Toh Sab Kuch Hota Hai kamyabi ke liye mehnat karo Ge to Fir aap ismein Kamyab Honge Varna Kabhi Kamyab Nahin Honge

                          اب آن لائن

                          Working...
                          X