Loss ki reasons

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss ki reasons

    اصل پيغام ارسال کردہ از: irfannomani پيغام ديکھيے
    Dear friends, main aj ap logo say reasons share karna chahta hon kah forex trading main 90% logo ko loss q hota hay, loss say sab say bari 2 reasons hain, ek lack of knowledge hay aur dosri lalach hay, eni 2 bato ki waja say bahut saray traders ko forex trading main loss hota hay.
    Heyy.. G Pakistan forex trading. Me loss ki bht wajae he jis me mjhe sbse zda lgti he k knowledge ni hti sai se phle smjte nhi he r trading start kr Dte he aise lgo ko hmesha loss hota he knowledge bohat zada zrori he ap demo account se b bht kch sekh skte ho phle time ap demo me lgae jb apko sai smj ajae phr ap trading start kre ap kamyab hnge
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss ki reasons

      Jee han aap ne theek kaha forex trading mein loss ki 2 reason hein aik knowledge ki kami jo loss ki sab se bari waja hai,knowledge k begair trading nahi ho sakti aur dosri lalach hai jis se her trader nuqsan uthata hai ager hum lalach ko control aur knowledge hasil kr lein tu hum achy trader ban sakty hein.
      • #18 Collapse

        Re: Loss ki reasons

        G forex trading business mein buht si waja han js se loss hota hy in mein knewledge ka kam hona aur greed bhi hy aur jald bazi mein trading karna aur experience ka kam hona hy lakin agr knewledge nhi aur Lalach se trading kartay han tu phr loss lazmi ho ga is liye knewledge aur experience zaroori hy aur greed se bach kar trading karni cahaiye tab hi kaamyaab ho saktay han
        • #19 Collapse

          Re: Loss ki reasons

          Dear forex main sab se bari waja los ki knowledge aur skilss na hona baki khuch log apni greed ki waja se b loss karwa bethte hain lakin agar forex main proper learning kar k join kia jai to bahut he kam chance hote hain loss k agar phr b loss ho to demo karo kam se kam 1 year tak us k bad ap dekhen k ap apka kia result hai
          • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
          • #20 Collapse

            Re: Loss ki reasons

            loss ke sub sy bare waja hamare bad feelings hote hain hamy lalch or emotions ko qano mai rahk ky kam karna chahey pher he hum loss sy bach saky gy forex aik online or kabe be band na hony wala business hain forex mai hum trading be kar sakty hain hum is mai trading be kar sakty hain hum is mai 24 ganty mai sy kese be wakt kam kar sakty hain

            اب آن لائن

            Working...
            X