Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai
    Main janna chahta ho ke Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai aur aap iss me kese apny experience aur knowledge ko improved ker sakty ho
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

    Bhai jan asslam o alaikum. Apki baat sa agree karta hoon. And main apko btana chahta hoon k is main koi zyada special difference nahee hy. Ager ap k pass knowledge forex k baary main nahee hy to ap kabhi bbi forex main success nahee ho skty. And ager ap k pass knowlsdge nahee hy to ap phir bhi success nahee ho skty. So brother hamain zyada sa zyada is k baary main learn krna chaheye.
    • #3 Collapse

      Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

      Dear forex trading bht hi complicated hai es ma ap na to without knowledge kam kr skty hain or na hi without experience kam kr salty hain es ma kam krny k liye ap k pass jitni zayada learning kren gy ap ki knowledge it I hi increase hogi esi liye pak forum pa zayada se zayada mehnat kren ta k ap trading se related sb kuch seekh saken or achi strategy bna k demo ma practice se acha experience gain kr k achi trading kar saken
      • #4 Collapse

        Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

        Dear jab ap ais market mai sirf study karty hai to ap k pass ais market ka knowledge aa jata hai jis se ap ko ye pata hota hai k ais market mai kaam kaisy karna hai aor aus k baad ap ais mai asani se kaam kar sakty hai ais market mai agar ap ne kaam karna ho to ap ko ye pata hona chyae k ais market mai ap k pass experince hona chya jis k liay ap ko dem account par practice karni hoti hai aor aus k baad ap ais mai kaam karo gay to ap ko ais mai experince aa jaye ga magar knowledge ho to aus se ap ko trade karny mai help mil jati hai magar sath experince hona lazmi hai warna ap real account par ais market mai loss kar ley gy.
        • #5 Collapse

          Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

          G friend ap bilkul thek kah rahy hai ka forex trading ma knowledge or experience ka hona boht zarori hai knowledge or experience ka bagair hum kuch nahi kar sakty knowledge or experience ka bagair insan taraki nahi kar sakta is liya chahiya ka zayada sy zayda mehnat kary
          • #6 Collapse

            Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

            PakiStan foReX main knoWLedGe or exPeriEnce Main bhoT Zyaada Farq Hai...KnoWLedge To HaR trader K Pas thoRi BhOt HoTi hai LeKin experience K Baghair Aap ko iS KnowledgE ka Koi Faaida nai isLiYe JiTna ho Sakay KnoWLedge Bhi Hona Chaaheay Lekin DeMo Account Py EXPeriEncE bhi KaRna chaaheay woH isliYe k aGar huM MaRketiNg KaReN To PeHlay se Hii HuMen MaRket K baRay main iLm Ho Or huM Achi Tarha se Deals crack kaR SaKeN...
            • #7 Collapse

              Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

              Knowledge ap ko kisi cheez k bary mein aagahi fraam krta ha jb k experience ap ko us cheez ka master banata ha us ki eechi beechi ka batata ha phly ap ko knowledge hasil krna perhta ha tb us k bd experience hasil hota ha
              • #8 Collapse

                Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

                g han bhai jan ap ne bilkul theek hi kaha he forex trading bht hi complicated hai es ma ap na to without knowledge kam kr skty hain or na hi without experience kam kr salty hain es ma kam krny k liye ap k pass jitni zayada learning kren gy ap ki knowledge it I hi increase hogi esi liye pak forum pa zayada se zayada mehnat kren ta k ap trading se related sb kuch seekh saken or achi strategy bna k demo ma practice se acha experience gain kr k achi trading kar saken ge thanks bhai jan....
                • #9 Collapse

                  Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

                  g haan bhijaan agar hamre pas as main knowledge nahi ho gaa tu ham a smain kam nahi kar sake ge as liy hamre pass as main knowledge ka hona bohat hi zarory hai agar hamre pasa as main experience nahi hai tu ham a smain kam kar sake gee likn ache se nahi
                  • #10 Collapse

                    Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

                    Sir agar hamary pass acha experience hai tu hamain as mien lazmi earning ho gi or agar hum as mien aa ker earning k lye aik try kerna hota hai or mien as mien her bar achy say try kerta hoon k as mien hum aik bhut he achy trader ban sakty hien.
                    • #11 Collapse

                      Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

                      Dear forex trading kay knowledge ka matlab hay kay humay trading kay baray ma pata huna chayi kay kay order kitni kisam kay hutay han aor kesay place kiye jatay han is kay elawa pair aor metals ma Kia faraq huta hay aor experience hamari wo salahiyat huti hay jis per hum trading kertay han yani konsa pair kitna up ya down ja sakta hay aor kon si situation hu tu bullish kay chances hutay han aor kin halaat ma bearish movements hu sakti hay.
                      • #12 Collapse

                        Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

                        Bhai jan sedhi se bat hain agar apko is mein kafi aarsza ho gaya hain to siko exprinces kahe ge aur jo new hain aur is bare mein abhi knowldge hasil kar hain isko knowldgeh kjahe ge agar apke exprinces hain to ap is mein earn kars aktehain apko is mein zada mehnat karni cxhahye pher ja kar ap is mein earn kars akte hain ye aik best online site hain jis mein ap kam kar skate hain
                        • #13 Collapse

                          Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

                          Agar Hum Pakistan Forex Mein kaam karte hain to Hame Apne defence Rakhna hoga Jaise Ke Hum Apna experience or knowledge hoga toh hum achha trade kar Payenge Jis Se Hum profit eran kar sakte hain thanks
                          • #14 Collapse

                            Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

                            Forex trading main knowledge aur experience main boht farak hay. knowledge wo hota hay jo trader kisi kam kay kernay kay liye us kay baray main kisi bhi source say hasil kerta hay aur experience wo hota hay jo us knowledge ki base per trading ki practice say ya live trading kernay say hasil hota hay. is liye knowledge aur cheez hay aur experience aur cheez hay.
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: Pakistan forex me knowledge aur experience me kia difference hai

                              Pakistan ak forex forum hai. Es forum mai ap ak dursay sey apna knowledge shar kr sakty ho. jis key bad ap market mai apni khud ki strategy ban sakty ho. Ap ko knowledge ka es lye bhe difference hai k har forum member ki apni opnion hai es waja sey bhe difference hai.

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X