Candle sticks ki importance

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Candle sticks ki importance
    Hum sirf yeh samajhtay hain kay forex mein candle stick price kay ouper neechay honay ko show kerti hain magar iss ki aehmiat yeh bhi hai kay iss ki formation hum ko yeh bhi batai hai kay iss kay baad yeh bhi mumkin hai kay her aik candle aik ishara hoti hai market kay trend ka
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Candle sticks ki importance

    candle stick ki samajh hona bohat zaroori ha acha market ka trend ap candle sey he predict kartay ho candles ki jisko sahe samajh hoti ha usko ye faida bhi milti ha k aik candle k bannay uski move sey ye maloom hota ha k next market ka kya behaviour hoga esliye candle sey ap bohat he best knowledge le kar benefit ley saktay ho
    • #3 Collapse

      Re: Candle sticks ki importance

      Forex mein candlesticks ki bht ahmiat ha taqreebn hr trader en candles pe hi trading krta ha yehi forex ki zuban ha jis ko smjh k hm trading krny k qabil hoty haen
      • #4 Collapse

        Re: Candle sticks ki importance

        Forex mein jab aap trading kertay hain tou aap ko trading chart per kaam kerna hota hai aur chart dou qisam kay hotay hain aik line chart aur doosra candle chart aur inn mein sae candle chart per trading aasaan hoti hai aap ko candle mujtalif time ki market ki movement batati hai jis sae aap ko market ka pata chalta hai
        • #5 Collapse

          Re: Candle sticks ki importance

          Dear brother forex trading Kay business ko samajnay may buhut arsa laghta hay our Jo members is business Kay main points ko samaj jathay hay wo kabhi bee loss nahe karthay our candle sticks ko samajnay Kay liay buhut experience ke zaroorat hothi hay is liay ase cheezay Jo aap k liay faidamandh ho osko seekna buhut zarori hay
          • #6 Collapse

            Re: Candle sticks ki importance

            Dear jaha tak baat hai candle stick pattern ki to ais mai ye hai k ye zayda tar reversal k time par banty hai magar market ain ko tab hi sahe follow karti hai jab ye kisi resistance ya support par banty hai agar ye waisy hi kahe ban jaye to aus time ain ka koi faida ni hota ais liay agar ap ne candle stick pattern par kaam karna hai to ap ko sath price action par kaam karna chaye ais se ap ko ye faida ho ga k ais market mai jab bhi ye pattern kisi support ya resistance par bany gay to aus time ap ais mai acha result le sakty hai ais market mai waisy to bahot sary pattern hai agar kuch aisy hai jin par lazmi trade karni chaye jaisy hammer, pin bar, shooting start etc.
            • #7 Collapse

              Re: Candle sticks ki importance

              Assalam o alaikum dear brother ap ki postl bohat thek kahi hai aur mere knowledge mai b izafa hoga.thnx
              • #8 Collapse

                Re: Candle sticks ki importance

                G han forex traders candle sticks plays the vital role in trade in k upwards or downwards trends inko clearify kr ty hn lakin yh hmen yh b massage deti hy k jb aik candle pori ho jati hy to dosri candle kis trend me move kr skti hy traders k lye yh aik indicstor k kam b krti hy k ager candle red color me pori hoe hy to next wh green ya blue b ho sakti hy japani candle k according is lye trade me inki importance boht ziada hy.
                • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                • #9 Collapse

                  Re: Candle sticks ki importance

                  forex may jab hum kam karty hain to is may jab hum trading karty hain to is may candle sticks ke bohat ahmet hay jab hum market may trading karty hain to is may candale stick hamry liay bohat aham hay is ko use kar kay hum market kay behavior kay barey may jan sakty hain kay market ke next step kia ho ga forex poors mans or job less mans kay liay boht achi job hay wo is may kam kar kay achi earning bhe hasil kar sakty hain

                  اب آن لائن

                  Working...
                  X