Forex trading main apnay kabhi stop loss lagaia hai ?
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Forex trading main apnay kabhi stop loss lagaia hai ?
    Dear aap sab members say mera aik question hai kia kisi member nay forex trading main main kabhi stop loss dia hai..
    Hamain chiay kay forex trading main hamesha take profit limit or stop loss lagain.
    Laikin ham nahi lagatay or wait kartay hain. Jis waja say hamara account aksar wash ho jata hai.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Forex trading main apnay kabhi stop loss lagaia hai ?

    G han forex trading men stop loss ko zaroor manage karen ta k ziyada k ziyada loss se bacha ja sakay iss ka faida yeh hota hey k jab ap kisi pair pe trade lagatay hen aur achanak market ka trend change ho jay tu jiss ki waja se ap ka profit loss men change ho jay tu uss stop loss ki waja se loss kam hota hey
    • #3 Collapse

      Re: Forex trading main apnay kabhi stop loss lagaia hai ?

      Yah my trading fellow forex main humean apni her trader main stop loss our take profit ka use kerna chahy pher he hum us forex business main aik professional ki tarha kaam kreian gay our us main aik kamyaab trader ban pain gay humean us main hard work kerna ho ga pher he us main hum kamayaab ho pain gay humean forex main mehnat kerna ho gee her trade sl our tp k sath kerna ho ge pher he kamyaab hoon gay
      • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
      • #4 Collapse

        Re: Forex trading main apnay kabhi stop loss lagaia hai ?

        G bilkul bhai hm ne hamesha stop loss ka istemal kiya ha meri koi trade stop loss k baghair ni hoti q k mein kbhi bhi apny balance ko risk pe ni chorta na aisa kbhi krna chaye hamaen business ka asool ha k ap apna loss aur profit khud decide krty ho tu q hm itna berha risk laen.

        اب آن لائن

        Working...
        X