A professional trader is not an emotional trader

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #31 Collapse

    han g bilkul aik professional wo hota hy jis se apni hard working or market study se etna learn kia hota hy ke wo market ke her aspect ko janta ke kis tarha us ne market me survive krna hy or apny emotions pe control krna hy
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #32 Collapse

      ge ha aap ne sahi kaha ek professional trader emotional nahi hota aksar new trader emotional hota agar aap ki knowledge or experience best ho or aap ki planing or strategy achi ho or aap ki managment about money time news marketing emotion control or patience achi ho tu aap ko risk ka nahi sochna chaheye or wo karenge jisma aap 100% profit he karenge yani aap loss ho hi nahi sakta ap satuation ko handle kr sakenge
      • #33 Collapse

        g hain jo profissional hoty hain vo na to greed karty hain or na he emotional hoty hain ku k vo janty hain k ager asa karian gy to uny loss ho jay ga
        • #34 Collapse

          So a good money management is really required to do good trading. A trade without good money management cannot sustain for long in forex market as risking less per trade is really the key for survival in trading.
          • #35 Collapse

            g ha agar to ap ek professional trader banna chahty hain to phir ap ko apny emotions par contraol karna chaye and agar loss ho to tension nai lani chaye balky us loss se seakhain and agay barhy....trading k waqt taman tensions ko aik side par rakh dain......
            • #36 Collapse

              jee han professional traders forex bisnuss me emoshnal nahin hoty kyun ke woh jante hain ke profit or loss hir bisnuss ka hisa hota ha is liye woh apny experience ki wajha se kum loss per zeyada frofit bna laite hain.
              • #37 Collapse

                I am agree to you my dear that agar aap emotional hoky faisla karty hyn to aap kabhi bhi achy trader nahi ban sakty hyn aur nahi kabhi hum achi earning karty hyn kaam ke doran professional soch rakhyn.
                • #38 Collapse

                  ge bhai aap sahi keh rahein ha professional trader es daur se guzar chuka hota ha un ko malom ho chuka hota ha k greed ki kya nuqsanat hein isliye wo greed nahi hard working or experinece pe dehyan dainte hain or apni skill use krte hain isliye wo kamyab hoti ha or zyda greed nahi krte
                  • #39 Collapse

                    thek kah rhe hain bhai jan app jo bhi professional traders hote hain woh emotion less ho kr trading kr rhe hote hain and is ki major waja yeh ha kah woh bhi emotions ki waja sa kisi ka pressure mein nhi ate hain magar us level ko attain krne ka leya humein years ki mehnat chaheya hote ha live pr.
                    • #40 Collapse

                      yes ye baat achi kahe ak acha trader kabi be emotional nahe hota hai matlab kabi be loss be dekh nahe karta ya profit pe kabi takabar nahe karta hai it mean k wo ajzi k sath laga reht ahai aur mind ko control kar k chalta hai
                      • #41 Collapse

                        forex trading business me jo cheze aj tak traders k lye loss ful bane hain un me aik ka name emotion hai ak acha traders jub trading karta hai to wo emotiions ke duniya se buht dooor hota hai just wo apne mind ko fresh kar k work karta hai or win karta hai
                        • #42 Collapse

                          ek professional trader kabhi b apnay kam ko bina samjhay nahi kare ga wo hamesha he yha pay apna kam khud he aur emandari say kare ga jiss say hum ko is me madad mile ge aur hum ye kam kar sake gay.
                          • #43 Collapse

                            yes bhai jan i agree with you you are absolutely right ek acha professional trading apne emotional par control karte hen or isi waja se wo taraqi karte hen
                            • #44 Collapse

                              yes brother i agree with you a professional trader never ever involve their emotions in trading kyun kay emotions say kam nae ho sakta ye ager hamary emotions involve ho jayn to ham properly analysis nae kar satky han or hamy loss hota hy so we should be careful about that
                              • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                              • #45 Collapse

                                ji haan sai kaha ap ne ake acha trader kabi b emotional nai hota balky wo smart hota hy and apni skills ko use kr ke wo achi earning krta hy and hamesha confidently kam krta hy and successful rehta hy

                                اب آن لائن

                                Working...
                                X