Loss say mayos na hon
No announcement yet.
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #16 Collapse

    Re: Loss say mayos na hon

    G bilkul dear hamen loss hony pe mayus nhe hona chahye qk loss bhi business ka part hai hamen loss sy sekhna chahye jis ghalti ki waja sy hamen loss hota hai us ghalti ko bar bar nhe karna chahye me samjhta hon aesa karna bhot bri bewaqofi hogi
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #17 Collapse

      Re: Loss say mayos na hon

      Jee han aap sahi kehty hein loss tu business ka hissa hai aur is se bhi hamein seekhny ko milta hai,previous month mera account wash ho gaya mager meny himmat nahi hari balkeh aur mehnat kr raha hon,ager hum loss se dar jaengy tu hum kamyab nahi ho sakty is liye josh k sath wapsi krein aur pehly se ziada mehnat krein.
      • #18 Collapse

        Re: Loss say mayos na hon

        Los and Profit is a part of two business and is a part of success and failure life. You should never lose sight of the loss. You will not find any person in life who has succeeded everywhere but the person not failed somewhere. Therefore, you should never feel sad in life and if there is any harm in mistake then seeing your mistake, prevent him from repeating
         
        • #19 Collapse

          Re: Loss say mayos na hon

          forex trading business mein profit aur loss business ka hisaa han is business mein profit bhi hota hy aur loss bhi ho jata hy aur agr loss hota hy tu himat nhi harni cahaiye aur forex trading business mein aur ziada mehnat karni cahaiye aur learning knewledge aur experience hasil karna cahaiye phr kaamyaab ho saktay han aur profit earn kar saktay han
          • #20 Collapse

            Re: Loss say mayos na hon

            Loss say mayoos nahi hona chahye aksar new trader ki jab koe aik trade bhi loss main chali jati hay wo loss ko dekh kay pareshan ho jatay hain aur ye nahi sochtay kay is kay ilwa kuch trades profit bhi day gai hain. wo ai ko lay kay pareshan ho jatay hain. hala kay forex trading ki kamyabi ka ye hargiz matlab nahi hay kay ap ki sari trades tp hit hon.
            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
            • #21 Collapse

              Re: Loss say mayos na hon

              Ye to bilkul theek hai k her business main loss hota hai issl liye hum ko forex trading main bhi loss ho jaye to hum ko mayoos nahi hona chahiye kion k jab bhi loss hota hai to hum ko maloom hota hai k hum ne kia ghaltian ki theen aur insaan hamaisha apni ghaltion se hi seekhta hai aur iss terha hamara experience berhta hai aur hum aik achy trader ban jaty hain

              اب آن لائن

              Working...
              X