Forex trading say earning qismat ki baat hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading say earning qismat ki baat hai?
    Apko kiya lagta hai k forex trading say earning sirf aor sirf qismat ki baat hai ya nahe ye sara ka sara mehnat aor experience par dependent hai aise buhot say log apko melangay jeska concept yahe hai k forex mai koi skills aor experience nahe chalti sirf aor sirf qismat ki baat hoti hai aor sara ka saara trading he qismat par dependent hota hai maira tu personally khyal yahe hai k ye sub misunderstanding hai qismat ki baat ka koi taluq yahan par earning say nahe hai forex mai earning taab hogi jab apkay paas ache experience aor skills hogi warna buhot he mushkil kaam hai earning k baray mai sochna ..
    Zuhaib9988 Trading journal
    https://investsocial.com/ur/showthread.php...rading-Journal
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading say earning qismat ki baat hai?

    G asslam o alaikum. Bhai apko main kahna chahta hoon k ya kismat ki baat hy q k 90% log is main loss hi krty hajn. And 10% members success hoty hain. And kismat ki baat hy k success ho hain. And ya baat bhi hy k jiss ka pass knowledge ho acha experions bhi ho and tradding k mutaalik techniques bhi hon to wo laazmi hi success ho skta hy. And ya work matllab k ya tradding wala kaam bahot zyada complicated hy. Ya koi easilly nahee hy. So, jo bhi is ko karta hy wo sara ka sara ficus uder hi rkhta hy. Ager thora bhi focus side par chla jay to bahot zyada loss hony ka khadsha hy.
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading say earning qismat ki baat hai?

      Bhai qismet hr time ni khulti hr trade ap qismet pe ni chor skty es business ko ap ne seekhna hoga aur apni mehnat se trading krni hoge jb ap mehnat krean ge tu luck khud bakhud ap ka sath se ge.mehnat mein azmat ha es lye ye qismet wali bataen chor daen ab
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading say earning qismat ki baat hai?

        Dear mery khyal ma to forex trading ma hm qismat pa depend nahe jar skty es ma wohi achi earning krta hai jo zayada mehnat krta hai zayada learning kr k achi practice se bht acha experience gain krta hai or apni knowledge pa depend kr k tools and indicators ko use krty huay trading krta hai wohi achi earning kr skta hai
        • #5 Collapse

          Re: Forex trading say earning qismat ki baat hai?

          dear hm logo ko qismat ki sachai sy inkar nahi hy per hm log ko sirf is qismat ky hi asry per batihna nahi hota hy ap ko ager kamyabi hasil kerni hoti hy kisi bi kam mai tu lazmi ap ko mehnat kerni hoti hy or mehnat ky bary mai kaha jata hy ky yi ap ko kabi bi nukhsan mai nahi hony dy gi lazmi ap ko faida mily ga ya tu jaldi mil jay ga ya phr ap ko dair sy mily ga per mily ga zaror is liya mehnat ko naho chorna hy.mehnat ky sath sath ap ny jis cheez ko or bi sath rekha hota hy wo saber hy yi bi bahut lazmi cheez hy jo ap ko kamyabi ki terf ly ker jati hy lehaza forex mai ager kam kerna hy tu learning ky sath sath hard work bi bahut zarori hota hy tabi asani ky sath ap is market mai kamyabi ko hasil ker sakty hy.
          • #6 Collapse

            Re: Forex trading say earning qismat ki baat hai?

            No I Think BiLkul Bhi Nahi...Sirf qiSmt ki Baat Nai Hoti BaLke MeHnat kaa BboT Zyada Hath HoTa hai Kisi bhi inVeStor Ki Kaamyaabi Main isLiYe JitNa HoSakay FoRum or MaRket Ko tiMe deNa Chaaheay oR maRket Ko saMajhnay Ki KoShiSh KaRni Chaaheay Or Experience bhi ghaLat DeCisions se Hii HoTa hai agar Koi BeGiNner Shuru Main Koi Ghalti kaRta Bhi Hai to Next Usay aik Hii GhaLti Baar baaR kaRnay Se Avoid KaRna Chaaheay...LihaaZa Yeh SiRf Qismat Py Nai Balke Apni Kaabliyat Py bhi DdPeNd KaRta Hai...
            • #7 Collapse

              Re: Forex trading say earning qismat ki baat hai?

              Dear friends forex main Kam Jo hota hai itna essy behi nahin hota keh Banda ek mints main passy Kama lay or es main shoro main bari he mehnat karni partai hai or jab Banda work Kar layta hai to pehr is pe acha khasa business Kar sakta hai or pehr woh passy waghair Kama skta hai
              • #8 Collapse

                Re: Forex trading say earning qismat ki baat hai?

                Assalamu Alikum
                Agr hum har kaam ma kamiyabi ka hasil krna apni qismat r moqdrr prr cor dein gy r mehnet e nai krein gy to hm kbi b a Kacy bussiness man nai bnn sqty, ye bat tea kh k jo ceez moqdrr ma liki hoti h wo e milti h but es ka ye mtlb nai k hum forex k kaam r tradi g ma mehnet e krna cor dein, mehnet kr k hum forex ma bht aca bonus kama sqty hein r wasy b kisi ny kaha h k mehnet ma azmat h.


                Thanks
                • #9 Collapse

                  Re: Forex trading say earning qismat ki baat hai?

                  dear friend yeh to hy go hamary naseeb main hota hy wahi hum ko melta hy aur as kleye ap apny naseeb ko ach bana sakty hain as main mhnat say aur woh log zaror kameyab hoty hin jo mahnaty hot hain as leye ap bhi mahnat karen aur forex min kameybi hasel karen
                  • #10 Collapse

                    Re: Forex trading say earning qismat ki baat hai?

                    mere khiyal me tu forex me earning k liye qismat k nhi balke hmn apni mehnat aur knowledge k base p milta hi kuon k apko qisam sirf profit nhi dila sakti balke hmn forex p apne posts ko informative bna k hm forex se acha bonus le k aur sb se ihm iske tred ko ache se sekh k kam krenge tu profit earn kr sakte hn
                    • #11 Collapse

                      Re: Forex trading say earning qismat ki baat hai?

                      G han bilkul yeh to qismat kibaat hy kis ko kitni earning hasil hoti hy hmain apni mehnat k sath apni qismat pa bhi trust krna chahaiy jo log khud pa trust karty hain wo hamesha kamyab hoty hain.
                      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                      • #12 Collapse

                        Re: Forex trading say earning qismat ki baat hai?

                        Nhh asa nh h...ab hm mehnat sy kam na krein or careless hjaen to isy kismat ka name nh dena chye mra manna h wsy b k mehnat sy sb mumkin h

                        اب آن لائن

                        Working...
                        X