limit sy ziada post aor threads ka koi faida ni hai?

No announcement yet.
`
X
  • وقت
  • دکھائیں
Clear All
new posts
  • #1 Collapse

    limit sy ziada post aor threads ka koi faida ni hai?
    dear members aksar members pak forex forum py forum ki daily limit sy ziada post aor threads creat krty hain jin ka koi faida ni hota qk ham jo extra post aor threads creat krty hain wo delet ho jaty hain as liay forum k rule k mutabiq he sirf post aor threads creat kren quantity py door na den balky quality aor mayari post kren
  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
  • #2 Collapse

    Re: limit sy ziada post aor threads ka koi faida ni hai?

    Yes dear ye to ap sahe keh rahy hai hum ko ais forum par thora sa kaam karna chaye magar jo kaam kary wo acha ho kun k ais forum par jab hum acha kaam kary gay to hum ko ais mai thanks mily gay aor aus k baad hum ais market mai jab bonus dekhy gay to samjh aa jaye gi k ais forum par ap beshak zayda kaam kar lo ais mai ap ko ho sakta hai k bonus atna zayda na mily magar ap ne ais mai thora kaam kia ho aor acha kaam kia ho to ap ko ais mai kafi zayda faida ho sakta hai ais k liay ap ko ais forum par dekhna chaye k kaisy kaam kary gay to zayda faida ho ga ta k banda aus tarha ka kam kary.
    • #3 Collapse

      Re: limit sy ziada post aor threads ka koi faida ni hai?

      g han janab ap ki bat bahut had tak theak hy jb bhi hum aik chez ki limit malum hy aur hum wo limits cross krty hen to hum lo us post ka koi faida nai hota balky us ky nuksan hi hen aik to hum apna time weste kerty hen aur us ka humhy bonus bhi nai milta hum cheay ky hum limits main rhy ker hi posting kerni chaeay
      • #4 Collapse

        Re: limit sy ziada post aor threads ka koi faida ni hai?

        apki bat bilkul theak ha forex trading mn threads aur post ki limit ha daily 4 threads create ki ja skti hn aur 50 post krnay ki ijazat ha agr limit sa ziada threads ya post ki jayn to woh threads ya post delet kr de jati hn isliay limit sa ziada threads ya post ka koe fayeda naen ha
        • #5 Collapse

          Re: limit sy ziada post aor threads ka koi faida ni hai?

          Jee han aksar members ko yeh pata nahi hota k hum ne daily kiti posting aur threads create krny hein woh aksar ziada posting aur threads create krty hein jo forum rules k against hai,forum rules k mutabik hum daily 50 posts aur 4 threads create kr sakty hein is se ziada ki ijazat nahi hai.
          • #6 Collapse

            Re: limit sy ziada post aor threads ka koi faida ni hai?

            اصل پيغام ارسال کردہ از: Ali Akbar khan پيغام ديکھيے
            dear members aksar members pak forex forum py forum ki daily limit sy ziada post aor threads creat krty hain jin ka koi faida ni hota qk ham jo extra post aor threads creat krty hain wo delet ho jaty hain as liay forum k rule k mutabiq he sirf post aor threads creat kren quantity py door na den balky quality aor mayari post kren
            Amway daily and 50 posts kar sakte hain aur 4 Threads create kar sakte hai agar Hum usse Gala post karne ke trike Karenge to go nahi hogi aur Humne forum administration ki taraf se message aa jayega Ke Is Se Jyada post Nahi Ki Ja sakti aur and chat rates ke baad Jo Threads ki nangi woh bhi phone par show nahi hogi
            FRD 07 TRADING JOURNAL
            • #7 Collapse

              Re: limit sy ziada post aor threads ka koi faida ni hai?

              Yes brother apki bat darost hay hum ko post ki quantity ki bajy post ki quality par zor deyna chay qn kh achy post ka bounce be acha ata hay or kabi be apni limit say zeyad post ya thread na kein es say apka account benn be ho sakta hay es lay agar ap zeya bounce chaty hain to achi or information wali post karin takh sab members ko faida ho or apko zeyda bounce mily
              All The Best Dear Friends
              • #8 Collapse

                Re: limit sy ziada post aor threads ka koi faida ni hai?

                Forex Mein kaam karne ke liye main account ko jeetna Jyada limits ke sath working Karenge Marley Uttaranchal long time kam karne ke liye upay money management Marley both Hoti Hai time ke sabse kam karna Marley achha Hoga Jitna Hum Tumko Denge Hum proper method Ke Saath Mein Kaam Karenge Hamari achha Hoga long time ke liye business management karna Hamare liye achha Hota Hai Kaam ke saath kaam hoga toh phir Hum Hai market ki Samay Lagegi technical skills Ka Pata Lag Jayega ki technical skills Hamari Kitni help karti hai
                • #9 Collapse

                  Re: limit sy ziada post aor threads ka koi faida ni hai?

                  limit say ziada humain kam karnay ka koi faida nai hay humain agr kam karna hay to is main kafi mehnat say kam karna ho ga ta kay market main kuch profit to ho sakay is main humain forum ka b use achy say karna ho ga kun ay posts ki qulity achi rkhnui chahiye or is kay bad humain posts ko limit say ziada nai likhna chahiye ta kay acha bonus hasil ho sakkay
                  "The mind is everything, What you think you become"
                  • <a href="https://www.instaforex.org/ru/?x=ruforum">InstaForex</a>
                  • #10 Collapse

                    Re: limit sy ziada post aor threads ka koi faida ni hai?

                    Nhai bhai asi bat nahi jo hum ko limat di jati ha hum os sy zuada post kr he nahi skty jasy hum 50 post pr day kr skty hain jis man 8 new thread bhi create kr skty hin agir 8 thread k bad hum or thread krny ki try krty bhi hain to create nahi hoga forum sy hum ko massege mily g k hum 8 sy zuada thread creat nahi kr skty

                    اب آن لائن

                    Working...
                    X