greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.
    brothers jahan per paisay involved hotay hain wahan per greed ka factor automatically involve ho jaata hay ham iss factor ho khatam to nahin ker sektay lekin iss ko control kerna chaahiye jab koi aik trader apni greediness ko control ker leta hay toh uss ko profit hona shurur ho jaata hay.
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

    Good dear aapki baat hundred percent darust hai agar ham apne bad emotions pe control krte hain aur ham greed se bach jate hain to ham kafi had tak safe ho jate hain aur ye hamara waqae pehla step kamyabi ki taraf hota hai hamen jitna mumkin ho sake hamen koshish krni chahiye k hamen grewd se door hi rehna chahiye q k jab ham greed ko chor den ge tab ham kafi had tak kamyab rhen ge
    • #3 Collapse

      Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

      G han trading me agar greed ko control kia jaye to success ki jany ka trader ka first step hi hota hay aur agar risk management ki jaye to ye success ki taraf move karny ka 2nd kamyab step ho sakta hay, traders ki koshish risk management, greed ko control karna, emotional trading na karna ye sab step hi traders ko successful karny me help de sakty hey.
      • #4 Collapse

        Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

        G han forex trading men hamesha lalachi log hi jaldi nakam ho jatay hen kiun k aesay log lalach men aa kar bari bari trade laga detey hen aur woh bagher learning aur experience k trading start kar letey hen unn ka maqsad sirf paisa kamana hota iss waja se woh jaldi nakam ho jatay hen
        • #5 Collapse

          Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

          اصل پيغام ارسال کردہ از: ctanveer پيغام ديکھيے
          brothers jahan per paisay involved hotay hain wahan per greed ka factor automatically involve ho jaata hay ham iss factor ho khatam to nahin ker sektay lekin iss ko control kerna chaahiye jab koi aik trader apni greediness ko control ker leta hay toh uss ko profit hona shurur ho jaata hay.
          Lalaji traders keyboard body and Mein Hota Agar traders new launch control car Lado piya ji trading kar sakte hain old reading Karke property gain kar sakte hai isliye trailers ko chahiye Nanak control kare
          FRD 07 TRADING JOURNAL
          • #6 Collapse

            Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

            G han dear brother hum ko aksar loss apny lalach ki waja say hota ya phir hum apny lalach ki waja say jaldbazi main koi trade galat open kar lety hain jo hum ko loss deti hay es lay hum agar lalach say bach gay to achi trading kar sakty hain or kamyab wohi hota hay jo lalach ko control kar lay
            All The Best Dear Friends
            • #7 Collapse

              Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

              Forex trading business mein greed hamara sab se bara dushman hai,trading se jab hamein profit milny lagta hai tu hum aur ziada profit ki greed krty hein jiski waja se baaz okat hamari profit wali trade loss mein chali jati hai is liye ager kamyab hona hai tu greed se bachna hai.
              • #8 Collapse

                Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

                Je ha bilkul sahi kaha ager ham apny greed ko Cantrol ker paye to samjhy aap kamyaab trader bun jao ge iss liye hamy trand karty howe kabhi bhi greed ka muzaihra nahi karna chahye aur jo thora bohat mill raha hai uss mutmain hona chahye ku katra katra darya banta hai
                • #9 Collapse

                  Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

                  Greed ka result loss hi hay aor agar hum investment kar k greed karty hain to ye bahut hi buri bat hay agar aek achy analysis k sath trade open ki jaye baghair grerd k to hamen faida ho ga baraks is k greed kar k loss karen greed ko apni trading sy door rakhna behtr hain aek acha trader banany k liye aor acha profit hasil karny k liye
                  • #10 Collapse

                    Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

                    Aik quote hai.Greed is a curse.agr aap trade ker rahe hain tu yeh aik zaroori cheez.agr aap trade main greed karen gy tu aap kuch earn tu kr lain gy lakeb apko kuch loss bhe ho sakta hai.so get ready for any difficulty.thanks
                    • #11 Collapse

                      Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

                      Hum Yaha par kaam karne ke liye knowledge ko control Mein Rakhna Hotel lalach Buri Bala Hoti Hai Hame pata hai kya gramina police ke saath kaam Karenge to Miyapur kuch bhi nahi milega mere paas Jo Bhi capital Hoga wo Sara khatam ho jayega Hamare hand main kuch bhi nahi Rahega Hame confidence khatam ho jayega Jab Tak Hum isko Samajh Kar uspe proper method ke saath kaam nahi karenge To Main Yahan Se Kuchh bhi nahi milega earning money Milegi knowledge ki nahi milega Hum Ek accha business develop nahi kar sakte kamyabi ke sath shadi ki taraf nahi ja Sakte isliye samajh mein kya karna hai
                      • #12 Collapse

                        Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

                        You Are absolutely RiGht...Greediness insaan ki FiTrat Main Hai isse khatam To Nai kiYa Jaa sakta LeKin Kamm kiya jaa Sakta hai isLiYe investoRs Ko Chaaheay k laalach Main bhi na PaReN or Jelousy bhi create Na KaRen,or agar Laalach Main paRh GaEy To accoUnt Umeed hai k jaLd Hii Khaali Ho Jaaey ga iSliye Secure Ho kaR trade KaReN oR Greedineds ka shikaar Na hoon Tab hii Aap Kaamyaab Ho Sakray hain...
                        • #13 Collapse

                          Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

                          agar hum lalach ko control kar kay trading karen gay to humari trading bohat achi ho sakti hay aur hum market main regular profit bna sakty hay es business main sabar say kam karnay main he faida hota hay tab he safe earning kar sakty hay sahi say time daity rehna chahiye es business main esi main he faida hota hay
                          "The mind is everything, What you think you become"
                          • #14 Collapse

                            Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

                            forex mai jab hum kam karty hain to hamy bonus milta hain lakin kuch traders lalch mai aa jaty hain or zada paisa hasial karny ky liye over confidence mai apne galtiyo ko avoid kar ky kam karty hain or unhy loss ho jata hain lakin is mai market ka koi qasur nahi hota lalach ko avoid karna bohat zarore hota hain yai hamar sub sy bara dusman hain
                            ᴍᴇʀɪ ᴘᴏsᴛs ᴋᴏ тнαикѕ ᴢᴀʀᴏᴏʀ ᴋᴀʀᴇɴ
                            • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                            • #15 Collapse

                              Re: greed ko control karna pehla step hay success ke taraf.

                              Dear brother ap ki bat ma koi shaq nahi ha greed ko control karna forex trading ka sub sa pihla step hona chaheye jab tak hum es ko control nahi karty our sabar ko bhraty nahi us waqt tak kamyabi ak hwab ha frox trading ma

                              اب آن لائن

                              Working...
                              X