Control of Emotions in Forex

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    Control of Emotions in Forex
    Dear forex members Asslam o Alekum. Forex trading asal imtihaan khud k emotions ko control krna b ha jab ne trade open ki hui ho to us waqat agr aap ne apne emtions ko control nahi kya to loss ho skta ha aur ager ap ne apne oper qabo rakha to aap aik acha profit earn kar skte ho mgr apne workout bharpoor kya hua ho trade ke mutaliq.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: Control of Emotions in Forex

    Wa aaslam brother forex trading ko use karty waqat apny emotion ko kabo main rakhna ap ka bahot bara imthann hota hai agr ap nay ik dafa ye kaam kar liya phir ap ko kisi chez ka koi dar nai hai or agr ap nay emotions ko control nai karyn gy to ap kay loss ho jany ka chances kafi ziyad barhe jaty hai or ye kafi ghaty ki baat hai
    • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
    • #3 Collapse

      Re: Control of Emotions in Forex

      g han forex main emotion ko control kerna zrori hota hai emotion disiplan ager ap nahi rakhty tu forex main kabhi bhe kamyab trader nahi ban sakty hain es leay ap ko emotion say kam nahi kerna chea expereince wale dost bhe loss esi wajha say ker rahy hoty hain k on say apne emotion ko contrrol krny kl leiy koi stratgey nahi milti kyon k yeh aik mind power ki bat hoti hai ju sirf hamra demag he control ker sakta ha.

      اب آن لائن

      Working...
      X