Ziyada lot size ka matlab greed hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Ziyada lot size ka matlab greed hai?
    Aksar hum forex trading mai risk management ki baat kartay hai k jaise be ho risk ko minimize karna seeko taake ap baray type nuqsaanat say bachay rahay so yahan par hum ye baat be karna chahtay hai k aksar log lot size k baray mai ziyada muhtat nahe hotay aor small amount par be ziyada lot size walay trade laga daite hai onka maqsaad yahe hota hai k jald say jald wo ziyada earning kar sakay so yahan par ziyada lot size ko agar hum grees say tashbeeh dai tu maire khyal mai koi ghalat baat nahe hogi q keh ziyada lot sizd apkay risk ko mazeed bara daite hai jesko aksar hum minimum rakanay ki baat kartay hai ..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Ziyada lot size ka matlab greed hai?

    Yes dear zayada bary lot size greed hn q k zayada risk lety hain hm jb zayada kamane k liye to hmy bht loss face krna parta hai esi liye apne account balance k according risk ko minimize krty huay achi trha soach smjh k trade sett kren ta k zayada loss bhi na ho or profit bhi acha ho or greed na kren agr achi earning krni hai to patience se kam kren.
    • #3 Collapse

      Re: Ziyada lot size ka matlab greed hai?

      yes brother maia p ki bat sy agree kerta hun waqi ager koi choty amount ky account mai bari lot yani 1.0 ki open kerta hy bhaly ap ka account 1000$ bi tu bi mai samhjta hun ky yi bahut bara risk ho ga or yi lalch ki hi waja sy ap nya isa kiya ho ga is terha sy trade ko kerny mai yi nahi kaha ja sakta hy ky ap ny trade lagai hy balky ap ny gambling ki hy or apny account ko risk mai dal diya hy kiyo ky yi market hy aise hy jis mai ap ko kabi bi koi cheez 100% nahi keh ja sakti hy lehaza apny account ko ahista ahista grow kery taky ap ko loss na ho .
      • #4 Collapse

        Re: Ziyada lot size ka matlab greed hai?

        Ji Haan biLkuL main Aap Ki Baat se agree KaRta Hoon K ziada Lott Size MatLab gReeD Hii Hai Q k jab Traders Ko ThOri BhoT Samajh Aanay LaGti Hai To wOh Zyada ProFiT Haasil KaRNay k liYe zyaada inVestMent KaRtay hain Or iS taRha Woh jo Account Main BaLance HoTa Hai us ko Bhi Kho Bethtay Hain isLiYe JiTna Ho Sakay Risk ko Manage KaRna Aana Chaaheay Or Kam Se Kam investment Py Trade KaRNa cHaaHeay Taa K BaLance kam Bhi Ho JaaEy To AaSani se ReCoVer Ho SaKay...
        • #5 Collapse

          Re: Ziyada lot size ka matlab greed hai?

          Ji my dears baz logon ko pips k sahe malomat na hony k waja sy wh log jb forex trade ka hissa banty hn to short investment py ziada k chaker me standerd lots ka istmal kr jaty hn is tarha risk maximization barh jati hy jb k assets ko safe rakhny k lye or trade me long time rahny k lye lot size kam sy kam rakhna chaye aisy apki trade risky nhe hoti or loss k chances b kam rhty hn lakin log lalach me aa kr sab kuch dabo jaty hn .
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #6 Collapse

            Re: Ziyada lot size ka matlab greed hai?

            g haan bhai jaan ap ne thek hi kaah hai kee zyada lot saze ka matlab hai kee ye greed ain as main ham ko chahiy hai kee ham ko as main zyad lot saze nahi lagny chahiy hain tu hi ap as main loss se bach sakte hain agar as main loss se bachna hai tu as main ap ko gred karne se bhi bachna hoga as min kabhi bhi greed nahi karna chahiy hai tu hi ap as main yany forex trading main kamyab ho sakte hain aesa zarorv karna hai

            اب آن لائن

            Working...
            X