A professional trader is not an emotional trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #91 Collapse

    je bilkul ap ne sahi kaha... i am totally agree with u.. wese b trading mein jAZBATI NAHI HONA CHAHYE JAHAN AP JAZABAATI HOE WAHAN AP NE LOSS KRWA DIA... SO BEGAIR PLANING K TRADING B NA KRAY........
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #92 Collapse

      yes bhai jan you are right because usy pta hota han k agr woh aisa kary ga to us ko just loss hoga or kisi ka kuch nai jaye ga or yehi reason han k woh is man apny emotional pr control rakhta han or usy koi problem nai hoti or handsome profit gain krta han.
      • #93 Collapse

        is liya hu y ka kkarat hain bcbint from emotionalism. If you are going to be emotional about it, then some small losses might discourage you. So you nee
        • #94 Collapse

          Yes A professional trader cannot be an emotional trader because he know that ups and downs are the part of market if in one moment we get profit we can lose our amount in the next one its a business we should not lose heart . .
          • #95 Collapse

            g ha janab bilqul sahi baat kahi aap ne k jo professional trader hota hai wo apni emotions ko control main rakhta hai or sabar or himat se kaam leta hai wo jaldbazi se kaam lena pasand nahi karta.
            • #96 Collapse

              g han bilkul sai kha aap nay . main aap ki bat say bilkul satisfy ho . agar aap aik achay trader banana chaho gay to aap ko us k liye bohat mehnat krna paray gi aur aap ko apnay saray gum wagera bholny paray gay yani loss ho janay ki sorat main rona dhona nai ha balkay mazeed mehnat karni ha aur achi tarade kar k acha profile earn karna ha.
              • #97 Collapse

                g dear apne baat to theak he kahe hai per mai samjta hu forex trading mai as a professional trader b loss ka he samna kar raha hota hai ye aik business hai and is mai apko loss ka b samna karna hota hai
                • #98 Collapse

                  bhai jaan forex ak aisa karobar hay jis main hum ko apny emotions ko contro karna chahye wrna humhain phaly say ziada loss ka samna karna pary ga
                  • #99 Collapse

                    yes my dear brother ye bilkul true ha professional forex traders esi waja say loss nahi kartay emotions loss karnay or non professional trading ki bohat bari waja ha.
                    • #100 Collapse

                      jo trader professional htoa hey usko forex ki market ke barey main complete knowledge hota hey aur woh is main kabhi bhi ziada emotional nahin banta hey aur is main bilkul easy ho kar work karta hey.
                      • #101 Collapse

                        emotion took away every things....
                        or 1 acha trader ko pta hota ha ka emotion ko kasa control rakha jata ha.. tb he wo kamyab trader banta ha..
                        • #102 Collapse

                          g my dear ap ny bilkul thek kha ky is ma jo professional trader hota ha wo emmotional ni hota wo trading karty waqat apni emotion ko control ma rakhta ha or is ma wo apna knowledge zarur share karty ha or is ma jb wo apna experences share kar ly to wo is ma bohat acha propeht earn karty ha .
                          • #103 Collapse

                            han ye correct hai k A Professional trade is not emotional trader kuin k forex trading ka kam sense and skills se kia jata hai na emotions se, emotion se kie howe akser fasle wrong hote hain.
                            • #104 Collapse

                              well my dear friend, meray khayal say aap nay theek kaha hai aur sahi experience kia hai trading kay hawalay say, kyun kay bohat say new traders ager apni trades mein losses face karna shuru ho jatay hain tou wo self control karna bhool jatay hain aur emotional ho kay trades open kar detay hain kay shayad ye wali trade ab humein loss recover karwa dey gi...
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #105 Collapse

                                Forex trading aik bohat risky business ha is main success gain karne ke liye hume trading bohat carefully karni part ha during trafing hume hmeshan apni emotions par control rakhna chahiye kun ke jab hum emotional ho jate han to hum galat faisle karte han aur aim expert trader kbhi apne kaam me emotional nahi hota.

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X