post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye
    members hamain kaisay pata chalay ga k hamari post ya threds ki quality bahut achi hay is k liye hamain kia karna chaye?members post aur threads write kar kar k thak chukay hain liakin unko bonus zero k barabar dia jata hay is k liye ham sab members ko kia karna chaye jis say ye mamla sudhar sakay?
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

    Dear agr ap ki posts or threads ki quality achi hogi to ap ko log zayada thanks den gy zayada reply den gy or ap khud jb write kr rhy hon gy to khud hi smjh jaien gy k posts informative hai forex se related dosron ko kuch seekhny ko mily ga ya nahe agr informative hogi to zayada bonus mily ga
    Khud zayada se zayada learning kren ta k full of knowledge posts and threads create kr saken
    • #3 Collapse

      Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

      Post and theards ki quality chek krne k liye zaruri hai k ham koi bhi post aur therd ko read kren agar usmen acha knowledge hai to tab hi wo post and theard hamare liye use ful ho sakta hai agar kissi theard ya post men knowledge nhi hai to phir uski quality achi nhi hai iske elawa ye bhi koshish krni chahiye k kissi bhi theards ya post k asplaing men mistakes kam se kam honi chahiye
      :1f33a:​KHAN70 TRADING JOURNAL:1f33a:

      CLICK HERE FOR MY VISITING JOURNAL
      • #4 Collapse

        Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

        G han forex trading men trader apni thread aur posts ki quality ko khud iss tarah check kar saktay hen k traders ki taraf se kitnay thanks miltay hen aur kitnay log iss ko read kar k reply kartay hen jahan tak mera khayal hey forex trading men apni quality check karnay ka yehi aik treeka hey
        • #5 Collapse

          Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

          Members ko apni taraf se esi posting work karni chaye key other members ko us ki posting aur threads pasand ajaye, agar zeyda thanks mil jaye to traders ko samaj lena chaye key us key posts aur threads ki quality achi hay, aur agar posts aur threads delete ya jes ko members thanks na karen to samaj jana chaye key posting work ko behtar karny ki bahot zeyda zarorat hay.
          • #6 Collapse

            Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

            اصل پيغام ارسال کردہ از: atifbaloch پيغام ديکھيے
            members hamain kaisay pata chalay ga k hamari post ya threds ki quality bahut achi hay is k liye hamain kia karna chaye?members post aur threads write kar kar k thak chukay hain liakin unko bonus zero k barabar dia jata hay is k liye ham sab members ko kia karna chaye jis say ye mamla sudhar sakay?
            Posts ki quality bahut aasani se jaake Ja sakti hai ISI Tarah Threads ki quality be aasani se check ki Ja sakti hai agar post Mein Forex trading se related Koi question ho ya information ho to wo Aaram Se Acha chalta hai ki acchi post hai
            • #7 Collapse

              Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

              Bahi forex ma apny thread ki quality wasy to koi App nai jis say ki Jay hum ko as ki quality ka pata asy chlta hy k hum ko post ki huwi threads ko zayda say zayda open comments aur thanks mil jain to samjo post ki quality achi hy.
              • #8 Collapse

                Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

                Post ki quality check karne ka sabse Zyada Aur important method Yeh hai ke aap sabse Pehle Yeh Dekhenge aapne Jo post Ki Hai Woh 500 words ki hai agar Yeh post is criteria ke mutabik pura utarti hai to aapko Yahan Par Ek achha wala bonus Milega aur aap ko pura pura bonus her post against Diya Jayega agar aap high quality post proper method ke sath match nahi karti hai aapko earning ke liye kuch bhi nahi mil sakta hai isliye time waste our Kare aur proper method ke saath kaam kare aur achi wali posting Kare jisse Sabko benefit mil sake aur information mil sake
                • #9 Collapse

                  Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

                  Brother agar ap threads ya pots ki quality check karna chahtay hain to yah dekhain kah ap ki threads aur posts ko ketna like keya jata hay aur ketnay thanks miltay hain, jetnay ap ko thanks milain gay utni hi zayada ap ki posts aur threads ki quality achi hogi so es k leay koshish karain kah apni threads aur posts main kuch na kuch informative dain.
                  • #10 Collapse

                    Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

                    اصل پيغام ارسال کردہ از: atifbaloch پيغام ديکھيے
                    members hamain kaisay pata chalay ga k hamari post ya threds ki quality bahut achi hay is k liye hamain kia karna chaye?members post aur threads write kar kar k thak chukay hain liakin unko bonus zero k barabar dia jata hay is k liye ham sab members ko kia karna chaye jis say ye mamla sudhar sakay?
                    Agar ap post or threads ki quality ko daikhna chahty hain to us k liye ap bas itna krain k jo posts apny ki hain us main daikh lain k forex sy related baat ki hai ya nahi agar baag ki hai to achi post hai
                    • #11 Collapse

                      Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

                      yes dear post ki qualities bhto easy chek ki jati han agar kisi b member ne koi thread opan ki hain and apne us thread ko dekh kar hi jawab dena hain and splling ko check kar k he reply dena han tu aapki post py thanks aye gy agar apki post koi read kare and usk liye thanks full hoo tu pher aapko bouns b acha mile ga qk jitni aapki post py thanks aye gy us say pata chal jata hain k aaapki post or memrbs k liye bhot he thanksfull hain
                      • #12 Collapse

                        Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

                        Dear friends,aap ager apni posting aur threads ki quality check krna chahty hein tu forum pe check krein aapki posting aur threads ko kitny thanks milty hein aur kitny reply aty hein is tarah aapko pata chal jayega k aapki posting aur threads ki quality kitni achi hai.
                        • #13 Collapse

                          Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

                          posts or thread ke qualities ko dahkny ky liye hamy apne posts ko read karna chahey forex aik online business hain hum is mai live or sada urdu maui trading karty hain yai students ky liye bohat ache job hain hum is mai apne marze sy time table bana kar kam kar sakty hain yai aik asa business jis mai hum learning ky sat earning be hasial kar sakty hain
                          • #14 Collapse

                            Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

                            post m agr sahe sy ap ny knowledge faraham kia hy logon ko to post ap ki aik dam sahe ho gi ya kisi ki post sy faida hwa hy to wo best post hoti hy us par ap us post krny waly ka thanks zaror ada kryn es sy us ka holsa bharta hy. r agr topic k bary m nai pta to yahan search bar m ap search kr k ap us k bary m aik boht he achi jan kari b ly skty hyn.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: post aur threads ki qualities kaisay check ki jaye

                              hamy thread or posts ke quality ache rahkne chahey pher he hum acha bonus earn kar saky gy forex mai hum live or sada urdu mai trading karty hain hum is mai part time be kam kar sakty hain hum is mai full time be kam kar sakty hain yai job less mans or house wife's ky liye bohat ache job hain forex aik world wide business hain

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X